Bookmark and share the address of Story-7 Forum- Where you read online stories! on your social bookmarking website
Bookmark and share the address of STORY 7 Forums on your social bookmarking website
Kayaamat
Page 9 of 11 • 1, 2, 3 ... 8, 9, 10, 11
Kayaamat
***********************************************************************
Zindagi ki har kasauti se guzrenge aur rahega yeh saath kayaamat tak...
-----------------------
The story journeys through the trials & tribulations of Dhruv & Abhirupa. This story centers the love, life & sacrifise all diffrent colours and phases of life. Destiny made them for each other and their bond of love remain strong till their end of life.
----------
Concept - diipendu dutta
Lyrics - Gayathri
Story: Kayaamat
Released On: 2007
Genre: Romantic Drama
__________________
Story7 Writer- Admin
- Fav. online story :
- Bairi Piya Sang Preet Hai Lagayi
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Re: Kayaamat
surbhi arora- New Bie
- Join Date : 2009-06-30
My Diary
About me:
*Medal*: GHT one New bie
Re: Kayaamat
Abhirupa aur Dhruv apne mann mein ekdusre ko kehte hue---
Dhruv-Abhirupa: Ees dil mein mere liye tumhari chahat hamesha, har janam mein rahegi. Jitni saasein hain, otni hi mohhobat rahegi, har janam mein.....
=====
Dhruv: obhii, kya tumne mujhse kuch kaha???
Abhirupa: nahi tou..... Magar kya tumne???
Phir dusre hii pal woh dono muskurakar peechley baaton ko bhula dete hain.
Dhruv: by the way obhii.... Kya main aaj shaam ko tumhe ek long drive par ley jaa sakta hoon???
Abhirupa: you mean, date par???
Dhruv: (dheere se edhar-udhar dekhkar, phir abhirupa ko jawaab dete hue) haan, date par...
Abhirupa: theek hai... Main tyaar rahungi.
__________________
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Dhruv: by the way obhii.... Kya main aaj shaam ko tumhe ek long drive par ley jaa sakta hoon???
Abhirupa: you mean, date par???
Dhruv: (dheere se edhar-udhar dekhkar, phir abhirupa ko jawaab dete hue) haan, date par...
Abhirupa: theek hai... Main tyaar rahungi.
_________________
Shaam ke 6:30pm houte hii, Dhruv jaldi-jaldi apne car ke taraf bhaagte hue jaata hai.
Dhruv: aaj toh main style se car ko abhirupa ke saamne lekar aaunga aur bahut hii achhe se car ka door, obhirupa ke liye open karunga.... Iam sure ees se Abhirupa mujhse thoda impress hou hii jayegi!
Udhar Abhirupa tyaar hou rahi thii.
Abhirupa tyaar houte hue Dhruv ke baare mein soch rahi thi. Dhruv ki woh shararatein aur uske woh mazaak. Dhruv ke saath Abhirupa ka woh nok-jhok. Abhirupa ko woh saare baatein yaad arahi thi aur oon yaadon ko yaad karke, Abhirupa ka chehra aur khil gaya.
Abhirupa: shayad esi ko hii pyaar kehte hain.....
____
__________________
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
surbhi arora- New Bie
-
Zodiac :
Age : 33
Location : india
Join Date : 2009-06-30
My Diary
About me:
*Medal*: GHT one New bie
Re: Kayaamat
Dhruv, Abhirupa ke liye bahut hii style se car ka door kholta hai.
Ees suhani shaam mein, Dhruv aur Abhirupa ek car mein jaa rahey houte hain. Dhruv ek romantic sa song-track play karta hai.
Tabhi Achaanak! Car mein kuch problem hou jata hai.
Dhruv car se utarkar, jaakar dekhta hai ke kya problem hai. Abhirupa car se bahaar nikalti hai.
Abhirupa: kya hua dhruv???
Dhruv: lagta hai engine mein kuch problem hai... Aur yehaan doorr tak koi mechanic bhi nahi milega.
Abhirupa: dhruv! woh dekho!
Dhruv: kya hua??? { Dhruv palatkar peechey dekhta hai toh pata chalta hai ke wahaan ek "Dhaba" hai. }
Dhruv: tumne mujhe ek dhaba dikhane ke liye aise chillaya?...
Abhirupa: offo! chalo chalkar oos dhaabe-waale se poochte hain, hou sakta hai osey kuch pata hou ke yehaan kahin mechanic milega ya nahi...
Dhruv: theeeekk hai...... Chalo... Date ke tou 12 bajj gaye hain, tou kyun na poore tarah se bajjey?
Abhirupa aur Dhruv jaakar, dhaabe waale se poochte hain ke yehaan koi mechanic mill sakta hai ya nahi-
Dhaba-wala: nahi sahaab! Yehaan doorr tak koi bhi mechanic nahi mill sakta hai, aur woh bhi es waqt...
Dhruv ke gusse ko shaant karne ke liye, Abhirupa ko ek idea ata hai. Abhirupa chupke se jaakar, dhaabe-waale ko, dhabe ke special khaane ka order deti hai.
Phir Abhirupa car ke paas jaati hai, jaahan Dhruv naa-kam koshish kar raha tha car ko theek karne kii.Utna hi dhruv ko aaj ki shaam ka kharaab houne ke wajah se apni favouriate car par bahut gussa araha tha---
Dhruv: ( gusse mein kehte hue ) yeh jo meri hamesha se favouriate rahi, aaj esne mujhe hi dhoka dey dia! I know ke main bahutttt handsome hu magar eska matlab yeh nahi, ke abhirupa ko mere saath dekhkar, ees car ko gussa ajaye aur woh mujhse aisa badla ley??? (*gusse mein dhruv expression dete hue) "Huh!"
Tabhi wahaan Abhirupa aati hai aur bahut calm tone mein Dhruv se kehte hue-
Abhirupa: dhruv, chalo na koi baat nahi... Aaj ki shaam jahaan hum koi five-star hotel mein jaane waale thhey, uske jagah par yeh dhaaba hii sahi??? Afterall, agar baat celebration kii hou, tou tum itneyyyy creative hou ke tum to ek dhaaba ko bhi five-star hotel maankar ees shaam ko waise hii celebrate kar sakte hou???
Dhruv: arre haan-haan! Yeh dhaaba wala plan toh waise meraa hii tha... Woh toh main tumhe suprise dena chah raha tha...
Abhirupa: ohh really???
_____
__________________
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Dhruv: ( gusse mein kehte hue ) yeh jo meri hamesha se favouriate rahi, aaj esne mujhe hi dhoka dey dia! I know ke main bahutttt handsome hu magar eska matlab yeh nahi, ke abhirupa ko mere saath dekhkar, ees car ko gussa ajaye aur woh mujhse aisa badla ley??? (*gusse mein dhruv expression dete hue) "Huh!"
Tabhi wahaan Abhirupa aati hai aur bahut calm tone mein Dhruv se kehte hue-
Abhirupa: dhruv, chalo na koi baat nahi... Aaj ki shaam jahaan hum koi five-star hotel mein jaane waale thhey, uske jagah par yeh dhaaba hii sahi??? Afterall, agar baat celebration kii hou, tou tum itneyyyy creative hou ke tum to ek dhaaba ko bhi five-star hotel maankar ees shaam ko waise hii celebrate kar sakte hou???
Dhruv: arre haan-haan! Yeh dhaaba wala plan toh waise meraa hii tha... Woh toh main tumhe suprise dena chah raha tha...
Abhirupa: ohh really??? Well it's okay... Toh chaley dhruv?
Dhruv aur Abhirupa, dhaba ke taraf jaate hain. Magar jab Dhruv, dhaabe ke khaane ko dekhta hai,tab oski haalat buri hou jaati hai.
Dhruv: sorry magar mujhe five-star ke elava aur koi khana suit nahi karta!
Abhirupa tabhi Dhruv ko zabardasti ek roti khilaa deti hai.
Dhruv:
Scene: Abhirupa Dhruv ko zabardasti khana khila rahi houti hai. Jab-jab dhruv khaane se mana karta, tabhi Abhirupa Dhruv ko gusse dekhkar osey dara deti hai.
Abhirupa: ( mann mein sochte hue ) bahut khud ko mister cool keh rahey thhey ke main yeh nahi karta, woh nahi chahiye... Mujhe toh bas five-star service chaiye??? Abhi pata chalega bachhu
Dhruv ka reaction:
1 hour later...
Dhruv: aaj tumne bahut mann-maani kii hai... Kya maine tumhe kabhi aise tangg kiya hai? Ya kabhi maine tumhe pareshan kiya??? NO!
Abhirupa: oh really???
__________Video__________
Kayaamat: 97th Episode Video
Watch this video on youtube-
https://www.youtube.com/watch?v=LKk5VyJSII0
Dhruv and Abhirupa scene from fiction 'Kayaamat'.
To download this episode video, please click here.
Guest- Guest
Re: Kayaamat
will watch the video later & comment
aanchal- Moderator
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Job/hobbies : CA student /reading novels ,surfing GHT sites
Join Date : 2007-09-24
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
HitenGaurifan- Silver Membership
-
Zodiac :
Age : 37
Location : India
Join Date : 2009-06-26
My Diary
About me:
*Medal*: Serial one Creative Writer
Story7 Writer likes this post
Re: Kayaamat
Guest- Guest
Re: Kayaamat
aanchal- Moderator
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Job/hobbies : CA student /reading novels ,surfing GHT sites
Join Date : 2007-09-24
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
Abhirupa aur Dhruv ek sunsaan raaste se chalte-chalte, by road ghar ke taraf jaa rahey thhey...
1hr hou chuke thhey. Dono ekdusre se baat bhi nahi kar rahey thhey.
Chalte-chalte, abhirupa mann-hi-mann, muskura rahi thi... Abhirupa ki hassi ab rukk hi nahi paayi aur osney akhir khulkar hass dia! Dhruv yeh dekhkar samajh gaya ke Abhirupa kis baat par hass rahi thi.
Abhirupa: woh dhaabe mein jab khaane ko tumne dekha, tab tumhari shakal ekdum 'Muh Chare peepe' jaise hou gayii thi!!!
Dhruv: haan haan! Bahut hassi arahi hai.... Hass lo!... Ek main hii mila tha tumhe???
Abhirupa: tum hou hii ekdum... .... ... MUH CHARE PEEPE!
Dhruv: tum bhi hasste hue kisi 'bandariyya' se kam nahi lagg rahi hou!
=================================
---Kal Kya hoga---
=================================
Abhirupa aur Dhruv, itna chalne ke baad ab thakk gayye thhey... Thodi doorr mein, ek tent dikhayi deta hai.
Abhirupa aur Dhruv oos tent ke taraf jaate hain. Wahaan jaane par pata chalta hai ke, wahaan koi rehta hai jo bhavishya(future prediction) batata hai.
Abhirupa Dhruv ko insist karti hai ke ekbaar woh bhi apne aur dhruv ke aane waale future ke baare mein jaanna chahti hai.
Woh dono oos tent ke andar jaate hain, aur wahaan dekhte hain ke---...
Guest- Guest
Re: Kayaamat
Abhirupa aur Dhruv oos tent ke andar jaakar dekhte hain tou pata chalta hai ke wahaan koi nahi tha. Magar tabhi unki nazar padti hai ek old lady par, jo wahaan thi.
Abhirupa bahut excited thi apne future ke baare mein kuch baatein jaanne ke liye... Magar Dhruv ke chehre se pata chal raha tha ke woh een baaton par bilkul bhi yakeen nahi karta hai.
Woh old lady jo kii ek tarrot card reader thi, osey future dekhna bhi ata tha. Woh oondono ko kuch deyr tak dekhne ke baad, abhirupa aur dhruv ke saamne kuch cards rakhti hain. Abhirupa aur Dhruv ek-ek karke card select karte hain.
Woh old lady, card reading karti hai.
Tarrot-card reader: tum dono ek dusre se bahut pyaar karte hou..... Aur bahut jaldi tumdono ki shaadi houne waali hai.... Magar... Tumdono ke liye achha yehi hoga ke tumdono apne beech ke har choti-badi baatein ekdusre ko batao, ekdusre par vishwaas karo.......
Tarrot- card reader: kal ko kisi ne nahi dekha hai..... Magar jo aaj saath hain, ekdusre ke paas hain..... Agar unka rishta kamzor hai, tou osey kal toot hii jana hai..... Aur agar onka rishta sach mein mazboot hai..... Tou woh kayaamat tak saath rehte hain...... Magar afsos....
Tarrot card reader yehin par kehte hue ruk jaati hai. Abhirupa pareshaan nazaron se oos tarrot card lady se poochti hai-
Abhirupa: aapne aisa kyun kaha "afsos" ??? Kis baat ka afsos?..........
Tarrot-card reader: main dekh rahi hoon, ke aaj jahaan tumdono saath hou, kal ekdusre se doorr hou jaoge..... Bahut saare pareshaaniyan ayengi, musibaton se guzarne ke baad..... Kismat phir tumdono ko milayegi.....
Tabhi Achanak Dhruv gusse se wahaan se utha, aur bola-
Dhruv: JHOOTH! Aisa ho hii nahi sakta hai....... Yeh sab faltoo baaton par mujhe yakeen nahi.......... Chalo Abhirupa!
Dhruv, Abhirupa ko wahaan se ley jaata hai.
_____
Guest- Guest
Re: Kayaamat
dhruv aur abhi ko ab milahi do ,, sath hirehne do .. unhe alag mat karo
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
BLH- Moderator
-
Zodiac :
Age : 39
Location : INDIA
Job/hobbies : Reading novels
Join Date : 2008-05-06
My Diary
About me:
*Medal*: Kaun banega GHT ka sabse bada AC WINNER !
Re: Kayaamat
Abhirupa aur Dhruv ghar pahuchte hain.
Dhruv aur Abhirupa ko bataya jata hai ke Abhirupa ke dadaji ka phone aya tha. Woh chahte hain ke Abhirupa jaldi se wapas kolkata aajaye. Kyunki abhi Dhruv aur Abhirupa ke shaadi houne waali hai, esiliye Abhirupa ko ab wapas Kolkata loutna hoga.
Dhruv yeh soonkarr thoda upset hou jata hai, aur wahaan se chala jata hai. Abhirupa Dhruv ke peechey, os se baat karne jaati hai.
Abhirupa: dhruv???....
Dhruv: nahi obhii!...... Jab dadoo ne yeh permission dey dia hai aur woh bhi itane mushkilon ke baad..... Itna sab houne ke baad kahin ab jaakar ab humaari shaadi houne jaa rahi hai..... Aur aise mein tum phirse wapas mujhse durr hou jaogi???
(Abhirupa Dhruv ko samjhaate hue kehti hai-)
Abhirupa: Dhruv..... Abhi hamaare shaadi hou jayegi.... eske baad hum hamesha ke liye saath hounge.... Magar tab tak ke liye, humey thoda intezar karna chahiye???
Dhruv: aaj jo oos tarrot card reader ne kaha hai, mujhe ospar bilkul bhi bharosa nahi hai...... Magar phir bhi mujhe darr hai......
Abhirupa: jab hum saath hain, tou har mushkilon ka saamna tou kar hii lenge???.....
Guest- Guest
Re: Kayaamat
its a celebration for kayamat !!
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
Guest- Guest
Re: Kayaamat
AND,NICE EPI..
BLH- Moderator
-
Zodiac :
Age : 39
Location : INDIA
Job/hobbies : Reading novels
Join Date : 2008-05-06
My Diary
About me:
*Medal*: Kaun banega GHT ka sabse bada AC WINNER !
Re: Kayaamat
Sahil kohli- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 32
Location : delhi
Join Date : 2007-11-25
My Diary
About me:
*Medal*: SAHIL KOHLI- Fan of the year 2009
Re: Kayaamat
virgosaumya- Regular Juniour Member
-
Zodiac :
Age : 39
Location : delhi
Join Date : 2008-03-27
My Diary
About me:
*Medal*:
Re: Kayaamat
Abhirupa Kolkata waapas aajati hai.
Kolkata waapas aane ke baad Abhirupa ko pata chalta hai ke oski aur Dhruv ki shaadi ek mahine ke liye postpond kar dii gayii hai...
Abhirupa pareshaan hou jaati hai.
Udhar Dhruv ko bhi pata chal chuka tha ke shaadi ek mahine ke liye delay kar dii gayi thi aur yeh baat dono gharwaalon ko pehle se pata tha magar unhoune jaan-bhujhkar Dhruv aur Abhirupa ko yeh baat nahi batayi kyunki ees baat ko jaanne ke baad kahin agar dono ne shaadi jaldi karne ke liye na kahey...
Dhruv ke gharwaale, dhruv ko sach batate hue kehte hain ke, jab pandit-ji ko kundaliyan dikhai gayin thi tou kuch pareshaaniyon ko dekhkar unhoune yeh kaha tha ke shaadi ko 1mahine ke liye rok dena sahi hoga.
Dhruv ko een baaton par yakeen nahi hota hai aur woh apne room mein chala jata hai.
------------------
Kolkata
Edhar kolkata mein Abhirupa bhi gumsum thi. Achanak se eesbaat ka pata chalna ke unki shaadi ko rok dia gaya hai... Yeh jaankar abhirupa udaas thi.
Guest- Guest
Re: Kayaamat
aanchal- Moderator
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Job/hobbies : CA student /reading novels ,surfing GHT sites
Join Date : 2007-09-24
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Kayaamat
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Page 9 of 11 • 1, 2, 3 ... 8, 9, 10, 11
» Any suggestions to improve 'Kayaamat' storyline?
» CHECKOUT: Kayaamat's next video episode!
» Kayaamat and Kyunki Ghar Hai... is all set to go offline
10/11/2024, 11:10 pm by Story7 Writer
» Muktaar Haar
2/12/2023, 2:54 am by Story7 Writer
» Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
23/10/2023, 10:45 pm by Story 7 Writer
» New Promo: Bairi Piya Sang Preet hai lagaayi...
21/10/2023, 4:57 pm by Story7 Writer
» 7 Robins: The greatest Villain was once a Savior...
18/9/2023, 3:22 am by Story7 Writer
» Kabhie Toh Millenge... Season 3
2/4/2023, 6:37 pm by Story-7 Writer
» VOTE: Which Story 7 sequel you would like next?
22/3/2023, 1:50 am by Story-7 Writer
» Desh Aur Dharam
22/3/2023, 1:47 am by Story-7 Writer
» Exclusive: Kahiin Toh Hogaa First poster out!
22/3/2023, 1:31 am by Story7 Writer
» Khwaab (2008)
16/3/2023, 12:05 am by Story7 Writer
» Dil Mein Koi Hai (2007)
15/3/2023, 11:57 pm by Story7 Writer
» Daamini Daamini (2007)
15/3/2023, 11:56 pm by Story7 Writer
» Pyaar Ki Ek Anokhi Kahaani (2007)
15/3/2023, 11:55 pm by Story7 Writer
» Khwaish Apnaa Apnaa- Chahat aur Dushmani ki ek nayi kahani... Ekbaar phir...
12/3/2023, 12:47 am by Story7 Writer
» Chandan aur Chandnii
29/1/2023, 12:18 am by Story7 Writer
» A World will look like in the Future
9/1/2023, 9:43 pm by Story7 Writer
» Forum's New Entrant is the Forbidden romantic saga
23/10/2022, 7:33 pm by Story7 Writer