Bookmark and share the address of Story-7 Forum- Where you read online stories! on your social bookmarking website
Bookmark and share the address of STORY 7 Forums on your social bookmarking website
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
Page 25 of 41 • 1 ... 14 ... 24, 25, 26 ... 33 ... 41
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna
----------------------
Story: Kyunki Ghar Hai Ek Sapna
Story By: Diipendu Dutta
Started On: 2007
Concluded On: 2025
Genre: Drama
No. of episodes: 1000
Last edited by Diipendu on 19/8/2020, 4:42 am; edited 5 times in total
Story7 Writer- Admin
- Fav. online story :
- Bairi Piya Sang Preet Hai Lagayi
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Episode 569
poora pariwar gaya hai lekin abhi tak koi bhi nahi louta hai...Mujhe badi chinta horahi hai...
Daamini: don't worry didi, main ek naye servant ko rakhne ke liye aaj hi baat karti hoon...
Udhar Mahesh aur poora pariwaar sadme mein tha.
Mahesh Rishab ke dead body ko shantiniketan ley jaane ke liye bol deta hai "Antim-sanskar" karne ke liye.
Anushka bhi sadme mein thi. Achnak se Anushka behosh ho jaati hai. Tabhi Doctor batati hain ke Anushka pregnent hai.
jail mein thi. Mahesh toot chuka tha.::
Story7 Writer- Admin
- Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Episode 570
Dusre taraf police station mein, Rahul aur Priyanka Kaaveri se milne ke baad wapas shantiketan ke liye police station se nikal
hi rahe thhe.
chala jata hai...
Priyanka soch mein padd jaati hai ke aakhir kisne dia hoga priyanka ko yeh cd aur ees cd mein kya ho sakta hai...Tabhi wahan Rahul bhi ajata hai. Priyanka Rahul ko sab baat batati hai.
Priyanka aur Rahul shantiniketan jaane ke liye wahan se nikalte hain.
Edhar Shantiniketan mein:
Daamini: didi maine servant rakh lia hai...Woh aaj hi se join bhi karne wali hai...'Kaushalya' naam hai oska...
[ Lekin Pragya chinta mein thi. ]
Daamini: kya hua didi???
Pragya: main yehi soch rahi hoon ke ees ghar ka chiraag...Rishab...na jaane kaisa hoga.....Thakurjee kare woh jaldi se theek
houkar wapas ajaye...
Tabhi...
Story7 Writer- Admin
- Fav. online story :
- Bairi Piya Sang Preet Hai Lagayi
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Episode 571
[ Mahesh ko dekh Pragya bhaage-bhaage jaakar Rishab ke baare mein puchte hue ]
Pragya: Mahesh....kya hua???....Rishab kaisa abhi? Rishab theek toh hai na???
Tabhi peeche se kuch log kisi ka dead-body shantiniketan mein laate hue...
Pragya, Daamini aur wahan maujood sab logon ko kuch samajh mein nahi araha tha ke aakhir woh dead body hai kiski???
Pragya: mahesh...yeh sab kya hai?
(Daamini wahan aate hue) Daamini: mahesh...kuch kehte kyun nahi?
[ Os dead body ko wahan rakh dia jata hai. ]
Story7 Writer- Admin
- Fav. online story :
- Bairi Piya Sang Preet Hai Lagayi
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Episode 572
(Daamini wahan aate hue) Daamini: mahesh...kuch kehte kyun nahi?
[ Os dead body ko wahan rakh dia jata hai. ]
( Pragya Mahesh se oos dead body ke baare mein puchte hue )
Pragya: ( chillakar puchte hue ) mahesh tum jawab kyun nahi dey rahe?!.....................
Pragya: (gusse se kehte hue) mahesh tum pagal hogaye ho kya?!....Kisi ki bhi dead body uthakar ley aaye aur ab tum
meri kisi bhi baat ka jawab nahi dey rahe ho??? Chup kyun ho! Bolte kyun nahi aakhir kiski dead body hai yeh?!...........
woh dead body aur kisi ka nahi balke 'Rishab' ka hai...........................
Pragya, Daamini aur wahan maujood sab loug Rishab ki dead body dekhkar dung reh jaate hain. Kisi ko yakeen nahi araha
hota hai.
Pragya: Nahiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
{ Pragya ko bahut bada sadma lagta hai... }
Story7 Writer- Admin
- Fav. online story :
- Bairi Piya Sang Preet Hai Lagayi
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Episode 573
{ Pragya ko bahut bada sadma lagta hai... }
Tabhi wahaan Priyanka aur Rahul pahuchte hain aur ghar aakar Rishab ka dead body saamne dekhte hain.
[ Daamini Pragya ko sambhalte hue ]
Daamini: didi khudko sambhaliye.........
Mahesh ees waqt apne bete Rishab ke maut ke sadme mein tha, aur woh apne room mein chala jaata hai. Edhar Poora pariwaar Rishab ke maut par kaise react kare, kisi ko samajh nahi araha tha...
Guest- Guest
Episode 574
Rashmi shopping mall mein shopping karahi thi ke tabhi wahan kuch ladke bhi aaye. Oon logon ne Rashmi ko dekha aur onmein se ek ne Rashmi ke paas jakar achanak se oska haath pakad lia aur Rashmi se batameezi karne laga-
Tabhi wahan achanak se koi akar oos aadmi ko thappad lagaya...
[ Rashmi ne dekha toh wahan ek ladki thi 'Krishna', jo Kaaveri ko bahut achhe se jaanti thi...]
( Krishna oos aadmi se kehte hue )
Krishna: tumhe sharam nahi aati ees tarah kisi ladki ko chherne mein?
Unknown person: tum kya eski behen ho? Kaho toh tumhe bhi company dey dete hain?
Krishna: Lagta hai ek thappad se tumhe samajh nahi ati hai.....Itne besharam ho?
Guest- Guest
Episode 575
Unknown person: jaao jakar case kardo! main toh aaj ees ladki ko apne saath lekar hi jaunga dekhta hoon tu kya karleti hai!
Krishna: main agar chahoon toh tumhe hamesha ke liye jail ki hawa khila sakti hoon....Kyunki main ek criminal lawyer hoon...
[ Woh aadmi yeh soonkar darr jata hai aur wahan se bhaag jata hai. ]
--------------
Oos aadmi ko darr ke bhaagta dekh Rashmi aur Krishna hasste hain...
Rashmi: thankyou so much!....
Krishna: arre esme thanks kehne wali kaun si baat hai?......Shayad tum mujhe nahi jaanti ho lekin main tumhe achhe se janti
hoon.....
Rashmi: lekin hum toh pehle tumse mile nahi hai toh tum humey kaise janti ho???
Krishna: kaaveri-maa ne mujhe tumhare baare mein bataya tha....
Krishna: hi! my name is Krishna.....
Rashmi: Rashmi.....Rashmi Virani.......
[ Esi tarah Krishna aur Rashmi achhe dost bann jaate hain. ]
Guest- Guest
Episode 576
Rashmi Krishna ko apne newyork mein itne saalon ke saare baatein batati hai......Aur baaton-hi baaton mein Rashmi Krishna se oske baare mein puchte hai-
Rashmi: waise mere dad toh newyork mein bahut badey businessman hain .....Lekin tumne nahi bataya tumhare dad ka kaunsa
business hai???
Krishna: woh......mere papa ees duniya mein ab nahi hain......Lekin main apne maa ke saath rehti hoon....
[ Rashmi emotional ho jaati hai aur Krishna ki baat soonkar Rashmi ko bhi oske maa ki yaad ati hai. ]
Guest- Guest
Episode 577
Krishna aur Rashmi ab bahut achhi saheliyan bann chuki thi....
Ekdin Krishna aur Rashmi ek bahut badey jewellery shop mein gaye... :-
Rashmi: krishna tum apne liye jewellery dekho tab tak main bhi apne liye dekhti hoon....
( Lekin Krishna thoda awkward feel karahi thi kyunki woh shop bahut bada aur mehenga tha.)
Rashmi apne liye jewellery select karahi thi tabhi osne dekha ke Krishna ne abhi tak apne liye koi jewellery select nahi ki. Rashmi samajh jaati hai aur woh wahan jaati hai. Rashmi salesman se ek expensive aur bahut beautiful sa necklace dikhane
ko kehti hai...
Rashmi: wow!....it's so beautiful....!
Krishna: haan....bahut pyaara hai....
Rashmi mirror mein apne neck par woh necklace try karke dekhti hai-
Rashmi: hmmm....humare gale par yeh utna achha nahi lagraha hai zara hum tumhare neck par ese try karke ekbaar dekhte hain ke esmein tum kaise lagti ho.....
(Krishna Rashmi ko mana karti hai lekin Rashmi nahi manti)
Rashmi: wow!....yeh necklace toh tumpar bahut suit karaha hai.....you should keep it...!
Krishna: arre nahi! itna expensive hai.....main kaise?
Rashmi: humey apne dost mana hai na.....then keep it!
Krishna:
Guest- Guest
Episode 578
Krishna: arre nahi! itna expensive hai.....main kaise?
Rashmi: humey apne dost mana hai na.....then keep it!
Krishna:
Rashmi: hum abhi aate hain....
Rashmi wahan se kuch der ke liye jaati hai. Rashmi ke jaate hi ek salesman wahan Krishna ko dekhti hai toh osey lagta hai ke yeh ladki yehan sirf jewelleries dekhkar timepass karne ayi hai...
Salesman: may i help you mam?
Krishna: je woh.....
Salesman: dekhiye yehan aapke layak kuch bhi nahi hoga, aap please yehan se chali jaaye......
[ Krishna ko kuch samajh mein nahi araha tha ke kya horaha hai...]
Salesman: mujhe bahut achhe se pata hai tum jaise log yehan kyun aate hain....
lagta hai tum aise nahi jaogi......Security......!!!
Guest- Guest
Episode 579
Rashmi wahan se kuch der ke liye jaati hai. Rashmi ke jaate hi ek salesman wahan Krishna ko dekhti hai toh osey lagta hai ke yeh ladki yehan sirf jewelleries dekhkar timepass karne ayi hai...
Salesman: may i help you mam?
Krishna: je woh.....
Salesman: dekhiye yehan aapke layak kuch bhi nahi hoga, aap please yehan se chali jaaye......
[ Krishna ko kuch samajh mein nahi araha tha ke kya horaha hai...]
Salesman: mujhe bahut achhe se pata hai tum jaise log yehan kyun aate hain....
lagta hai tum aise nahi jaogi......Security......!!!
Salesman: security, ees ladki ko yehan se dhakke maar ke nikaal do!
Tabhi wahan Rashmi pahuch jaati hai aur wahan aakar yeh sab dekhti hai-
"Ruk Jaao!....................."
Guest- Guest
Episode 580
lagta hai tum aise nahi jaogi......Security......!!!
Salesman: security, ees ladki ko yehan se dhakke maar ke nikaal do!
Tabhi wahan Rashmi pahuch jaati hai aur wahan aakar yeh sab dekhti hai-
"Ruk Jaao!....................."
Rashmi: (gusse se) yehaan yeh sab kya horaha hai?!...............
[ Rashmi ke awaaz sunkarr wahan oos shop ka head manager ajata hai. ]
Rashmi: (oos salesman se gusse se) hum puchte hain kiski ijazat se tumne itani badi gustakhi ki?!...........
Manager: kya hua mam?....any problem?
Rashmi: ( gusse se) you're asking me?......aapke yehan par kisi bhi coustmer se aise pesh aya jata hai???
[ Rashmi oos Manager ko poori baat batati hai.]
Manager: i'm so sorry mam.....
Manager oos salesman se kehte hue-
Manager: tumhe pata hai yeh kaun hain? Virani industries ki maalkin hain.....
Krishna Rashmi ko chup karane ki koshish karti hai-
Rashmi: nahi krishna!.........Aaj humey enhe inki aukaat dikhane do.....Agar hum chahe toh esi second mein ees shop ko band
karva sakte hain....!
Manager: lekin mam....humare salesman ko pata nahi tha ke yeh aapke saath hai.....Yeh hai kaun???
Rashmi: yeh hamaari choti behen hai!....................
(Krishna ko yeh soonkar oske aankhon mein aasu agaye)
Guest- Guest
Episode 581
[ Pragya abhi bhi apne pote Rishab ke maut ke sadme mein hai aur apne room mein beithe-beithe rishab ke bachpan ke album ko dekhkar udaas thi ke tabhi room mein krishna aayi aur osne dekha ke Pragya udaas hai...]
Krishna: dadi?...
[ Pragya ko ek pal ke liye aisa laga ke jaise Rishab ne osey "dadi" kehkar pukara ho...Pragya Peeche murrkar dekhti hai toh wahan Krishna thi...]
Krishna: arre dadi aap rou kyun rahi hain?... (Krishna jakar Pragya ke aansu pochte hue)
[ Pragya ka dil bhar aya aur woh Krishna ko gale lagakar bahut royi...Krishna ne Pragya ko samjhaya ke kisi ke chale jaane se sab kuch khatam nahi ho jata hai...Jaane wale ke yaad hamesha dil mein reh jaate hain...Theek osi waqt Daamini bhi Pragya ke room ke bahar se jaa rahi thi aur tabhi osne Krishna ko wahan dekha...]
Krishna: achha dadi ab main chalti hoon...aap apna dhyaan rakhiyega...
Guest- Guest
Episode 582
[ Pragya ka dil bhar aya aur woh Krishna ko gale lagakar bahut royi...Krishna ne Pragya ko samjhaya ke kisi ke chale jaane se sab kuch khatam nahi ho jata hai...Jaane wale ke yaad hamesha dil mein reh jaate hain...Theek osi waqt Daamini bhi Pragya ke room ke bahar se jaa rahi thi aur tabhi osne Krishna ko wahan dekha...]
Krishna: achha dadi ab main chalti hoon...aap apna dhyaan rakhiyega...
Krishna ke wahan se chale jaane ke baad Daamini wahan aati hai-
Daamini: didi, yeh krishna yahan kyun aayi thi?
Pragya: woh mujhse milne aayi thi...Sach mein, krishna bahut achhi ladki hai...Maine shuru mein osey kitna galat samjha tha...
Guest- Guest
Episode 583
Pragya: woh mujhse milne aayi thi...Sach mein, krishna bahut achhi ladki hai...Maine shuru mein osey kitna galat samjha tha...
Daamini: didi phir bhi!...Mujhe toh ees ladki par zara bhi yakeen nahi hai.........Aapne dekha nahi, osne kaise Rashmi ka dil jeetkar oski dost bann gayi.......Aur toh aur ees ghar mein bhi oska aana-jana badh gaya hai....
Pragya: oho damini!...tum bhi na...Krishna ko main jaan gayi hoon, woh bahut hi achhi beti hai....Mere liye jaise Rashmi, theek waise hi Krishna bhi hai...
[ Daamini ko abhi bhi Krishna ke shantiniketan mein aane se problem hai.]
Daamini-(mann mein kehte hue) main bhi dekhti hoon...aakhir kabtak rashmi aur krishna ki dosti rahegi!...Kabhi na Kabhi toh ees dosti mein darar toh ayegi hi, aur os din main aapse puchoongi didi, ke aapke liye kaun apna hai...aur kaun paraya!
Guest- Guest
Episode 584
Atul: arre sakshi, aaj ghar pe guest arahe hain...Sab kuch please dekh lena...
Sakshi: guest???
Atul: arre haan! main batana bhool gaya...Hamari Rashmi ko dekhne ke liye ladke wale arahe hain...Bahut bade log hain...Hamare status ke hain, aur hamare tarah unka bhi bahut business empire hai...!
Sakshi: that's great!...aap chinta mat kijiye...main pragya dadi aur ghar ke sabhi logon ko yeh baat bata doongi...
Atul: lekin jise dekhne ke liye ladkewale arahe hain, woh kahan hai???
Guest- Guest
Episode 585
Sakshi: that's great!...aap chinta mat kijiye...main pragya dadi aur ghar ke sabhi logon ko yeh baat bata doongi...
Atul: lekin jise dekhne ke liye ladkewale arahe hain, woh kahan hai???
Sakshi: Rashmi bahar gayi hai apne friends se milne...saath mein Krishna ko bhi lekar gayi hai, maine Rashmi ko phone kia lekin oska phone switchoff araha hai...Main abhi Krishna ko phone kardeti hoon woh Rashmi ko time se ghar ley ayegi...
>>>>>>
Udhar Rashmi apne friends ke saath club mein party mein thi...
Krishna wahan uncomfortable feel karahi thi, woh Rashmi ko jaldi se ghar chalne ke liye kehrahi thi lekin Rashmi nahi maan rahi thi...
Guest- Guest
Episode 586
Shantiniketan mein Kaaveri aati hai.....
Kaaveri shantiniketan mein wapas akar oske aankhon mein aansu ajate hain....Kaaveri wahan Mahesh ko dekhti hai...
Mahesh: tum?!
Kaaveri: mahesh....
Tabhi wahaan Poori family bhi aajati hai aur kaaveri ko wahan dekhti hai. Sakshi aur Pragya Kaaveri ko wahan dekhkar dung rehh jaate hain....
Mahesh: nikal jaao ees ghar se! mujhe tumhari koi baat nahi sunni!
Kaaveri Mahesh se yeh soonkar dung reh jaati hai.
Guest- Guest
Episode 587
Shantiniketan mein Kaaveri aati hai.....
Kaaveri shantiniketan mein wapas akar oske aankhon mein aansu ajate hain....Kaaveri wahan Mahesh ko dekhti hai...
Mahesh: tum?!
Kaaveri: mahesh....
Tabhi wahaan Poori family bhi aajati hai aur kaaveri ko wahan dekhti hai. Sakshi aur Pragya Kaaveri ko wahan dekhkar dung rehh jaate hain....
Mahesh: nikal jaao ees ghar se! mujhe tumhari koi baat nahi sunni!
Kaaveri Mahesh se yeh soonkar dung reh jaati hai. Wahan poore pariwar ko yeh yakeen nahi araha houta hai ke Mahesh ne aisa kaha...
Mahesh: tumne mere bete ko maar dia aur ab yehan kya kehne ayi ho?!
Kaaveri: lekin mahesh meri baat toh......
Pragya: bas kaaveri bas!.......... ees ghar ke bete ko toh maar dia hai tumne, aur ab kya chahti ho?!
Kaaveri: mahesh, kam se kam baa ke banaras se wapas aane tak ke liye mujhe baa ka intezar karne do?.....Baa se bina mile main nahi jaa sakti.....................
Guest- Guest
Episode 588
Kaaveri: lekin mahesh meri baat toh......
Pragya: bas kaaveri bas!.......... ees ghar ke bete ko toh maar dia hai tumne, aur ab kya chahti ho?!
Kaaveri: mahesh, kam se kam baa ke banaras se wapas aane tak ke liye mujhe baa ka intezar karne do?.....Baa se bina mile main nahi jaa sakti.....................
Pragya: baa ki chinta tum chhor do! Baa ko bahaana banakar tum wapas yahan ana chahti ho aur yeh main samajh chuki hoon!...........Mahesh, eesey dhakke maar kar Shantiniketan se nikal do!..............
Kaaveri: lekin maa aap..........
Tabhi Mahesh Kaaveri ka haath pakadta hai.............Aur kaaveri ko wahaan se le jaata hai aur Kaaveri mahesh ko samjhane ki bahut koshish karti hai lekin Mahesh oski ek bhi nahi soonta.......Mahesh Kaaveri ko Shantiniketan se bahar nikaal deta hai..........................
Guest- Guest
Episode 589
Kaaveri ne jab Rishab par woh gun point kia tha tab Kaaveri ko bhi pata nahi tha ke oos gun mein koi goli hi nahi thi, gun empty tha. Yeh baat kisi ko pata nahi thi ke oos waqt kaaveri ke peeche door mein ek tree ke peeche se kisi ne woh goli Rishab par fire ki aur yeh sab oos cd mein record ho gaya tha..........
Rishab par fire karne wala Vadehi thi............Vadehi ka chehra oos cd mein record ho gaya tha......
Mahesh ees suchai ko dekhkar yakeen nahi kar pata hai ke oosne Kaaveri ko samajhne mein itni badi galti kardi.....Haqeeqat mein woh killer Vadehi thi.............
Guest- Guest
Episode 590
Tabhi neechey awaaz houti hai, Mahesh jakar dekhta hai. Baa banaras se wapas aagayi thi.......
Saare gharwale Baa ko dekhkar chinta mein thhey ke baa se kaaveri ke baare mein kya kahe.......
Baa: arre.....tum sab log itne pareshaan kyun ho?
Pragya: koi baat nahi hai baa..... aap aayiye na....
Sakshi aur saari bahuyein baa se aashirwad leti hain lekin Vadehi wahan par present nahi thi......Mahesh wahan ata hai.....
Guest- Guest
Episode 591
Baa: arre sakshi bahu, kaaveri dikhayi nahi dey rahi hai?... Kahaan hai kaaveri?
Sakshi: baa... woh.............
Daamini: baa woh kaaveri kuch dino ke liye apne maayke gayi hai.....
Baa ko yeh soonkar ajeeb lagta hai.
Udhar Kaaveri ko ghar se nikaal diye jaane ke baad kaaveri raaste par chalte hue Mahesh ke oon baaton ko yaad karte hue jaati hai...Tabhi Achanak Rahul wahaan car mein ata hai, Rahul Kaaveri ko apne saath wapas shantiniketan lekar ata hai.
Poora virani pariwar Kaaveri ko wapas dekhkar dung reh jaate hain.
Mahesh: kaaveri..............
Guest- Guest
Episode 592
Mahesh: kaaveri..............
Baa kaaveri ko dekhkar bahut khush houti hai lekin baa ko abtak shantiniketan mein hue kisi baat ka kuch bhi nahi pata hai.
Kaaveri Baa ko dekhkar bahut khush houti hai aur bhaag kar baa ke paas jaakar aashirwaad leti hai. Kaaveri Baa ke gale lagkar bahut roti hai...
Daamini aur Pragya door khare hue thhe aur baat karte hue-
Daamini: didi kahin baa ko agar sab pata chal gaya toh kya hoga?
Pragya: pata nahi damini, ab toh thakurjee ki jo marzi hogi......
Guest- Guest
Episode 593
Pragya: pata nahi damini, ab toh thakurjee ki jo marzi hogi......
Tabhi achanak Shantiniketan mein Vadehi ati hai, vadehi ke wahan ane se Mahesh bahut serious ho jata hai lekin es se pehle mahesh vadehi ko wahan kuch keh pata tabhi pata chalta hai ke Vadehi shantiniketan mein apne saath ek naya toofaan laayi thi.....
Vadehi ne mental asylmn mein report kardia tha ke shantiniketan mein Kaaveri naam ki ek pagal hai, jo mentally bimaar hai, jisne apne hi bete ko goli maar dia.........Vadehi ne sab kuch bahut achhe se prepare kia hua tha. Woh log shantiniketan mein aaye thhe sabke saamne se Kaaveri ko ley jaane ke liye........
Vadehi ki yeh ek nayi saajish thi, kaaveri ko hamesha ke liye shantiniketan aur virani pariwar se Alag ke liye.....
Guest- Guest
Episode 594
Vadehi ki yeh ek nayi saajish thi, kaaveri ko hamesha ke liye shantiniketan aur virani pariwar se Alag ke liye.....
Baa ko ees waqt kuch bhi nahi pata tha, esi wajah se baa ko kuch samajh mein nahi araha tha ke yehan yeh sab kya horaha hai.....
Mahesh ne bahut koshish ki lekin sab kuch Kaaveri ke against mein tha. Tabhi wahaan Meera (Kaaveri ki friend & lawyer) wahan ati hai.
Kaaveri bahut royi aur sabko apne innocent houne ka proof dene ki bahut koshish ki lekin koi bhi es waqt kaaveri ki help nahi kar pa raha tha.....
Kaaveri ko mental asylmn wale zabardasti wahan se le gaye. Mahesh wahan se apne room mein chala gaya.
Guest- Guest
Page 25 of 41 • 1 ... 14 ... 24, 25, 26 ... 33 ... 41
» Sword fighting in Sajan Ghar Jana Hai
» A new family to creates rift in Sajan Ghar Jaana Hai
» PLZZZZZZZZZZZ upload kyunki 20 nov 2006 video
» Aap ki kacheri Kiran ke saath is going 2 REPLACE KYUNKI !
10/11/2024, 11:10 pm by Story7 Writer
» Muktaar Haar
2/12/2023, 2:54 am by Story7 Writer
» Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
23/10/2023, 10:45 pm by Story 7 Writer
» New Promo: Bairi Piya Sang Preet hai lagaayi...
21/10/2023, 4:57 pm by Story7 Writer
» 7 Robins: The greatest Villain was once a Savior...
18/9/2023, 3:22 am by Story7 Writer
» Kabhie Toh Millenge... Season 3
2/4/2023, 6:37 pm by Story-7 Writer
» VOTE: Which Story 7 sequel you would like next?
22/3/2023, 1:50 am by Story-7 Writer
» Desh Aur Dharam
22/3/2023, 1:47 am by Story-7 Writer
» Exclusive: Kahiin Toh Hogaa First poster out!
22/3/2023, 1:31 am by Story7 Writer
» Khwaab (2008)
16/3/2023, 12:05 am by Story7 Writer
» Dil Mein Koi Hai (2007)
15/3/2023, 11:57 pm by Story7 Writer
» Daamini Daamini (2007)
15/3/2023, 11:56 pm by Story7 Writer
» Pyaar Ki Ek Anokhi Kahaani (2007)
15/3/2023, 11:55 pm by Story7 Writer
» Khwaish Apnaa Apnaa- Chahat aur Dushmani ki ek nayi kahani... Ekbaar phir...
12/3/2023, 12:47 am by Story7 Writer
» Chandan aur Chandnii
29/1/2023, 12:18 am by Story7 Writer
» A World will look like in the Future
9/1/2023, 9:43 pm by Story7 Writer
» Forum's New Entrant is the Forbidden romantic saga
23/10/2022, 7:33 pm by Story7 Writer