Bookmark and share the address of Story-7 Forum- Where you read online stories! on your social bookmarking website
Bookmark and share the address of STORY 7 Forums on your social bookmarking website
Khwaish Apnaa Apnaa
Page 6 of 12 • 1, 2, 3 ... 5, 6, 7 ... 10, 11, 12
Khwaish Apnaa Apnaa
Khwaish Apnaa Apnaa is a story about two rival hearts, Pranav and Garima. They want to destroy eachother at any cost, will they ever fall in love?
Story By: Diipendu Dutta
Pictures and Other Creations By: Diipendu Dutta
Story: Khwaish Apnaa Apnaa
Started On: April 29, 2009
Genre: Drama
Ended On: October 5, 2014
No. of Episodes: 200
Dipendu_Dutta- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
par tum daily kyun nahin bhejte iski updates daily bhejo na
virgosaumya- Regular Juniour Member
- Join Date : 2008-03-27
My Diary
About me:
*Medal*:
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
aanchal- Moderator
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Job/hobbies : CA student /reading novels ,surfing GHT sites
Join Date : 2007-09-24
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
trachi- New Bie
-
Zodiac :
Age : 33
Location : c.g.
Join Date : 2011-03-21
My Diary
About me:
*Medal*: GHT one New bie
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Pranav room mein ata hai.
e]Pranav aakar dekhta hai ke Garima pehle se hi sou chuki thi, lekin kyunki garima bed par so rahi thi yeh dekhkar Pranav ko gussa aya aur osne garima ke blanket ko kheech lia. ]
( Garima ne gusse mein Pranav ko chillate hue kaha- )
Garima: "Kya hai?! "
Pranav: wahi toh main pooch raha hoon!...Kya hai yeh sab?
Garima: tumhe dikhai nahi deta?! Andhe hou?!.......Tumhe dikhta nahi main sou rahi thi?!
Pranav: oh! meri neend udake madam khud sou rahi hain???
Pranav: Yeh room mera hai! Esiliye bed par main sounga! Tumhe sofa par souna hoga!
Garima: main bhi dekhti hoon tum kaise mujhe sofa par soune ke liye force karte hou!
d]Pranav ka gussa aur bhi badh gaya, woh Garima ke paas gaya aur...]
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
[ Pranav ka gussa aur bhi badh gaya, woh Garima ke paas gaya aur...Pranav ne Garima ko baahon mein zabardasti utha lia.]
Garima: (Bahut gusse mein) chhoro mujhe!!! Jaane do!!!
Pranav: tumhe abhi pata chal jayega ke tumhari jagah kya hai............[ Pranav ne Garima ko sofa par gira dia. ]
( Garima Pranav ke taraf gusse se dekh rahi houti hai. )
m]Pranav dress change karne ke liye bathroom jaata hai, Garima ne paani wala Jug ke poore paani ko bed par gira dia. ]
Pranav dress change karke soune ke liye bed ke taraf ata hai, aur tabhi oski nazar Garima ke taraf padti hai.
Garima sofe par sou rahi houti hai. Pranav ko laga ke osne Garima ko bahut achha sabak sikhaya lekin light-off karne ke baad pranav jab bed par soune ke liye gaya tabhi darr se woh bed se wapas neeche utar gaya aur jaldi-jaldi osne lights-on ki.
:: ( Garima itne der se soune ka naatak karahi thi.)::
"Kya hua???...Tumhe tumhari jagah bhi nahi mili???"
( Garima Pranav ka mazaak udate hue osko kehrahi thi. )
m]Pranav ko garima ke ees mazaak se bahut gussa aya. ]
Garima: "Goodnight Pati dev!............"
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
"Kya hua???...Tumhe tumhari jagah bhi nahi mili???"
( Garima Pranav ka mazaak udate hue osko kehrahi thi. )
[ Pranav ko garima ke ees mazaak se bahut gussa aya. ]
Garima: "Goodnight Pati dev!............"
1Hour Later
::Kuch der ke baad, jahaan garima couch par araam se sou rahi thi, dusre taraf Pranav ko zameen par souna pad raha tha.::
Pranav ko zameen par neend nahi arahi thi, opar se osey garmi lagrahi thi kyunki A.C ki hawa bhi nahi lag rahi thi.
( Pranav AC ka volume bada deta hai. )
Kuch der baad, Garima ko bahut thand lagne ke wajah se cheenke aati hain, Kyunki garima ko AC mein soune ka adat nahi hai.
Garima ko bahut cheenk aati hai jiske wajah se Pranav ki neend khul jaati hai. Pranav uthkar dekhta hai ke Garima ko AC ke wajah se bahut thand lag rahi thi.
---
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Pranav ko zameen par neend nahi arahi thi, opar se osey garmi lagrahi thi kyunki A.C ki hawa bhi nahi lag rahi thi.
( Pranav AC ka volume bada deta hai. )
Kuch der baad, Garima ko bahut thand lagne ke wajah se cheenke aati hain, Kyunki garima ko AC mein soune ka adat nahi hai. Garima ko bahut cheenk aati hai jiske wajah se Pranav ki neend khul jaati hai. Pranav uthkar dekhta hai ke Garima ko AC ke wajah se bahut thand lag rahi thi.
Garima Pranav ke paas aakar osey uthati hai lekin Pranav jaan-bhujkar soune ka naatak karaha houta hai.
"Oho! Mujhe soune do na!"
(Pranav mann-hi-mann khush houte hue)
Garima Ac ka remote dhund rahi houti hai lekin osey nahi mila.
Pranav: (mann mein khush houte hue) mujhe bed par soune nahi diya...bed par paani daalkar mujhe zameen par
soune ko majboor kia...Ab agar aaj raat mujhe neend nahi aayegi, toh main tumhe bhi chayn se soune nahi dunga...!
[ Garima phirse jaakar Pranav ko uthane ki koshish karti hai.]
Finally Garima jaakar sou jaati hai. Pranav chupke se dekhta hai aakhir Garima chup-chap soune kaise chali gayi? Pranav ko samajh mein nahi araha tha ke aakhir kya hua...Tabhi Achanak oski nazar AC par padi, Garima ne bina remote ke, directly AC ka main switch off kardia tha.
Pranav uth jata hai aur suprisely AC ko dekhta hai...Tabhi---
---
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
[ Garima phirse jaakar Pranav ko uthane ki koshish karti hai.]
Finally Garima jaakar sou jaati hai. Pranav chupke se dekhta hai aakhir Garima chup-chap soune kaise chali gayi? Pranav ko samajh mein nahi araha tha ke aakhir kya hua...Tabhi Achanak oski nazar AC par padi, Garima ne bina remote ke, directly AC ka main switch off kardia tha.
Pranav uth jata hai aur suprisely AC ko dekhta hai...
"Goodnight Pati dev...!"
(Garima Pranav ko smile dete hue)
{ Pranav ko bahut gussa ata hai aur woh wapas sou jata hai. }
Pranav: shit! ek hi mauka mila tha oos garima ko sabak sikhane ka...!
---
( Garima mann-hi-mann sochte hue )
Garima: Ab tumhe yeh jaan lena chahiye ke aaj suhaag raat ke tarah, tumhe abse har raat yun hi chayn se tumhe neend
ani toh doorr ki baat, tumhe tumhare har waar ka esi tarah jawab milega...Mister Pranav Mittal...!
---
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Subah Houti Hai.
Aaj ghar mein nayi bahu ka pehla din hai, saare rasamo ke baad Gayathri ne Garima ko kitchen mein "Kheer" banane ko kaha.
[ Pranav bhi sabke saath sabko breakfast table par join karta hai.]
Choti dadi: arre arre yeh kheer kya houta hai! meri jab nayi-nayi shaadi hui thi tou maine kheer ke jagah pizza banaya tha!!!
Badi-dadi: arre choti kuch toh sharam kar!!! Prabhu se darr...!
Choti-dadi: chupkar!
Badi-dadi: tu chup kar!
Tabhi Pranav aakar sabko breakfast table par join karta hai.
Choti-dadi: kyun pranav! kaisi rahi...suhaag raat???
l]Kitchen mein, Garima ne jab choti-dadi ka question suna tab osey Pranav ke chehre ko dekhkar hassi agayi...]
Gayathri: arre garima...kya hua?
Garima: uhm...kuch nahi mummy ji...
---
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Phone ring houta hai, Garima jaakar phone receive karti hai toh pata chalta hai ke pranav ke liye tha...saamne se ek ladki ki awaaz ati hai...
Tabhi achanak Pranav wahaan aakar Garima ke haath se phone chhin leta hai-
Pranav: arre monika! maine tumse kitni baar kaha hai ke ghar ke phone pe phone mat kia karo...! (pranav chupke se garima ke face ka expression check karta hai) "mat kia karo sirf mere...cell par call kia karo...jaanu.....! Mera cell number tumhare paas hai na? nahi hai??? koi baat nahi main bolta hoon tum note karo..."
(pranav peeche murr ke garima ke taraf ek second
dekhkar wapas baat karne lagta hai)
Pranav: woh kya hai na...ke yehaan kuch aise log hain jinhe agar mera cell number pata chal gaya toh mujhe faltu mein phone kar kar ke mera "Time" waste karenge...jaanu main tumhe sms kar doonga...byee...!
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
(pranav peeche murr ke garima ke taraf ek second
dekhkar wapas baat karne lagta hai)
Pranav: woh kya hai na...ke yehaan kuch aise log hain jinhe agar mera cell number pata chal gaya toh mujhe faltu
mein phone kar kar ke mera "Time" waste karenge...jaanu main tumhe sms kar doonga...byee...!
m]Garima ko Pranav ke ees harkat par bahut gussa araha tha. Pranav baat karne ke baad Garima ke taraf dekhkar wicked expression deraha tha, Garima ko aur bhi gussa aya aur woh wahan se chali gayi. ]
>>>>>
Choti Dadi aur Garima swiming pool area mein walk karahe thhey aur Choti-Dadi Garima ko fashion tips derahi thi...Tabhi oon dono ne dekha ke Pranav Swiming Pool ke paas khara tha aur kisi se phone par baat karaha tha...
Choti-Dadi ne Pranav ke baare mein Garima se puchte hue-
Choti-Dadi: waise pranav tumhe zyada pareshan toh nahi karta hai na? agar osne zarra bhi pareshan kia toh tum mujhe bolna! main osey esi swiming pool mein dhakka dey doongi...
Garima: oh, nahi nahi choti dadi...aisi koi baat nahi hai...
---
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Choti-Dadi ne Pranav ke baare mein Garima se puchte hue-
Choti-Dadi: waise pranav tumhe zyada pareshan toh nahi karta hai na? agar osne zarra bhi pareshan kia toh tum mujhe
bolna! main osey esi swiming pool mein dhakka dey doongi...
Garima: oh, nahi nahi choti dadi...aisi koi baat nahi hai...
Choti Dadi: arre pranav!...Wahan itna kya phone par baat karahe ho?!...
insult kare... }
Pranav: kuch nahi choti dadi!...woh mera ek dost hai, woh kehraha tha ke, Aajkal ki ladkiyo ko toh koi bhi kaam theek se karna ata hi nahi hai!...Yehan tak ke onhe theek se chalna-phirna bhi nahi ata...!
Pranav ka dhyan wahan par nahi tha aur woh Garima ke taraf dekhte hue choti dadi se baat karaha tha...
Baat karte-karte pranav oos sleepry jagah par chala gaya...
---
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Pranav ka dhyan wahan par nahi tha aur woh Garima ke taraf dekhte hue choti dadi se baat karaha tha...
Baat karte-karte pranav oos sleepry jagah par chala gaya...
Pranav: aajkal ki ladkiyo ko toh koi kaam theek se ata hi nahi lekin attitude aisa dekhati hain jaise...huh!
Bahut derr se Pranav ki baat sunkar aakhir Garima bhi bol padi-
Garima: waise dadi, aajkal ke ladke bhi kam nahi hain...Aajkal ke ladke bhi ghamandi hain jinhe sirf apni hi tareef karni aur
sunni pasand hain...
Pranav: (attiude dekhate hue) waise ladke har kaam mein best hote hain esiliye unhe kisi ki tareef ki zaroorat nahi...! Atleast
hum ladko ko theek se baat karna aur chalna ata hai...! huh!
(Pranav Garima ko bahut attitude dekhate hue apne expensive cellphone se khelte hue kehne lagta hai) "Boys are..."
TABHI!!!
---
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Pranav: aajkal ki ladkiyo ko toh koi kaam theek se ata hi nahi lekin attitude aisa dekhati hain jaise...huh!
Bahut derr se Pranav ki baat sunkar aakhir Garima bhi bol padi-
Garima: waise dadi, aajkal ke ladke bhi kam nahi hain...Aajkal ke ladke bhi ghamandi hain jinhe sirf apni hi tareef karni aur
sunni pasand hain...
Pranav: (attiude dekhate hue) waise ladke har kaam mein best hote hain esiliye unhe kisi ki tareef ki zaroorat nahi...! Atleast
hum ladko ko theek se baat karna aur chalna ata hai...! huh!
(Pranav Garima ko bahut attitude dekhate hue apne expensive cellphone se khelte hue kehne lagta hai) "Boys are..."
TABHI!!!
Achanak Pranav slip hokar Swimming pool mein girr jaata hai...
Choti dadi: arrrre!!! HAHAHAHAHAHAHA
(Choti dadi bahut zorr se hassti hai...)
Choti dadi haste hue wahan se chali jaati hai.
Edhar Pranav swimming pool mein tha, pranav ko tabhi yaad aya ke oske haath mein oska expensive cell bhi tha...Pranav jaldi se apne cellphone ko dhundne lagta hai...
Tabhi---"oho...Bahut Bahut buraa hua..."
---
Story7 Writer- Admin
- Fav. online story :
- Bairi Piya Sang Preet Hai Lagayi
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Pranav jaldi se apne cellphone ko dhundne lagta hai...
Tabhi---"oho...Bahut Bahut buraa hua..."
Pranav dekhta hai toh wahan Garima thi...
Garima: waise...maine aajtak suna tha "Bheegi Billi" ke baare mein...bas dekhne ka bahut mann tha...Aur aaj maine dekh bhi lia...! Waise sahi bhi hai...jo log zyada hawa mein udte hain, onke saath yehi hota hai...
Garima: tum thoda sudhar kyun nahi jaate?...bahut bura hua......tumhare saath...bheegi bheegi bheegi...billi! oops...i mean
"Bheega Billa...!"
e]Yeh kehkar Garima wahaan se chali jaati hai. ]
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Garima is now sure ke pranav ka koi affair bhi chal raha hai.
Couple of minutes later, Pranav enter in the room.
Garima: yeh sab kya hai?!
Pranav: now what?
Garima: you are having an affair and asking me what?!....... Tum itna girr bhi sakte ho?....Tumne mujhe yeh sab pehle batana zaroori bhi nahi samjha?!
Pranav: tum kya kehrahi ho mere kuch samajh mein nahi araha hai......
Garima: oh really? then tell me.......Who is Ankita?
Pranav: oh, toh tumhe sab pata chal gaya hai..........aur agar tumhe sab pata chal bhi gaya hai so what?! aur waise mein bhi...maine tumhe yeh batana zaroori nahi samjha aur na ab bhi samajhta hoon......so just stay out of my life!
( Garima pranav ki baat soon rahi thi but accidently garima se oska phone girr jata hai aur garima ko pata bhi nahi chalta hai ke pranav ees waqt jo bhi bol raha hai woh sab record ho raha hai oos phone mein... )
Pranav: ok let me tell you how bad iam...... Iam just using Ankita because humare business ko ankita ke business se bahut profit houne wala hai.......Ankita mujhpar blind faith karti hai so it's just a dirty game!
Garima: tum sach mein bahut girre hue ho!
( Pranav giving wink at Garima )
Pranav: catch you later babes!
Pranav leaves the room. Garima ko oska nahi mill raha houta hai suddenly she find it under the bed. Garima dekhti hai ke phone mein recording on hai, Garima check karti hai toh osey woh poora conversation oos record mein mill jata hai.....
Guest- Guest
Episode 67
Garima: bahut arrogance hai na tumhe apne upar mister pranav mittal?! Ab eska use toh main tabhi karungi jab sahi time ayega...!
Udhar Pranav ne Ankita ko phone karke osey Blue Diamond restaurant mein milne bulaya tha.
S]Ankita was late so she is in hurry. Ankita was driving the car in full speed ke suddenly Ankita ke car se kisi ka accident ho jata hai. Ankita pareshan hou jati hai aur wahan se apne car mein bethkar chali jaati hai. ]
Ankita Blue diamond restaurant mein pahuchti hai, saamne Pranav milta hai. Ankita is in tension.
Pranav: Kya hua ankita what happend?
Ankita: pranav bahut badi problem hogayi hai......Main tumse milne ke liye late ho gayi thi toh esiliye maine full speed pe car drive karahi thi lekin mujhse kisi ka accident hogaya aur main wahan se chali aayi.......
Pranav: what?!.............
Guest- Guest
Episode 68
Ankita: pranav bahut badi problem hogayi hai......Main tumse milne ke liye late ho gayi thi toh esiliye maine full speed pe car drive karahi thi lekin mujhse kisi ka accident hogaya aur main wahan se chali aayi.......
Pranav: what?!.............
Pranav: oh okay everything will be fine..... tum ghabrao mat.....
Pranav aur Ankita oos accident wale location par jakar dekhte hain toh wahan bahut crowd tha. Ankita bahut darri hui thi. Pranav ne jaakar dekha toh pata chala ke Ankita ke haath se Garima ke papa accident hogaya tha. Yeh dekhkar Pranav shock ho jata hai.
Pranav tabhi wahan se Garima ke papa ko apne car mein hospital ley jata hai. Doctors ne Garima ke papa ko admit kar lia tha lekin Pranav ko kuch samajh mein nahi araha tha ke woh kya karey.
Guest- Guest
Episode 69
Pranav aur Ankita oos accident wale location par jakar dekhte hain toh wahan bahut crowd tha. Ankita bahut darri hui thi. Pranav ne jaakar dekha toh pata chala ke Ankita ke haath se Garima ke papa accident hogaya tha. Yeh dekhkar Pranav shock ho jata hai.
Pranav tabhi wahan se Garima ke papa ko apne car mein hospital ley jata hai. Doctors ne Garima ke papa ko admit kar lia tha lekin Pranav ko kuch samajh mein nahi araha tha ke woh kya karey.
Tabhi wahaan Garima ati hai. Ankita Garima ko wahan aate dekh Pranav se puchti, lekin pranav kuch nahi bata pa raha tha.
Garima: kya hua?! Kya hua mere papa ko?!.........................
Garima: doctors mere papa kaise hain woh theek toh hain na?
Guest- Guest
Episode 70
Pranav Garima ko sambhalne ke liye aage badhta hai ke Ankita pehle jakar Garima se kehti hai-
Ankita: Dont worry, tumhare papa theek ho jayenge......
Garima: ( route hue ) Lekin mere papa ki yeh haalat kaise hui?..........
Ankita: ( Pranav ke taraf dekhte hue ) woh actually...
Guest- Guest
Episode 71
Ankita: ( Pranav ke taraf dekhte hue ) woh actually...Kisi ke car se tumhare papa ka accident hogaya tha.......
Garima: Aaj mere papa ki yeh condition jiske wajah se hui hai....... Main oos ko dhoond kar rahungi aur osey court tak le jakar aisi saza dilaungi ke woh zindagi bhar yaad rakhega............!
Guest- Guest
Episode 72
Gayathri: arre uday beta kaise ho?
Uday: main theek hoon aunty...Waise badi dadi aur darling choti-dadi dikhai nahi dey rahi hain?
"Arre hum yehan hain!" -Badi Dadi
Choti dadi: kya baat hai uday, newyork jane se pehle bhi handsome thhe aur abhi bhi handsome ho?
Uday: oh my darling choti dadi aapki yaad itni ayi ke aap dekh hi rahin hain...
Guest- Guest
Episode 73
Unknown Girl: Hello...
Uday: oh hello, yeh kya? Main tumhare liye india aya aur tum ho ke mujhse mili hi nahi?
Unknown Girl: oh darling uday, you know how much i love you......Bas kuch urgent kaam khatam karne thhe....
Uday: fine! Tum mujhse mil rahi ho?
Door bell bajti hai. Uday door open karta hai.
Uday: oh thankgod! Lekin tumne toh abhi phone par kaha tha that you're busy somewhere?
Ankita: oh, haan... (Smiles)
Guest- Guest
Page 6 of 12 • 1, 2, 3 ... 5, 6, 7 ... 10, 11, 12
» Khwaish Apnaa Apnaa Picture Gallery
» POSTER: 'Khwaish Apnaa Apnaa 2'
» Khwaish Apnaa Apnaa
» 'Khwaish...' Hits with 500 views in a day!
10/11/2024, 11:10 pm by Story7 Writer
» Muktaar Haar
2/12/2023, 2:54 am by Story7 Writer
» Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
23/10/2023, 10:45 pm by Story 7 Writer
» New Promo: Bairi Piya Sang Preet hai lagaayi...
21/10/2023, 4:57 pm by Story7 Writer
» 7 Robins: The greatest Villain was once a Savior...
18/9/2023, 3:22 am by Story7 Writer
» Kabhie Toh Millenge... Season 3
2/4/2023, 6:37 pm by Story-7 Writer
» VOTE: Which Story 7 sequel you would like next?
22/3/2023, 1:50 am by Story-7 Writer
» Desh Aur Dharam
22/3/2023, 1:47 am by Story-7 Writer
» Exclusive: Kahiin Toh Hogaa First poster out!
22/3/2023, 1:31 am by Story7 Writer
» Khwaab (2008)
16/3/2023, 12:05 am by Story7 Writer
» Dil Mein Koi Hai (2007)
15/3/2023, 11:57 pm by Story7 Writer
» Daamini Daamini (2007)
15/3/2023, 11:56 pm by Story7 Writer
» Pyaar Ki Ek Anokhi Kahaani (2007)
15/3/2023, 11:55 pm by Story7 Writer
» Khwaish Apnaa Apnaa- Chahat aur Dushmani ki ek nayi kahani... Ekbaar phir...
12/3/2023, 12:47 am by Story7 Writer
» Chandan aur Chandnii
29/1/2023, 12:18 am by Story7 Writer
» A World will look like in the Future
9/1/2023, 9:43 pm by Story7 Writer
» Forum's New Entrant is the Forbidden romantic saga
23/10/2022, 7:33 pm by Story7 Writer