Bookmark and share the address of Story-7 Forum- Where you read online stories! on your social bookmarking website
Bookmark and share the address of STORY 7 Forums on your social bookmarking website
Kayaamat
Page 5 of 11 • 1, 2, 3, 4, 5, 6 ... 9, 10, 11
Kayaamat
***********************************************************************
Zindagi ki har kasauti se guzrenge aur rahega yeh saath kayaamat tak...
-----------------------
The story journeys through the trials & tribulations of Dhruv & Abhirupa. This story centers the love, life & sacrifise all diffrent colours and phases of life. Destiny made them for each other and their bond of love remain strong till their end of life.
----------
Concept - diipendu dutta
Lyrics - Gayathri
Story: Kayaamat
Released On: 2007
Genre: Romantic Drama
__________________
Story7 Writer- Admin
- Fav. online story :
- Bairi Piya Sang Preet Hai Lagayi
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Re: Kayaamat
Dhruv : ( mann mein sochte hue ) Jab Abhirupa woh dulhan wala dress pehnegi tab osmei woh bikul kisi dulhan se kam nahi lagegi... Abhirupa ko dekhkar mera dil sirf yehi ek baat kehta hai ke... duniya ke har woh tamaam chizey jinko opar waale ne khubsurati dii hai unhey bhi woh khubsurati dene se pehle upar waale ne pehle abhirupa ko dekha hoga...
Dhruv dusre hi pal sochta hai-
Dhruv : ( khud se hayraan houte hue ) arre ! main kab se abhirupa ke baare mein itna achha magar suchha sochne laga ? kya ho gaya hai mujhe ? magar abhirupa ka woh haseen aankhein dekhkar kyun hamesha meri nazre oos saagar mein dubb jatey hain ? akhir kya ho gaya hai mujhe ?
Tabhi Abhirupa wahaan se apne dress ko lekar guzar rahi thi ke achaanak dhruv ke chehre par se ek lal dupatta yun lehraate hue wahaan se chaley jata hai...
=================
Dhruv ki nazar wahaan ek bahut hi khubsurat payal par padti hai. Dhruv oos payal ko abhirupa ke liye gift ke torr par pack karva leta hai. Udhar dusre taraf Abhirupa jab changing room se bahaar nikal rahi tab oski nazar ek love-birds ka bahut hi khubsurat se chain par padti hai. Abhirupa oos chain ko pack karva leti hai.
Jahaan peeshi-ma, shumi aur kaki-ma shopping mein busy thhey wahin dusre taraf yehaan abhirupa aur dhruv ne ekdusre ke liye gift pack karva liya tha. Abhirupa arahi thi ke osne Dhruv ko dekha. Abhirupa dheere se chupke se Dhruv ke paas gayi aur Dhruv ko pata bhi nahi chal raha tha ke Abhirupa achaanak se chali kahan gayi ? Dhruv peechey murrkar dekhta hai tou wahaan Abhirupa khari thi.
Dhruv : woh... woh...
__________________
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
Abhirupa arahi thi ke osne Dhruv ko dekha. Abhirupa dheere se chupke se Dhruv ke paas gayi aur Dhruv ko pata bhi nahi chal raha tha ke Abhirupa achaanak se chali kahan gayi ? Dhruv peechey murrkar dekhta hai tou wahaan Abhirupa khari thi.
Dhruv : woh... woh...
Abhirupa : bas bas ! mujhe koi excuse mat dene lag jana... achha suno, maine tumhare liye ek gift liya hai...
Dhruv : kya ! maine bhi tumhare liye ek gift liya hai...
Abhirupa yeh soonkar apna gift dekhne ke liye excited hou jaati hai-
Dhruv : hmmm... aise nahi... pehle tumhe apne aankhein bandd karni hougi tabhi main tumhe tumhara gift dunga...
Abhirupa apne aankhein bandd karti hai aur Dhruv woh payal Abhirupa ko dekhata hai. Abhirupa ko woh payal bahut achha lagta hai aur woh oos payal ko dekhkar khush hou jaati hai.
Dhruv bahut style se jhukta hai. Abhirupa apna payr aagey karti hai. Dhruv Abhirupa ke payron mein woh payal pehnate hue Abhirupa ko dekhe jaa raha tha. Abhirupa muskura rahi thi.
Abhirupa : ab tumhe tumhara gift lena hai tou tumhe bhi apne aankhein bandd karne padegi...
Dhruv : hmmm chalo theeek hai...
Dhruv apne aankhein bandd karta hai aur Abhirupa Dhruv ko woh love-birds wala chain pehnati hai aur chupke se Dhruv ke aankhon par kiss karke wahaan se chali jaati hai.
Dhruv jaldi se apne aankhein kholta hai aur apne aas-paas dekhta hai. Abhirupa tou wahaan se jaa chuki thi magar jab osne Abhirupa ka woh gift dekha tab osey yeh yakeen hou gaya tha ke osey Abhirupa se pyaar hou gaya tha...
----------------------
Abhirupa wahaan se bhaagte hue jaa rahi thi aur tabhi Abhirupa ka dupatta peechey kisi chiz se atuck jata hai. Abhirupa oos chiz se apna dupatta nikaalne ki koshish karti rehti hai. Achaanak wahaan ek ajnabi ata hai.
Woh ajnabi abhirupa ka dupatta ek second mein nikaal deta hai.
Abhirupa : thanks...
Abhirupa oos ajnabi ko thanks kehkar wahaan se chali jaati hai.
Magar woh ajnabi Abhirupa ko dekhe jaa raha tha. Woh black-suit mein woh aadmi koi aur nahi Rishab Rathore tha.
__________________
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Dheere-Dheere mill rahey hain do dil...
Kya yehi hai, Pyaar ki pehli hulchul ?...
Kayaamat | Mon-Thu
__________________
Guest- Guest
Re: Kayaamat
aanchal- Moderator
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Job/hobbies : CA student /reading novels ,surfing GHT sites
Join Date : 2007-09-24
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
Scene : Kaki-ma Shumi ko bahut daat rahi thi aur peeshi-ma kaki-ma ko samjha rahi thi. Udhar Abhirupa Dhruv ko mann-hi-mann yaad karte hue muskura rahi thi-
Peeshi-ma : Ab humey ghar chalna chahiye... Warna baba bahut daatenge...
Kaki-ma : arre arre, mujhe baba ke daat se bahut darr lagta hai... Magar yeh obhi kahaan reh gayi ???
Kaki-ma peechey murrkar dekhti hai tou Abhirupa kuch sochte-sochte mann-hi-mann muskurate hue arahi thi.
Kaki-ma : yeh obhi ka chehra itna khila-khila kaise lagg raha hai ??? Jorur kuch baat hai... hmmm.....................
Peeshi-ma Abhirupa ko jaldi se car mein bithati hai aur woh sab wahaan se ghar ke liye chal dete hain... Tabhi peechey se wahaan Dhruv bhaagte hue Abhirupa ko bulaane araha tha ke tab tak mein bahut deyr hou chuki thi.
Dhruv ko ek idea ata hai-
UDHAR ABHIRUPA car mein beithi Dhruv ko jo osne mall mein kiss kia oske baare mein soch rahi thi.
===========================
Scene : Shumi, kaki-ma, peeshi-ma aur Abhirupa car mein jaa rahey thhey. Kaki-ma shumi ko daat rahi thi aur shumi rouye jaa rahi thi. Abhirupa car mein beithe-beithe mann-hi-mann oos incident ko soche jaa rahi thi...
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Peeshi-ma Abhirupa ko jaldi se car mein bithati hai aur woh sab wahaan se ghar ke liye chal dete hain... Tabhi peechey se wahaan Dhruv bhaagte hue Abhirupa ko bulaane araha tha ke tab tak mein bahut deyr hou chuki thi.
Dhruv ko ek idea ata hai-
UDHAR ABHIRUPA car mein beithi Dhruv ko jo osne mall mein kiss kia oske baare mein soch rahi thi.
Scene : Shumi, kaki-ma, peeshi-ma aur Abhirupa car mein jaa rahey thhey. Kaki-ma shumi ko daat rahi thi aur shumi rouye jaa rahi thi. Abhirupa car mein beithe-beithe mann-hi-mann oos incident ko soche jaa rahi thi aur sochte-sochte Abhirupa ki aankh lagg jaati hai.
Hulchul Hui Zara Shor Hua....Dil Chor Hua Teri Aor Hua...
Hulchul Hui Zara Shor Hua....Dil Chor Hua Teri Aor Hua...
Esi Chale Jab Hawa.....Ishq Hua Hi Hua...
Esi Chale Jab Hawa.....Ishq Hua Hi Hua...
Hulchul Hui Zara Shor Hua.....Dil Chor Hua Teri Aor Hua...
Hulchul Hui Zara Shor Hua.....Dil Chor Hua Teri Aor Hua...
Esi Chale Jab Hawa.........Ishq Hua Hi Hua...
Esi Chale Jab Hawa.........Ishq Hua Hi Hua
Ishq Hua Haaye...Ishq Hua Haayaaaeeeein
Palko Se Hoton Tak Jo Rah Nikalti Hai
Gujare Na Wahan Se Yeh Teri Galti Hai
Palko Se Hoton Tak Jo Rah Nikalti Hai
Hooo Rehte Hain Abb Hum Wahan Ishq Hua Hi Hua
Hooooooo.......................................... .....
================================================== ===
UDHAR DHRUV jungle se shortcut karte hue Abhirupa ke car ko roukne ke liye oos tak kaise bhi karke jungle ke mushkil raaston ko paar karte hue main road tak pahuchta hai. Udhar Abhirupa Dhruv ko yaad karte hue-
================================================== ===
Esi Chale Jab Hawa Ishq Hua Hi Hua
Hulcul Hui Zara Shor Hua
Dil Chor Hua Teri Aor Hua
La Alal Ala A
Ishq Hua
Kadmo Ko Sambhale
Nazaro Ka Kya Karein
Nazro Ko Sambhale
To Dil Ka Kya Karein
Kadmo Ko Sambhale
Nazaro Ka Kya Karein
Dil Ko Sambhale Zubaan......Ishq Hua Hi Hua
Esi Chale Jab Hawa...Ishq Hua Hi Hua
Hulcul Hui Zara Shor Hua...Dil Chor Hua Teri Aor Hua...
Hulcul Hui Zara Shor Hua...Dil Chor Hua Teri Aor Hua...
Ishq Hua... Ishq hua...
ACHAANAK SE CAR RUKTI HAI ! Abhirupa sapne se baahar aajati hai.
Abhirupa : kya hua driver ?...
Guest- Guest
Re: Kayaamat
ACHAANAK SE CAR RUKTI HAI ! Abhirupa sapne se baahar aajati hai.
Abhirupa : kya hua driver ?...
Driver : mam, saamne koi beech raaste mein khara tha...
Kaki-ma :
Peeshi-ma : driver zara dekho kaun hai...
Driver car se baahar nikal kar oos aadmi ko saamne se hatne ke liye kehta hai. Woh aadmi peechey murrta hai tou pata chalta hai ke woh Dhruv hai...
Abhirupa : Dhruv...
Peeshi-ma : Dhruv ?
Kaki-ma : dhruvvv ???
Shumi : dhruvvvv...
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Peeshi-ma : dhruv, tum yehaan kya kar rahey ho ???
Dhruv : wohhhhhh... Abhirupa ne mujhe phone pe bataya ke osey mujhse milna hai...
Abhirupa : kya !... Haan-Haan, maine dhruv ko phone kia tha... Peeshi-ma aap sab jaayiye main dhruv ke saath ghar ajaungi...
Peeshi-ma : thik hai magar jaldi ajana warna tumhe tumhare dadoo ka gussa
Abhirupa : dont worry, main jaldi ajaungi...
Peeshi-ma : theek hai phir hum chalte hain...
Peeshi-ma aur kaki-ma wahaan se chaley jaate hain.
Abhirupa : ( gusse se ) tumne peeshi-ma ko jhooth kyun bola ??? Maine tumhe kab phone kia ???
Dhruv : nahi kia magar tum mall se ees tarah chali aayi tou
Abhirupa : ( gusse se ) tou kya ! Mujhe kham-kha jhooth bolna pada... Mujhe jhooth se nafrat hai aur aaj tumhare wajah se mujhe peeshi-ma ko jhooth bhi bolna pada...
Dhruv Abhirupa ke taraf haath aagey badakar osey manane ke liye ek Rose deta hai.
Dhruv : tumhe jhooth se nafrat hai magar.......... magar gulab se nahi ?
Abhirupa : dhruvvv tum bhi na ! Bilkul bachhon jaise shararatein karte rehte ho...
Dhruv Abhirupa ke paas ata hue dheere se kehta hai-
Dhruv : tou tum mujhe sudhaar do...
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
Dhruv Abhirupa ke paas ata hue dheere se kehta hai-
Dhruv : tou tum mujhe sudhaar do...
Abhirupa wahaan se sharmaakar jaane lagti hai ke Dhruv Abhirupa ka dupatta pakar ke osey rouk leta hai.
Dhruv : Mujhe tumse kuch kehna hai...
Abhirupa : ( sharmate hue ) kya ?
Dhruv Abhirupa ke paas aakar kehta hai-
Dhruv : Ek bahut zaroori baat kehna hai...
Abhirupa : haan kaho ?
Dhruv : hum ab ghar chaley ? Warna dadoo ko gussa ajayega aur mujhe daadoo se daat nahi khaani hai...
Abhirupa : ( bahut gusse se ) tum na !!!... Jaao main tumse baat nahi karti...
Abhirupa wahaan se chal deti hai. Dhruv Abhirupa ke peehey-peechey jata hai osey manaane ke liye-
Dhruv : arrre abhi, tum tou bura maan gayi... arrrrrrrrrrrre arrrrrrrrre rukko bhi ab rukk bhi jaao !...
Abhirupa Dhruv se naaraz houkar chalte rehti hai. Dhruv peechey-peechey Abhirupa ko manane ki koshish karta rehta hai.
Raasta thoda khraab tha aur Abhirupa chalte-chalte achaanak se fissal jaati hai aur oske payron mein mouchh ajaati hai. Dhruv jaldi bhaagkar wahaan ata hai. Abhirupa rou rahi thi.
Tabhi Dhruv Abhirupa ko apne baahon mein utha leta hai aur chalta jaata hai.
__________________
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Tabhi Dhruv Abhirupa ko apne baahon mein utha leta hai aur chalta jaata hai.
Tu Meri Adhuri Pyas Pyas, Tu Agayi Mann Ko Ras Ras, Aab Tho...
Tu Meri Adhuri Pyas Pyas, Tu Agayi Mann Ko Ras Ras
Aab Tho Thu Aaja Pass Pa..., Hain Guzaaarish
Hain Haal To Dil Ka Tang Tang, Thu Rang Ja Mere Rang Rang
Bas Chalna Mere Sang Sang, Hain Guzaaarish
======================================
Dhruv Abhirupa ko ek jagah beethakar oske payron mein jahaan mouch aayi thi wahaan haath ferta hai. Achaanak Abhirupa ke payron mein jo dard tha woh theek hou jata hai.
========================================
Kehde Thu Han Tho Zindagi, Chainon Se Chhutke Hasegi
Moti Hunge Moti Rahon Meinnn, Yeh Yeh Yeh
----------------------------
Abhirupa raahon mein bhaagte hue aur peechey se Dhruv ko dekhte hue jaate rehti hai.
----------------------------
Tu Meri Adhuri Pyas Pyas, Tu Agayi Mann Ko Ras Ras
Aab Tho Thu Aaja Pass Pas..., Hain Guzaaarish
Sheeshe Ke Khwaab Lekke, Raaton Mein Chal Raha Hoon
Takrana Jaau Kahin...
Aasha Ki Lon Hain Roshan, Phir Bhi Toffan Ka Dhar Hain
Lon Bhuj Na Jaye Kahin...
Bas Ek Haan Ki Guzaarish, Phir Hogi Khusiyon Ki Baarish
Tu Meri Adhuri Pyas Pyas, Tu Agayi Mann Ko Ras Ras
Aab Tho Thu Aaja Pass Pas..., Hain Guzaaarish
Hmmm Mmm.......................................
__________________
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Abhirupa aur Dhruv rahaaon mein haathon mein haath pakar kar chalte jaa rahey thhey ke tabhi saamne onhoune ek paani-puri waale ko dekha.
Abhirupa Dhruv ko paanipuri stall mein ley jaati hai.
Dhruv : arre tum mujhe yehaan kyun ley ayi ??? Humey jaldi se ghar jana hai warna daadoo bahut gussa karenge humpe... Yaad hai na ???
Abhirupa : haan haan sab yaad hai... Aur tum ghabraao mat, mujhe daadoo ke gusse ko shaant karna ata hai aur daadoo kabhi apne fav. Obhi par gussa nahi karte hain... Tou tum chup hi jaao !...
Abhirupa : hmmmmm...
Dhruv : waise tumhare dimaag mein ees waqt paani-puri khaane ka idea kaise aya ???
Abhirupa : woh eseliye kyunki tum bahut akkarte rehte ho... Khudko kya samjhte ho pata nahi... Eseliye aaj yeh faisla tou ho hi jana chahiye ke kaun paani-puri best hai... Aur.......................
Dhruv : Aur ???
Abhirupa : Aaj tou yeh faisla ho hi jaaye ke kaun paani-puri best hai aur kaun paani-puri kam !...
Dhruv : theek hai !... Ho jaaye aaj yeh faisla...
Abhirupa : SOCH LO, phir paani-puri khaane ke baad tumhara chehra muh-chare peepe ke tarah ho gayaaaaaa... Tou mujhe mat bolna...
Dhruv : hmmh ! soch lia
Paani-puri competition shuru houta hai-
__________________
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Abhirupa aur Dhruv ke beech paani-puri ki jung shuru houti hai. EK par Ek paani puri aarahey thhey aur Abhirupa ne bahut bravely 20 paani-puri ko khaa lia tha aur esi tarah Abhirupa ka score tha : 20 aur Dusre taraf Ek par Ek paani-puri arahey thhey aur Dhruv ne bhi bahut achhi koshish kii aur uska score tha : 19.
-------------------
Magar Paani-puri ki jung 45mins. tak lagatar continue thi. Jahaan Abhirupa ka score tha 28 wahin Dhruv ka score tou doorr uska chehre ne hi uska haal bata dia ke woh abhi kaisa hai-
Dhruv :
Abhirupa bahut style Dhruv ke paas aatey hue-
Abhirupa : kyun !... Kaha tha na ke kahin tumhara chehra muh-chare peepe jaisa na ho jaaye...
Udhar Daadoo -
Daadoo : ( pareshaan houte hue ) yeh obhi kahaan reh gayii hai, kitna late ho gaya een sabko shopping ke liye gayye hue...
Kaki-ma wahaan se guzar rahi thi ke tabhi onhoune daadoo ko pareshaan dekha. Kaki-ma ko ek idea aya-
Kaki-ma : ( khush houte hue ) arre baba, aaj apko pata hai shopping mall mein hum sab ne bahut shopping kia... Aur meri shumi tou bahuttt khubshurat lag rahi thi ke
Daadoo : theek hai theek hai magar, magar jab tum loug agayye ho tou eska matlab obhi bhi abhi ghar aagayi hai ??? Kahaan hai woh ?...
Kaki-ma : baabaa.... Abhirupa ghar nahi aayi hai kyunkiiiii.............
Daadoo : kyunki kya ?
__________________
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Pyaar kar raha hai apna pehla izhaar, dilon ko bhi mill gayii hai nayi raahein... Kayaamat ke aaney par bhi na thamengi, pyaar ki yeh saasein...
Guest- Guest
Re: Kayaamat
basss ...... yeh kaki maa bhi na ,,,, kuch bhi kehdeti hai is baar koi gadbad naa karen to acha hoga
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
Kaki-ma : baabaa.... Abhirupa ghar nahi aayi hai kyunkiiiii.............
Daadoo : kyunki kya ?
Udhar Abhirupa aur Dhruv ghar pahuch jaate hain-
Dhruv : arre daadoo...
Daadoo : lo ! aagayi abhirupa dhruv ke saath... Dekha, mujhe poora yakeen tha dhruv par ke woh obhi ko jaldi se ghar sahi samay par ley ayega...
Kaki-ma : hmmmhhh !!!...
kaki-ma wahaan se chali jaati hai.
Dhruv : haan daadoo, maine tou abhirupa ko bahut force kia ke please jaldi ghar chalo warna daadoo pareshaan hou jayenge magar abhirupa kisi ki baat sunti kahaan hai...
Abhirupa :
Abhirupa : ( mann mein dhruv ko kehte hue ) dadoo ke saamne apna impression biggar na jaaye eseliye tum mujhe duba rahey ho...
Daadoo : koi baat nahi, ab tum dono apne kamre mein jaao kal subah jaldi-jaldi uth jana kyunki kal aarti bhi hai...
Abhirupa wahaan se Dhruv se gussa hokar chali jaati hai...
Dhruv : arre ?? esey ab kya ho gaya ??? ............... Ye ladkiyaan bhi na, baat-baat par gussa hou jaati hain...
__________________
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
Abhirupa wahaan se Dhruv se gussa hokar chali jaati hai...
Dhruv : arre ??esey ab kya ho gaya ??? ............... Ye ladkiyaan bhi na, baat-baat par gussa hou jaati hain...
Scene : Abhirupa apne room mein dhruv se oske behaviour par naaraaz houkar beithi thi.
----------------------------------------------
Abhirupa : woh dhruv samajhta kya hai khudko !... Itna concern kisi ko dikhaao tou woh bhi samajh jaata hai ke aap uske liye care karte ho magar yeh muh-chara peepa hai ke... Hamesha agar main koi concern dikhati hu tou mere saamne akkru-bandarr jaisa style marte rehta hai...
---------------------------
Abhirupa : meri hi galati hai, main kyun uske liye itna concern dikhaau, kyun osko yeh baatu ke main bhi usko, usko care karti hu... Ab maine soch lia hai ke ab main oos se sirf kam-se-kam hi baat karungi jab tak woh theek tarah se mujhse baat nahi karega... Akhir khudko samajhta kya hai, ke main oos se baat kiye bina nahi reh sakti
Abhirupa : kyun aaye ho ab ?
Dhruv : obhiii
Abhirupa : mat kaho obhi !... ees naam se sirf mujhe mere daadoo aur woh loug hi mujhe bulaate hain jo, jo mujhe care karte hain...
Dhruv : achha theek hai ! Main bas yehaan sirf yeh poochne aya tha ke...
__________________
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
Tabhi wahaan Dhruv ata hai-
Abhirupa : kyun aaye ho ab ?
Dhruv : obhiii
Abhirupa : mat kaho obhi !... ees naam se sirf mujhe mere daadoo aur woh loug hi mujhe bulaate hain jo, jo mujhe care karte hain...
Dhruv : achha theek hai ! Main bas yehaan sirf yeh poochne aya tha ke...
Abhirupa :
Dhruv : yeh muh-chara peepa kisey bolte hain ???
Abhirupa : ( gusse se ) kya !... Eska matlab, tum yehaan mujhse ees waqt mujhse yehi poochne aaye ho ??? Yehi question tumhare liye itnaaaaaaaaaaa important hai ???
Dhruv : haaannn...
Abhirupa : bataungi, magar pehle main question poochu ???
Dhruv : haan poocho
Abhirupa : yeh tum ladke, itne bewakoof kyun houte ho ???
Dhruv : kya ???
---------------------------------------------
Abhirupa : ( gusse se dhruv ko kehte hue ) muh-chara peepa oos tin-ke dabbe ko bolte hain jisey baar-baar maarne par jaise oska muh-pichhak jata hai... Theek osi ko kehte hain, muh chara peepa !...
Abhirupa : ab tou tumhe tumahare sawaal ka jawaab mill gaya na, ab jaao !...
Abhirupa yeh kehkar jaa rahi thi ke tabhi Dhruv ne Abhirupa ka haath pakra aur usey apne baahon mein ley lia...
- Dhruv Abhirupa ke kaano mein dheere se bolte hue-
Dhruv : I love you...
__________________
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
Aaj Dhruv ka kolkata mein aakhri din hai. Aaj subah se esi baat ko lekar Dhruv thoda upset bhi hai magar dusre taraf Abhirupa ko yeh baat yaad bhi nahi.
SCENE :- Aaj ghar mein aarti bhi hai aur aarti ko abhi 10 min. reh gayye hain. Dhruv upar terrace mein tha aur edhar Abhirupa rangoli bana rahi thi.
Dhruv : ( mann mein sochte hue ) aaj mera yehaan akhri din hai, magar kya obhirupa ko yeh baat yaad hogi ? Jo bhi ho, mujhe har haal mein obhirupa ke liye ees din ko khaas banana hoga... Jis se osey yeh din hamesha yaad rahey, aaj main osey bas muskurate hue dekhna chahta hu...
Scene : Abhirupa, peeshi-ma aur shumi ke saath neechey rangoli bana rahi thi ke tabhi wahaan Dhruv chupke se ata hai magar Abhirupa ko pata bhi nahi chalta kyunki woh tou rangoli banane mein hi busy thi. Dhruv ke chupke se wahaan aajane se shumi dhruv ko dekh khee-khee kar hass padii.
Tabhi Abhirupa dekhti hai ke shumi hass kyun kyun rahi hain ? Abhirupa peechey murrkar dekhti hai tou Dhruv osey peechley 7 min. wahin beithe-beithe dekhe jaa raha tha.
Shumi & peeshi-ma :
{ Abhirupa shumi ko gusse se dekhte hue }
Abhirupa :
Dhruv ko ek idea ata hai, kyun na peeshi-ma aur shumi ke saamne woh abhirupa ko thoda tang karey...
Dhruv : kya kabhi kisi ne tumse yeh kaha ke jab tum rangoli banati ho tab, bahut, khubsurat lagti ho ?
Abhirupa : nahi !...
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Dhruv : kya kabhi kisi ne tumse yeh kaha ke jab tum rangoli banati ho tab, bahut, khubsurat lagti ho ?
Abhirupa : nahi !...
Shumi & peeshi-ma :
Dhruv : hayye............ Tum tou gusse mein bhi aur zyada haseen lagti ho...
Abhirupa : tum kyun mujhe maska laga rahey ho ? Kal tou daadoo ke saamne kuch zyada hi style maar rahey thhey, aur ab
Dhruv : hmmm ees rangoli mein ek chiz ki kami hai !...
Abhirupa : ( gusse se ) tum topic ko change mat karo main bata rahi hoon !... Tum kal tou bahut hero bann rahey thhey ab achanak se romeo kyun bann rahey ho ?
Dhruv : offho !... Iam sorry baba...
Abhirupa : nahi ! Tum jhoothe ho, aur muh chare peepe bhi !
Scene - Abhirupa Rangoli banate hue aur Dhruv dheere se ek colour uthata hue-
Dhruv : peeshi-ma, mujhe lagta hai ke ees rangoli mein, ees lal rang ki kami thi... Ab tak..........
Dhruv Abhirupa ke taraf dekhte hue- | Abhirupa Dhruv ke taraf dheere se dekhte hue-
Scene - Dhruv Abhirupa ke haathon mein haath dete hue oos rangoli mein lal colour ko lagate hue...
Dhruv Abhirupa ko woh lal colour ko rangoli mein banane mein help kar raha tha aur Abhirupa Dhruv ko dekh rahi thi.
Hulchul Hui Zara Shor Hua....Dil Chor Hua Teri Aor Hua...
Hulchul Hui Zara Shor Hua....Dil Chor Hua Teri Aor Hua...
Esi Chale Jab Hawa.....Ishq Hua Hi Hua...
Esi Chale Jab Hawa.....Ishq Hua Hi Hua...
Hulchul Hui Zara Shor Hua.....Dil Chor Hua Teri Aor Hua...
Hulchul Hui Zara Shor Hua.....Dil Chor Hua Teri Aor Hua...
Esi Chale Jab Hawa.........Ishq Hua Hi Hua...
Esi Chale Jab Hawa.........Ishq Hua Hi Hua
Ishq Hua Haaye...Ishq Hua Haayaaaeeeein
__________________
Guest- Guest
Re: Kayaamat
BLH- Moderator
-
Zodiac :
Age : 39
Location : INDIA
Job/hobbies : Reading novels
Join Date : 2008-05-06
My Diary
About me:
*Medal*: Kaun banega GHT ka sabse bada AC WINNER !
Page 5 of 11 • 1, 2, 3, 4, 5, 6 ... 9, 10, 11
» Any suggestions to improve 'Kayaamat' storyline?
» CHECKOUT: Kayaamat's next video episode!
» Kayaamat and Kyunki Ghar Hai... is all set to go offline
10/11/2024, 11:10 pm by Story7 Writer
» Muktaar Haar
2/12/2023, 2:54 am by Story7 Writer
» Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
23/10/2023, 10:45 pm by Story 7 Writer
» New Promo: Bairi Piya Sang Preet hai lagaayi...
21/10/2023, 4:57 pm by Story7 Writer
» 7 Robins: The greatest Villain was once a Savior...
18/9/2023, 3:22 am by Story7 Writer
» Kabhie Toh Millenge... Season 3
2/4/2023, 6:37 pm by Story-7 Writer
» VOTE: Which Story 7 sequel you would like next?
22/3/2023, 1:50 am by Story-7 Writer
» Desh Aur Dharam
22/3/2023, 1:47 am by Story-7 Writer
» Exclusive: Kahiin Toh Hogaa First poster out!
22/3/2023, 1:31 am by Story7 Writer
» Khwaab (2008)
16/3/2023, 12:05 am by Story7 Writer
» Dil Mein Koi Hai (2007)
15/3/2023, 11:57 pm by Story7 Writer
» Daamini Daamini (2007)
15/3/2023, 11:56 pm by Story7 Writer
» Pyaar Ki Ek Anokhi Kahaani (2007)
15/3/2023, 11:55 pm by Story7 Writer
» Khwaish Apnaa Apnaa- Chahat aur Dushmani ki ek nayi kahani... Ekbaar phir...
12/3/2023, 12:47 am by Story7 Writer
» Chandan aur Chandnii
29/1/2023, 12:18 am by Story7 Writer
» A World will look like in the Future
9/1/2023, 9:43 pm by Story7 Writer
» Forum's New Entrant is the Forbidden romantic saga
23/10/2022, 7:33 pm by Story7 Writer