Bookmark and share the address of Story-7 Forum- Where you read online stories! on your social bookmarking website
Bookmark and share the address of STORY 7 Forums on your social bookmarking website
Kayaamat
Page 10 of 11 • 1, 2, 3 ... , 9, 10, 11
Kayaamat
***********************************************************************
Zindagi ki har kasauti se guzrenge aur rahega yeh saath kayaamat tak...
-----------------------
The story journeys through the trials & tribulations of Dhruv & Abhirupa. This story centers the love, life & sacrifise all diffrent colours and phases of life. Destiny made them for each other and their bond of love remain strong till their end of life.
----------
Concept - diipendu dutta
Lyrics - Gayathri
Story: Kayaamat
Released On: 2007
Genre: Romantic Drama
__________________
Story7 Writer- Admin
- Fav. online story :
- Bairi Piya Sang Preet Hai Lagayi
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Re: Kayaamat
Gayathri- Forum Senior Member
- Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
aanchal- Moderator
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Job/hobbies : CA student /reading novels ,surfing GHT sites
Join Date : 2007-09-24
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
diipendu wrote:Thankyou friends...
No Dhruv and Abhirupa wouldn't get seperate...
phewwwwww .. waiiting for next
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
BLH- Moderator
-
Zodiac :
Age : 39
Location : INDIA
Job/hobbies : Reading novels
Join Date : 2008-05-06
My Diary
About me:
*Medal*: Kaun banega GHT ka sabse bada AC WINNER !
Re: Kayaamat
aanchal- Moderator
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Job/hobbies : CA student /reading novels ,surfing GHT sites
Join Date : 2007-09-24
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
5days Later...
Shaam ka waqt tha. Abhirupa apne room ke window se bahar, sunset ko dekh rahi thi. Windchimes bajj rahey thhey aur abhirupa windchimes ko dekh, dhruv ko yaad kar rahi thi. Andhera aur ghehra ho raha tha aur raat ka waqt ho chuka tha. Abhirupa ke mann mein bahut saare sawaal thhey aur woh udaas bhi thi.
Tabhi kuch aahat houti hai. Abhirupa room ke window ke baahar dekhti hai toh pata chala ke wahaan koi hai. Abhirupa ko laga ke yeh koi chorr hai. Woh jaldi se ek stick haath mein lekar wahaan ati hai aur dekhti hai, toh woh chorr kisi tarah oske room ke window ke paas aachuka hota hai. Abhirupa tyaar rehti hai oos chorr ko maarne ke liye, jaise hi woh andar ayega.
Woh chorr, Abhirupa ke room mein, room ke window se enter karta hai aur tabhi oske sarr par abhirupa stick se maarti hai.
"Oh!........"
Abhirupa ko laga jaise woh ees awaaz ko pehchanti hai. Woh jaldi se oos chorr ke paas jaati hai aur dekhti haitoh woh chorr nahi tha, balke 'Dhruv' tha.
Abhirupa, Dhruv ko wahaan dekh, dungg reh jaati hai.
Abhirupa: (pareshaan houte hue) dhruv tum theek toh hou na?......Iam really sorry!....Mujhe pata nahi tha ke tum ho.....Dhruv????
Dhruv: haan....Ab itne zorr se maarogi toh main theek toh rahunga hii....Yeh bhi koi poochne waali baat hai??? "ohhh.....mera sarr!"
Abhirupa jaldi se Dhruv ke sarr par, injured waale jagah par antiseptic cream lagati hai.
Guest- Guest
Re: Kayaamat
obhi bhi na lol
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
aanchal- Moderator
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Job/hobbies : CA student /reading novels ,surfing GHT sites
Join Date : 2007-09-24
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
virgosaumya- Regular Juniour Member
-
Zodiac :
Age : 39
Location : delhi
Join Date : 2008-03-27
My Diary
About me:
*Medal*:
Re: Kayaamat
[ Abhirupa ki family Dhruv ke ghar aayi thi, dhruv aur abhirupa ke shaadi ki final baatein karne.
Dono pariwaar baat kar hi rahe houte hain ke tabhi achanak ghar ke bahar bahut zorr ki baarish houne lagti hai. Achanak door bell bajta hai. Dhruv ki behen jaakar darwaza kholti hai.
Poora pariwaar shock hou jata hai jab woh dekhte hain ke Dhruv aur Abhirupa shaadi karke aaye hain...
Abhirupa aur Dhruv ki families ko yeh ees waqt yakeen nahi araha tha ke Abhirupa aur Dhruv ne yun ees tarah achanak se chup-chap shaadi karli aur woh bhi kisi ko bina bataye...]
[ Dhruv ke papa aur Abhirupa ke dadaji ko ees baat se bahut bura laga. Unhoune Dhruv aur Abhirupa se ees tarah kisi ko bina bataye shaadi ka reason pucha, lekin dhruv aur abhirupa ne kisi ko kuch nahi bataya...
Dhruv aur Abhirupa ke ees decision se dono families bahut hurt hui, Dhruv aur Abhirupa ko bahut bura laga aur woh dono bhi bahut hurt hue ke unke wajah se unki families ko bura laga...]
Story7 Writer- Admin
- Fav. online story :
- Bairi Piya Sang Preet Hai Lagayi
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Re: Kayaamat
l]Abhirupa aur Dhruv ki families ko yeh ees waqt yakeen nahi araha tha ke Abhirupa aur Dhruv ne yun ees tarah achanak se chup-chap shaadi karli aur woh bhi kisi ko bina bataye...]
f]Dhruv ke papa aur Abhirupa ke dadaji ko ees baat se bahut bura laga. Unhoune Dhruv aur Abhirupa se ees tarah kisi ko bina bataye shaadi ka reason pucha, lekin dhruv aur abhirupa ne kisi ko kuch nahi bataya...Dhruv aur Abhirupa ke ees decision se dono families bahut hurt hui, Dhruv aur Abhirupa ko bahut bura laga aur woh dono bhi bahut hurt hue ke unke wajah se unki families ko bura laga...]
Agle Din...
---------------------------------------
3 Months Later...
a]Mumbai mein hi Dhruv aur Abhirupa ne apne liye ek chota sa hi sahi lekin ek pyaara sa basera bana lia tha jahaan woh dono peechle 3months se reh rahe thhey...Dhruv roz office jata aur edhar Abhirupa ek achhi housewife bann chuki thi...Ab Abhirupa aur Dhruv ki duniya mein sirf pyaar hi pyaar hai...Aaj ka din bahut special hai kyunki Aaj Abhirupa ka birthday hai...]
a]Abhirupa hardin ke tarah aaj bhi jaldi uth gayi thi...Abhirupa kal se hi yeh sochkar bahut excited thi ke aaj ke ees din par Dhruv osey kya aur kaise surprise dega...Shaadi ke baad yeh Abhirupa ka pehla b'day hai, Abhirupa sure hai ke aaj ka yeh khaas din Dhruv ko bahut achhe se yaad hoga aur woh Abhirupa ko subah-subah uthte hi B'day wish karega, esiliye Abhirupa intezar karne lagi ke kab Dhruv uthega aur kab osey wish karega...]
---
Story7 Writer- Admin
- Fav. online story :
- Bairi Piya Sang Preet Hai Lagayi
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Episode 105
Abhirupa ne dhruv ko uthaya aur kaha "aaj special day hai aur tum mujhe abhi right now batao kya hai, dhruv thoda sa utha lekin woh abhi bhi sleepy tha, wo abhirupa se ek aankh khol kar baat karte hue-
Dhruv: hmmmm...mere liye toh har day special hai.... ab ek goodmorning kiss dey do
Dhruv abhirupa ko kiss karne ke liye paas ata hai and suddenly woh phirse sou jata hai.
( Abhirupa ko yakeen ho jata hai Dhruv ko kuch yaad nahi )
Abhirupa: tumhe aur koi kaam bhi nahi hai! huh! jaao mujhe baat nahi karni!
Last edited by Kdiipendu on 7/6/2012, 5:33 pm; edited 2 times in total
Guest- Guest
Episode 106
Abhirupa ne dhruv ka right haath tea cup ke paas lekar gayi aur dhruv ke finger ko halka sa touch karvaya tea se... "Oh Freak!!!"
( Dhruv achanak se uth pada. )
Abhirupa yeh dekh kar hasse ja rahi thi, dhruv ne dekha ke yeh sab badmashi abhirupa ki thi. Woh abhirupa ke taraf seriously dekh raha tha, abhirupa ko aur bhi zyada hassi agayi...
{ Minutes later...}
Abhirupa: achha batao tou aaj special kya hai??? hmmm???
Dhruv: ab aaj kya special hona hai? Jo kal tha wahi aaj hai, bas kal Thursday tha aaj Friday hai...
Abhirupa ruth jaati hai aur finger point karte hue-
Abhirupa: yeh raha tumhara shirt aur woh raha tumhara wallet...! pehen lena sab! huh!!!
Abhirupa room se gussa houkar chali jaati hai.
Last edited by Kdiipendu on 7/6/2012, 5:34 pm; edited 2 times in total
Guest- Guest
Episode 107
Abhirupa apne friends se milne cafe ke liye nikalti hai, auto stand mein kisi ne abhirupa ko ek auto mein jate hue dekha. { Woh person abhirupa aur dhruv ke life mein bahut jald entry lene wala hai. }
Abhirupa apne friends ke saath cafe mein party celebrate karahi houti hai suddenly abhirupa ke liye ek note ata hai. Waiter ne abhi ko woh note dia- "Jis se tum pyaar karti ho osne tumhe dhoke mein rakha hai...agar tumhe zyada information chahiye tou ees number par contact karo 9012312300.
Abhirupa ko yeh ek prank lagta hai aur woh ees baat ko ignore kardeti hai.
Dhruv ke office se ane se pehle pehle Abhirupa ghar aajati hai. Lekin ghar par ane ke baad abhirupa dekhti hai ke powercut hai...bahut andhera tha.
Abhirupa candle aur matchbox search karahi thi tabhi lights on ho jati hai aur abhirupa dekhti hai ke wahan bahut beautiful decoration kia gaya tha-
Voice: ab batao, kaisa laga surprise???
Dhruv ne Abhirupa ke liye yeh evening ko bahut special banaya aur esi tarah Abhirupa ka yeh birthday oske life sabse memorable moment bann gaya...
Last edited by Kdiipendu on 7/6/2012, 5:35 pm; edited 1 time in total
Guest- Guest
Episode 108
Dhruv har roz ke tarah office ke liye ready hou raha hota hai.
Abhirupa: dhruv aaj please tum ghar jaldi ana?
Dhruv: anything special?
Abhirupa: dhruv, main soch rahi thi kyun na aaj hum raat ko candlenight dinner karey terrace par? Aasmaan mein bahut saare taare hounge....Hum aaj taare count karenge....
Dhruv: done! aaj chahe kuch bhi ho jaaye hum aasmaan mein saath saath taare count karenge...
Abhirupa: promise?
Dhruv: pakka promise!
Abhirupa: Love you...
Dhruv: I Love You too...
Guest- Guest
Episode 109
Unknown person: "Ajeeb daastan hain yeh kahaan shuru kahaan khatam...... Yeh manziley hain kaunsi..... Na woh samajh sakey na hum!........"
(abhirupa ko samajh nahi araha tha ke yeh female)
Abhirupa: kaun bol raha hai?
Unknown Person: kya dhruv ne tumhe yeh bataya ke oski pehle bhi ek shaadi ho chuki hai?
Abhirupa: kya?........................
Guest- Guest
Episode 110
Abhirupa: kya?........................
Unknown person: Which means tum dhruv ki 2nd wife hui.........
Abhirupa: kaun bol raha ?!....... Akhir tum ho kaun?!
Unknown Person: dhruv ki pehli wife, legal wife!............
Abhirupa: mujhe tum par yakeen nahi hai!...Tum jhooth bol rahi ho!
Unknown person: theek hai yakeen tou tab hoga na tumhe, jab khud dhruv tumhe yeh batayega? ek kaam karo, tum dhruv se bas itna puchna ke 6th November 2004 ko kya tha...... Phir dhruv ka chehra, uski zubaan dono tumhe sach bata denge... Goodbyee
Guest- Guest
Episode 111
Kuch der baad Dhruv breakfast karlene ke baad Dhruv apna laptop on karta hai.
Abhirupa: Dhruv 6th November ko kya hai???
Dhruv 6th November ka date sunn kar apna jo kaam karaha tha woh rok deta hai. Abhirupa dekh leti hai ke Dhruv ke face par thoda worriness tha.
Abhirupa: (mann mein sochte hue) tou kya woh aurat ki baat sach hai???
Dhruv ke jaane ke baad, Kuch der baad Abhirupa apna mind divert karne ke liye drawing room mein Television on karti hai aur T.V. dekhne lagti hai. Lekin Abhirupa ke mind mein abhi bhi oos aurat ki woh baat chal rahi thi, aur 6th November ka date sunn kar Dhruv ke face ka reaction Abhirupa ko yaad araha tha...Abhirupa t.v. remote se baar-baar channel change karahi thi lekin Abhirupa ke mind se woh baat jaa nahi raha tha.
"That's it!...mujhe Dhruv par shak nahi karna chahiye...Aur aise baatein tab tak chalengi jab tak main khud ko busy nahi kar leti...Main aaj hi ek job ke liye apply karungi..." Abhirupa said.
Story 7 Writer- Admin
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2012-12-31
My Diary
About me:
*Medal*: Serial one Creative Writer
Episode 112
Udhar Dhruv ke office mein Dhruv ko ek letter ata hai jismein likha houta hai ke company mein staff-cut-off chal raha hai. Esiliye bahut saare employees ko company se nikala jaa raha hai. Aur oos mein Dhruv ka naam bhi tha. Dhruv yeh dekh kar shock ho jata hai.
Udhar Abhirupa school teacher ke job ke liye apply karti hai.
Abhirupa ko bataya jaata hai ke 5 din ke baad interviews honge.
Dhruv aaj jaldi ghar aya tha, Dhruv ka apne upar se confidence jaa chuka tha. Woh khud ko defeated samajh raha tha.
Story 7 Writer- Admin
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2012-12-31
My Diary
About me:
*Medal*: Serial one Creative Writer
Episode 113
Abhirupa Dhruv ko pareshan dekhti hai.
Abhirupa: Aaj itne jaldi aagaye?...
Dhruv: haan? haan...actually aaj office mein kaam zyada nahi tha tou...
Abhirupa: Dhruv mujhe tumhe kuch batana tha...
[ Dhruv sofa ke paas jaakar sofa par beth jata hai. Dhruv bahut pareshan hai. ]
Abhirupa apne naye job milne ka good-news Dhruv ko dene ke liye oske paas jaakar beth jaati hai aur Dhruv ko pehle hug karti hai, aur phir Dhruv ke taraf dekhte hue osey kehne hi wali thi ke, Abhirupa Dhruv ko pareshan dekhti hai. Dhruv ke aankhon mein aansu thhe. "Kya hua Dhruv?" Abhirupa asked.
Dhruv: aaj mujhe termination letter dey kar company se nikaal dia gaya...
Story 7 Writer- Admin
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2012-12-31
My Diary
About me:
*Medal*: Serial one Creative Writer
Episode 114
Dhruv: Abhirupa...main bahut haara hua sa feel kar raha hoon...mujhe laga tha ke main humare ees naye ghar ka poora installment jaldi se pay kar paunga lekin...
Abhirupa Dhruv ke aankhon se aansu pochte hue osey hug karti hai. "Dont worry...sab theek ho jayega...Hum dono mill kar koi raasta zaroor dhoond lenge..." abhirupa dhruv se kehte hue.
Next Day
Abhirupa Dhruv ke liye tea banakar osey dene bedroom mein jaati hai. Dhruv newspaper padh raha houta hai, suddenly Abhirupa ko dekh kar woh newspaper side mein rakh deta hai.
Abhirupa smile karte hue Dhruv ko tea serve karti hai. Dhruv bhi Abhirupa ko smile deta hai aur chup-chap woh chai peene lagta hai.
Story 7 Writer- Admin
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2012-12-31
My Diary
About me:
*Medal*: Serial one Creative Writer
Episode 115
Aaj Abhirupa ka interview hai. Abhirupa St. Thomas High School mein interview ke liye jaati hai. Abhirupa dekhti hai ke wahan aur bhi 10-15 candidates aaye thhe interview ke liye. Abhirupa ganpati bappa ka naam leti hai, tabhi wahan peon ata hai aur abhirupa ko oon candidates ke saath bethne ko kehta hai.
10 mins. later...
Abhirupa ab tak wait karahi thi but suddenly wahan Dhruv ko enter karte hue dekhti hai.
Peon Dhruv ko rest candidates ke saath wait karne ko kehta hai. Aur abhirupa ko pata chal jata hai ke dhruv bhi wahan interview dene ke liye aya tha.
Story 7 Writer- Admin
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2012-12-31
My Diary
About me:
*Medal*: Serial one Creative Writer
Episode 116
College ke trustees aur College ke board of directors yeh decide karte hain ke Dhruv aur Abhirupa ko college mein lecturer ki job mill sakti hai.
Back to the home, Abhirupa ne Dhruv ka favorite dinner banaya tha. Abhirupa ne apne haathon se dinner table ko decorate kia aur Dhruv ke plate ke side mein ek chota sa gift rakh kar, abhirupa ne oske upar ek tissue paper rakh dia, jis se jab Dhruv dinner ke liye bethe tou oski plate ke side mein, tissue paper ke neeche rakhe gift par padey. Candle night dinner ka yeh arrangement bahut romantic lag raha tha. Room mein ek velvety fragnance thi. Bas ab Abhirupa ko Dhruv ke aane ka intezar hai...
[ Dhruv ko job mili esiliye woh bahut khush hai aur Dhruv ko lagta hai ke ees poore khushi ka credit sirf Abhirupa ko jata hai esiliye woh Abhirupa ke liye ek Rose flower ka bouquet lekar ghar ata hai. Lekin Dhruv ko abhi tak nahi pata hai ke Abhirupa ko sab pata hai... ]
Story 7 Writer- Admin
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2012-12-31
My Diary
About me:
*Medal*: Serial one Creative Writer
Episode 117
Dhruv: ( bahut khush houkar kehte hue) Abhirupa!!! Mujhe finally job mill gayi!!!
[ Abhirupa sab jaante hue bhi Dhruv ke liye khush houte hue smile karti hai. ]
Abhirupa: sach?
Story 7 Writer- Admin
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2012-12-31
My Diary
About me:
*Medal*: Serial one Creative Writer
Episode 118
[ Abhirupa sab jaante hue bhi Dhruv ke liye khush houte hue smile karti hai. ]
Abhirupa: sach?
Dhruv: haan abhirupa...Ab tum dekhna, ab humare saare sapne poore ho jayenge........ Aur sabse pehle ees ghar ke installments clear karne hain..........
[ Dhruv Abhirupa ko hug karta hai aur oske forhead par kiss karta hai. ]
Dhruv: I Love You Abhirupa.............
Abhirupa: ........I Love You Too........ ( Abhirupa Dhruv ke ees khushi ko dekhar relief feel karti hai. )
Story 7 Writer- Admin
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2012-12-31
My Diary
About me:
*Medal*: Serial one Creative Writer
Page 10 of 11 • 1, 2, 3 ... , 9, 10, 11
» Any suggestions to improve 'Kayaamat' storyline?
» CHECKOUT: Kayaamat's next video episode!
» Kayaamat and Kyunki Ghar Hai... is all set to go offline
10/11/2024, 11:10 pm by Story7 Writer
» Muktaar Haar
2/12/2023, 2:54 am by Story7 Writer
» Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
23/10/2023, 10:45 pm by Story 7 Writer
» New Promo: Bairi Piya Sang Preet hai lagaayi...
21/10/2023, 4:57 pm by Story7 Writer
» 7 Robins: The greatest Villain was once a Savior...
18/9/2023, 3:22 am by Story7 Writer
» Kabhie Toh Millenge... Season 3
2/4/2023, 6:37 pm by Story-7 Writer
» VOTE: Which Story 7 sequel you would like next?
22/3/2023, 1:50 am by Story-7 Writer
» Desh Aur Dharam
22/3/2023, 1:47 am by Story-7 Writer
» Exclusive: Kahiin Toh Hogaa First poster out!
22/3/2023, 1:31 am by Story7 Writer
» Khwaab (2008)
16/3/2023, 12:05 am by Story7 Writer
» Dil Mein Koi Hai (2007)
15/3/2023, 11:57 pm by Story7 Writer
» Daamini Daamini (2007)
15/3/2023, 11:56 pm by Story7 Writer
» Pyaar Ki Ek Anokhi Kahaani (2007)
15/3/2023, 11:55 pm by Story7 Writer
» Khwaish Apnaa Apnaa- Chahat aur Dushmani ki ek nayi kahani... Ekbaar phir...
12/3/2023, 12:47 am by Story7 Writer
» Chandan aur Chandnii
29/1/2023, 12:18 am by Story7 Writer
» A World will look like in the Future
9/1/2023, 9:43 pm by Story7 Writer
» Forum's New Entrant is the Forbidden romantic saga
23/10/2022, 7:33 pm by Story7 Writer