Bookmark and share the address of Story-7 Forum- Where you read online stories! on your social bookmarking website
Bookmark and share the address of STORY 7 Forums on your social bookmarking website
Khwaish Apnaa Apnaa
Page 3 of 12 • 1, 2, 3, 4 ... 10, 11, 12
Khwaish Apnaa Apnaa
Khwaish Apnaa Apnaa is a story about two rival hearts, Pranav and Garima. They want to destroy eachother at any cost, will they ever fall in love?
Story By: Diipendu Dutta
Pictures and Other Creations By: Diipendu Dutta
Story: Khwaish Apnaa Apnaa
Started On: April 29, 2009
Genre: Drama
Ended On: October 5, 2014
No. of Episodes: 200
Dipendu_Dutta- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Udhar office mein, garima aur sudeep wahaan pahuchte hain. Garima apne maasi ke cabin mein supdeep ke saath wahaan jaati hai. Woh dono wahaan jaakar dekhte hain ke garima ki maasi bahut pareshaan thi.
Maasi : achha hua garima, tum agayi...
Garima : maasi, akhir hua kya hai? Aap itani pareshaan kyun hain?
Maasi : aaj majboori mein board meeting rakhaya hai maine...
Garima : kya! magar yeh board meeting tou 2 din baad houne waali thi?
Maasi : mujhe pata hai, kyunki ab woh deal do din baad houne waali thi, ab woh aaj hougi... Aur oska reason hai, mittals ne humaare company par case kar diya hai...
Garima : yeh aap kya keh rahin hain? Magar unhoune humaare company par case kyun kiya? Akhir wajah kya hai?
Maasi : wajah hai, ke unhoune humaare company par fraud houne ke charges aur saath hi saath, unke company ke zameen par illegal factory banane ke charges lagaye hain...
Garima : iam sure maasi, unhoune aisa ees last moment par eseliye kiya hai, jis se humara poora dhyaan ees deal se hut jaaye aur....... Humey yeh deal na miley.......
Garima : magar maasi, maine bhi aapse vaada kia hai.... Main yeh deal har haal mein, humaare company ko dilaakar hi rahungi...
Maasi : magar abhi board of directors ki meeting hai... Aise mein agar humne abhi woh project report wahaan submit nahi kiya... Tou...
__________________
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
gauriandme- Forum Media Director
- Best WriterPopular stories written by the writer.
-
Zodiac :
Age : 33
Location : INDIA
Humor : Friendly
Job/hobbies : Reading books, studying, ect.
Join Date : 2007-06-18
My Diary
About me:
*Medal*: Serial one Creative Writer
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Garima : don't worry maasi, main yeh handle kar lungii...
Maasi : magar project tou ready bhi nahi hai???...
Garima : haan, magar shayad mere paas eska ek solution hai...
Garima aur Maasijab confrence room mein enter karte hain tabhi Garima ka MITTALS se saamna houta hai.
Om : ohh tou yeh hain hamaare rivals! Ek college student handle kar rahi hai ees project ko! Haha... Beta tum jaakar apne college ke classroom mein jaakar kuch business ka gyaan seekh aao... Kyunki agar yeh project ko pesh karne mein tumse kahin bhi, koi bhi galati huii.......... Touuuu
Garima : don't worry mr. om mittal, abhi tak yeh faisla hua nahi hai ke yeh deal kisey milega... Agar aapki ijazat hou, tou kya hum yeh meeting continue karey? Shall we???
Om : oh yes, sure... Dekhte hain, akhir ees unexperience ladki ko buisness ka kitana knowledge hai!...
Maasi : garima, what is this? Cd???
Garima : yeh hai hamaara backup!
Garima : maine socha ke agar kabhi aisa situation aya, tou uske liye backup pehle se ready rakhna chahiye... Eesiliye maine project ke report ko ees cd mein save kar liya tha...
__________________
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
aanchal- Moderator
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Job/hobbies : CA student /reading novels ,surfing GHT sites
Join Date : 2007-09-24
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Sahil kohli- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 32
Location : delhi
Join Date : 2007-11-25
My Diary
About me:
*Medal*: SAHIL KOHLI- Fan of the year 2009
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Garima presentation shuru karti hai.
Sab kuch sahi ho raha tha magar problem tabhi wahaan oos confrence room mein 'Pranav' ke roop mein enter karta hai.
Garima: ( mann mein sochte hue ) yeh yehaan kya kar raha hai?
Pranav: ( mann mein sochte hue ) yeh yehaan kya kar rahi hai???
Om Pranav ko, wahaan sabse introduce karvaate hain. Akhir Garima ke saamne aaj yeh baat bhi aajati hai ke Pranav, hii unke rivals hain.
Pranav: ( mann mein sochte hue ) ab tou ees dushmani ka rang...
Garima: Aur bhi gehra hou gaya hai...
Pranav: Ab tou main tumhe har tarah se barbaad karne mein.......
Garima: koi bhi kasar nahi chorrungi... Yeh mera tumse vaada raha!
Pranav: vaada raha...
Presentation ke khatam houte hii, Sab loug confrence room se baahar nikal rahe thhey. Garima aur Maasi baat karte hue jaa rahey thhey ke tabhi wahaan Pranav ata hai.
Garima: mujhe umeed nahi thi ke tum yehaan, ees tarah miloge...
Pranav: faltoo logon se tou waise mujhe baat karne se sakt nafrat hai... Magar kyunki main ab apne sabse badey competitor ke saamne hoon... Touuu...
__________________
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Garima: mujhe umeed nahi thi ke tum yehaan, ees tarah miloge...
Pranav: faltoo logon se tou waise mujhe baat karne se sakt nafrat hai... Magar kyunki main ab apne sabse badey competitor ke saamne hoon... Touuu...
Tabhi wahaan Sudeep, Garima ko bulaane ata hai aur wahaan aakar dekhta hai ke koi anjaan aadmi garima se baat kar raha hai.
Garima: ohh, yeh hain sudeep... Mere houne waale pati...
Garima Sudeep ke saath wahaan se jaa hi rahi thi ke tabhi jaane se pehle Pranav ne Garima ko rukne ke liye kaha-
Pranav: waise tum roune ke liye tyaar rehna, kyunki ees deal ko tumhare company se chhine ke baad tumhare company ko loss tou hoga sou alag, magar osi ke saath... College mein tumne jo mujhe dia, oska jawaab bhi tumhe milna baaki hai... Woh bhii......... Sood samet!
Sudeep yeh soonkar soch mein padd gaya ke aakhir 'Yeh anjaan aadmi garima se aise kyun baat kar raha hai? Aur college mein akhir garima ne osey kya dia hoga?'
Garima Sudeep ko wahaan se ley jaati hai.
Garima aur Sudeep ke wahaan se chaley jaane ke baad, Pranav ko ek call ata hai. Pranav ne college mein apne doston ko garima ke baare mein pata lagaane ke liye kaha tha.
Pranav ko Garima ke background ke baare mein pata chal jata hai aur Garima ki weakness bhi.
Pranav: ( khush houte hue ) ab ees nafrat ke khel ko khelne mein maza ayega... Garima ab tumhare bure waqt ki shuruaat hou chukii hai... Countdown begins!
__________________
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Sudeep Garima ko apne car mein, ghar drop karne jaa raha tha. Sudeep abhi bhi Pranav ke baaton ko soch raha tha ke 'aakhir ek anjaan aadmi ne garima se ees tarah se baat kyun kii?' Garima ne jab dekha ke Sudeep car drive karte hue oska dhyaan kahin aur tha, tab osne sudeep se poocha.
Sudeep: garima, ek baat such-such baatao... Kya tum oos shaks ko jaanti hou?
Garima: haan... Woh college mein, mere saath padta hai...
Garima Sudeep ko Pranav ke baare mein, college mein hue sab baat batati hai.
::Agle din college mein::
Scene: Garima apne engagement ke goodnews, college mein sabko deti hai. Saare teachers apne favouriate student 'Garima' ko oske engagement ke liye ashirwaad dete hain. Sab loug garima ko wish kar rahey hain. Garima aur Nandani milkar, poore college mein meethai baat rahey houte hain.
Garima: such nandani, aaj main bahut khush hoon... Bas, ab yeh deal bhi hamaare company ko mill jaaye tou...
Nandani: don't worry garima...
Nandani: ( Garima se dheere se kehte hue ) ab yeh yehaan kya kar raha hai?
Garima jaan-bhujkarr, Pranav ko sunaane ke liye, Nandani se kehte hue-
Garima: nandani, jab humne abhi tak apne saare doston ko, teachers ko... Mere 'Engagement' ki goodnews ko sunane ke liye..... yeh meethaiyan baate hain... Tou kyuu na ab hum apne dushmanon ko bhi, ees khushi mein shaamil karey?
Pranav Gusse se Garima ke taraf dekh raha tha. Magar Pranav ka gussa tab aur zyada badd gaya jab Garima ne Pranav ke taraf haath aage badaya osey meethai dene ke liye.
Pranav ne Garima ke haath se meethai ko lekar fekk dia...........
___
__________________
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
HitenGaurifan- Silver Membership
-
Zodiac :
Age : 37
Location : India
Join Date : 2009-06-26
My Diary
About me:
*Medal*: Serial one Creative Writer
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Yea it's short episodes so it won't take much time to read for viewers... And this story hasn't started it's main plot, so if u take a look to 'kayaamat' there u will definetly find some plots and scenes...
Thanks for visiting.
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
I will like to read kayamat also. I will read it and will reply you there.
HitenGaurifan- Silver Membership
-
Zodiac :
Age : 37
Location : India
Join Date : 2009-06-26
My Diary
About me:
*Medal*: Serial one Creative Writer
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Garima: apna gussa ees mithaai par kyun nikaal rahey hou?
{Garima Pranav ko sarcastic look dete hue bolti hai.}
Garima: ohhh........ Lagta hai P.M ko mithaai achhi kaisi lagg sakti hai? Akhir jiski zabaan hi itani kadvi hou tou usko mithaai kaise pasand hougi?
Pranav ko Garima ka yeh attitude dekhkar aur gussa ata hai. Esiliye Pranav wahaan se chala jaata hai.
Wahaan se jaate hue Pranav Garima ko dekhte hue apne mann mein khudse ek promise karta hai-
Pranav: oos din sabke saamne jaise tumne mujhe thappar mara tha..... Aur har waqt har jagah par ees tarah se tum mujhse millkar, mujhe sabke saamne ees tarah zaleel karti hou...... Ab tumhe eska jawaab main khud dunga... Dekh lena tum!
Pranav Garima ko nafrat ke nigaahon se dekhte hue wahaan se chala jata hai.
---------
Nandani: garima, tumne yeh theek nahi kiya..... Kyun tum hamesha Pranav ko ees tarah se kadvi baatein sunati hou?
Nandani: akhir maana ke osne jo bhi kiya, woh bahut galat tha...... Magar eska matlab yeh nahi hai ke tum bhi osi ke tarah, oos se osi ke language mein baat karogi?
Garima: Mujhe pata hai..... Tumhe mera andaaz abhi galat lag raha nandani..... Magar ees duniya mein kuch sarfire se aise bhi loug houte hain, jinse onhi ke language mein jab tak baat kiya jaaye, unke kaan par ju tak nahi rengti hai, yaane onhe tab tak woh baat samajh mein nahi aati hai.
--------
College ke baad Garima hamesha ke tarah Maasi se milne jaane waali thi magar aaj bahut hi important tha maasi se milna. Kyunki aaj yeh baat chalne waali thi ke deal kisey mili hai.
Garima maasi ke bunglow ke saamne pahuch jaati hai aur ganpati bhagwaan se aankhein bandd karke prarthna karte hue-
Garima: hey ganpati bappa, aaj kuch aisa kar do ke mujhe yeh sunne ko miley ke deal humaare company ko mili hai. Please ganpati bappa?..........
Garima maasi se milne ghar ke andar jaati hai. Tabhi maasi bahut khush houte hue garima ka swaagat karti hai.
Garima: maasi kya hua? Aap bahut khush lagg rahin hai? Aur haan! Aaj tou yeh pata chalne wala tha ke deal kis company ko mili hai?
__________________
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
aanchal- Moderator
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Job/hobbies : CA student /reading novels ,surfing GHT sites
Join Date : 2007-09-24
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Sahil kohli- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 32
Location : delhi
Join Date : 2007-11-25
My Diary
About me:
*Medal*: SAHIL KOHLI- Fan of the year 2009
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Garima maasi ke bunglow ke saamne pahuch jaati hai aur ganpati bhagwaan se aankhein bandd karke prarthna karte hue-
Garima: hey ganpati bappa, aaj kuch aisa kar do ke mujhe yeh sunne ko miley ke deal humaare company ko mili hai. Please ganpati bappa?..........
Garima maasi se milne ghar ke andar jaati hai. Tabhi maasi bahut khush houte hue garima ka swaagat karti hai.
Garima: maasi kya hua? Aap bahut khush lagg rahin hai? Aur haan! Aaj tou yeh pata chalne wala tha ke deal kis company ko mili hai?
Udhar Mittal Mansion mein::
{ Om mittal Pranav par zorr se chillate hue bolte hain- }
Om Pranav par bahut gusse se chillate hue bolte hain ) 'Yeh deal hamaare company ke haathon se nikalkar hamaare sabse badey rival company ke haathon mein jaakar lagi hai!'
Om: aur yeh company wahi company hai, jiski presentation woh ladki 'Garima' dey rahi thi oos din.
Yeh soonkar Pranav poore tarah se shock hou jata hai.
Pranav: magar papa, humne tou project report ke har chote-chote baaton ka poori tarah se dhyaan rakha tha, yehaan tak ke har ek chiz ko 100 baar check karke hi humne esey present kia tha.
Om: ( gusse se ) 100 BAAR??????? Tumhe woh 1000 Baar check karna chahiye tha!....... Itani badi laaparwahi? Mujhe tumse aisi umeed nahi thi pranav!
Om: aaj agar humaare rivals ke haathon yeh deal lagi hai, tou eske zimmedaar sirf tum hou Pranav! Sirf tum!
Garima yeh jaankar bahut khush houti hai aur ganpati-baappa ko thanks bolti hai.
Garima: maasi, ab dekhiyega, main aapse yeh vaada karti hoon..... Ke main poori koshish karungi ke hamaare company ko No.1 se koi bhi na hata paaye..... Aur aaj tou hamaare wahi rivals "Mittals" ka chehra tou dekhne laayak hoga.....
Garima: khaaskar oos ghamandi arrogant 'Pranav Mittal' P.M ka chehra!
___
__________________
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
aanchal- Moderator
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Job/hobbies : CA student /reading novels ,surfing GHT sites
Join Date : 2007-09-24
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Udhar Mittal Mansion mein::
Mittal mansion mein "Choti-Daadi" aur "Badi-Daadi" saalon baad london se waapas aatey hain.
Om mittal onhey dekhkar behat khush houte hain aur onse aashirwaad lete hain. Ghar ke sabhi members bhi wahaan aakar dekhte hain tou pata chalta hai ke ghar mein choti-dadi aur badi-dadi aaye hain.
Ghar ke sabhi chote, onse ashirwaad lete hain magar..... Om dekhtein hai ke Pranav abhi tak wahaan nahi aya hai.
Om ko Pranav par bahut gussa ata hai, tabhi choti-daadi Om mittal se poochte hue---
Choti-daadi: mera sabse ladla pota pranav kahaan hai???
Om: ( gusse ko mann mein rakhte hue halke shabon mein kehte hue ) woh hamesha ke tarah bahut kaam karke thakk gaya hoga, esiliye janaab sou rahey honge.
Choti-daadi: arrre aise kaise sou raha hai!? Main abhi jaakar osey uthati hoon....
Badi-daadi: arre haan-haan, yeh bhi koi waqt hai soune ka?.... Ghar ke shitachaar ka zara bhi dhaayan nahi.....
Choti-daadi: chupkar badi! Ab chal.....
--------
Badi-daadi aur Choti-daadi milkar Pranav ke room mein pahuchkar dekhte hain ke Pranav beitha kuch soch raha tha.
---------
---------
Choti-daadi: tou chote nawaab kiske khayaalon mein khoye-khoye se lagg rahey hain???
__________________
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
presentation is fab
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
Badi-daadi aur Choti-daadi milkar Pranav ke room mein pahuchkar dekhte hain ke Pranav beitha kuch soch raha tha.
---------
---------
Choti-daadi: tou chote nawaab kiske khayaalon mein khoye-khoye se lagg rahey hain??? Ke apni daadiyon ko bhi bhul gayye hain???
Pranav: ohh daadi, aap?..... Iam so sorry main woh----
Choti-dadi: haan-haan aap tou kisi ke khyaalon mein khoye thhey..... hmmmm..........
Badi-dadi: choti tu bhi na! kis baat ko kahaan jodti phirti hai, yeh bhagwaan ko bhi nahi samajh mein ata....
Badi-dadi: ( pyaar se pranav ke sarr par haath rakhke Pranav se poochte hue ) pranav beta..... Kya soch rahey thhey?
Pranav: kuch nahi..... Woh college mein-----(tabhi choti-dadi boli---)
Choti-dadi: college mein koi ladki hai jis se pranav-pyaare ko pyaar ho gaya hai??? Haan-haan??? Bata-bata???
Pranav wahaan se tangg aakar uthkar kehte hue-
Pranav: dadi aap bhi na!..... Aap jaisa soch rahin hain, waisa kuch bhi nahi hai.....
__________________
Guest- Guest
Re: Khwaish Apnaa Apnaa
aanchal- Moderator
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Job/hobbies : CA student /reading novels ,surfing GHT sites
Join Date : 2007-09-24
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Page 3 of 12 • 1, 2, 3, 4 ... 10, 11, 12
» Khwaish Apnaa Apnaa Picture Gallery
» POSTER: 'Khwaish Apnaa Apnaa 2'
» Khwaish Apnaa Apnaa
» 'Khwaish...' Hits with 500 views in a day!
10/11/2024, 11:10 pm by Story7 Writer
» Muktaar Haar
2/12/2023, 2:54 am by Story7 Writer
» Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
23/10/2023, 10:45 pm by Story 7 Writer
» New Promo: Bairi Piya Sang Preet hai lagaayi...
21/10/2023, 4:57 pm by Story7 Writer
» 7 Robins: The greatest Villain was once a Savior...
18/9/2023, 3:22 am by Story7 Writer
» Kabhie Toh Millenge... Season 3
2/4/2023, 6:37 pm by Story-7 Writer
» VOTE: Which Story 7 sequel you would like next?
22/3/2023, 1:50 am by Story-7 Writer
» Desh Aur Dharam
22/3/2023, 1:47 am by Story-7 Writer
» Exclusive: Kahiin Toh Hogaa First poster out!
22/3/2023, 1:31 am by Story7 Writer
» Khwaab (2008)
16/3/2023, 12:05 am by Story7 Writer
» Dil Mein Koi Hai (2007)
15/3/2023, 11:57 pm by Story7 Writer
» Daamini Daamini (2007)
15/3/2023, 11:56 pm by Story7 Writer
» Pyaar Ki Ek Anokhi Kahaani (2007)
15/3/2023, 11:55 pm by Story7 Writer
» Khwaish Apnaa Apnaa- Chahat aur Dushmani ki ek nayi kahani... Ekbaar phir...
12/3/2023, 12:47 am by Story7 Writer
» Chandan aur Chandnii
29/1/2023, 12:18 am by Story7 Writer
» A World will look like in the Future
9/1/2023, 9:43 pm by Story7 Writer
» Forum's New Entrant is the Forbidden romantic saga
23/10/2022, 7:33 pm by Story7 Writer