Bookmark and share the address of Story-7 Forum- Where you read online stories! on your social bookmarking website
Bookmark and share the address of STORY 7 Forums on your social bookmarking website
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
Page 16 of 41 • 1 ... 9 ... 15, 16, 17 ... 28 ... 41
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna
----------------------
Story: Kyunki Ghar Hai Ek Sapna
Story By: Diipendu Dutta
Started On: 2007
Concluded On: 2025
Genre: Drama
No. of episodes: 1000
Last edited by Diipendu on 19/8/2020, 4:42 am; edited 5 times in total
Story7 Writer- Admin
- Fav. online story :
- Bairi Piya Sang Preet Hai Lagayi
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Episode 355
Udhar Pragya kitchen mein-
Pragya : ( udaas aur pareshan houte hue ) aajkal rishab kuch kata-kata sa bartaav karne laga hai... Woh tou mujhe bahut manta hai, tou mujhse bhi osne apni problem nahi batayi??? Main tou hamesha shantiniketan mein har sadasya ke baare mein sochti hoon, magar phir bhi ees ghar mein meri koi importance bhi nahi???
Pragya : Maine hamesha, hamesha sabke baare mein khud se pehle socha hai... Phir bhi ghar mein kabhi mujhe koi nahi poochta... (route hue)
Tabhi wahaan se kaaveri guzar rahi thi, osne pragya ko route hue dekha. Kaaveri wahan akar pragya se oske pareshani ki wajah poochti hai.
Pragya : nahi nahi... kuch nahi, main tou bas yeh soch rahi thi ke, aaj atul araha hai... Uska shantiniketan mein swagat karna hai...
Kaaveri : maa, lagta hai aapki pareshaani bahut zyada hai...
Pragya : kyun ?
Guest- Guest
Episode 356

Episode 357
Pragya apne room ke taraf ja rahi thi. Pragya apne room mein akar dekhti hai ke oska courier samne rakha tha. Pragya jakar courier kholti hai.
Woh courier London se Mahesh ne bheji thi, aaj Pragya ka janamdin hai eseliye...
Tabhi udhar kaaveri ko bhi Pragya ka janamdin yaad ata hai.
Kaaveri : ( hayraan houte hue ) ohhh........ Haan, aaj tou maa ka janamdin hai... Shayad yehi wajah rahi hogi ke kitchen mein maa rou rahi thi... Main tou ghar ke bhaaga-bhagi mein yeh baat bhool hi gayi thi...
Udhar Pragya -
Pragya : aaj sirf ek mahesh hi tha, jisko mera janadin yaad raha... London mein hai, phir bhi osey mera janamdin yaad raha, magar yehaan shantiniketan mein tou kisi ko bhi mera janamdin bhi yaad nahi...
Guest- Guest
Episode 358

Pragya yehi sochte hue, udaas mann se upar apne room se bahaar arahi thi ke osne dekha ke poore ghar mein andhera chhaya hua hai...
Pragya : ( mann mein sochte hue ) yeh lights ko kya hua ??? Shayad current fuse hou gaya hoga... Magar itne andhere mein tou kuch...
Tabhi awaz ati hai!
"Happy b'day to you!..."
Shantiniketan ke saare sadasya, kaaveri, pooja, anushka, rahul, baa aur saare viranis milkar pragya ko janamdin ki badhayi dete hain...
Pragya :
Guest- Guest
Episode 359
Saare sadasiyon se tohfe aur wishes paakar bhi pragya thodi gumsum si thi. Pragya ko udaas dekh kar Kaaveri ko ek idea ata hai, woh manjula chachi se kehti hai ke woh pragya se jakar tip ley le ke kal khaane mein kya banana chahiye. Ees se Manjula chachi ka bhi problem solve hou jayega.
Woh yehi soch rahi thi ke tabhi wahaan Manjula pareshaan houte hue wahan pragya ke paas aati hai-
Manjula : mota bhabhi...
Pragya : arre manjula, kya hua? Tum itni pareshaan kyun hou?
Manjula : mota bhabhi, dekhiye na mujhe kuch samajh mein nahi araha hai ke baa ne mujhe jo faisla lene ke liye kaha hai woh...
Pragya : haan tou???
Manjula : woh kal khaane mein kuch special banane ka faisla main kaise karungi?
Pragya : arre, esmein kaun si badi baat hai? Kal khaane mein tum........... (sochte hue)............. Kal khaane mein tum koi gujrati dish bana lo?
Manjula : [ Khush houte hue ] wah mota-bhabhi! Thankkk you...
Kaaveri : ( yeh dekhkar khush houte hue )
Guest- Guest
Episode 360
Manjula : [ Khush houte hue ] wah mota-bhabhi! Thankkk you...
Kaaveri : ( yeh dekhkar khush houte hue )
Manuja yeh poochkar wahaan se chali jaati hai aur es tarah se pragya ke mann ka tension bhi solve hou jata hai.
Pragya : ( mann mein sochte hue ) Shayad main galat samajh rahi thi, shantiniketan mein meri bhi ehemiat hai... (khush houte hue)
Agle Din
Rahul edhar apne room mein gumsum aur chupchap sa tha aur priyanka ko yaad kar raha tha. Tabhi Priyanka ka phone ata hai, rahul phone recieve karta hai. Theek osi waqt wahaan kaaveri bhi rahul se priyanka aur oske baare mein baat karne wahaan aati hai aur wahan akar dekhti hai ke rahul phone par kisi se baat kar raha hai.
Udhar Daamini khush houte Pragya ko ek baat batane oske room ke taraf hi jaa rahi houti hai ke tabhi Tara-bua onhe rouk leti hai.
Daamini : dekhiye tara-ben, mujhe didi se baat karni hai... Aapko jo bhi baat karni hai main baad mein sunn lungi... Abhi aap
Tara-bua : aaye haaye!... Meri baat sunne ke baad aap aur koi baat keh nahi payengi...
Daamini : kyun ? aisi kaun si badi baat hai apke paas?
Guest- Guest
Episode 361

Tara bua : apko pata hai, kaaveri...... Kaaveri rahul ke side houkar oski shaadi seema se nahi ho uski tyaari kar rahi hai...
Daamini : kya matlab ?
Tara bua : matlab yeh, kaaveri yeh nahi chahti hai ke... Ke Rahul aur Seema ki shaadi hou jaaye... Kyunki ees se tou woh haar jayegi naaaa!
Tara bua : agar rahul aur seema ki shaadi hou gayi tou, woh aapse aur pragya-ji se haar jayegi!... Ab suchhai par se parda hatana mera kaam tha... Suchhai ko dekhna aapka kaam hai...
Daamini yeh soonkar soch mein padd jaati hai.
Guest- Guest
Episode 362

Udhar Rahul
Rahul : nahi Priyanka! Mere ghar mein mere dadi ne, mera rishta kahin aur tyeh kar dia hai... Eesliye main ab tumse shaadi nahi kar sakta hoon... (udaas mann se)
Rahul : Priyanka, mujhe lagta hai ke... Humdono ko ekdusre ko ab bhool jana chahiye... Shayad yehi sahi hoga... (route hue)
Priyanka : Nahi rahul, jo badey humare liye tyeh karte hain... Wahi humare liye sahi hota hai... Dadi ne jis ladki se bhi tumhara rishta tyeh kia hai, tum osi se shaadi kar lo... (route hue)
Kaaveri jab Rahul aur Priyanka ka suchha pyaar dekhti hai tab woh ek faisla karti hai.
Guest- Guest
Episode 363

Kaaveri : nahi, aisa nahi hoga!.............................
Rahul : maa???
--------------
Kaaveri : rahul, maine ek faisla kia hai... Tum Priyanka ko lekar ghar se bhaag jaao...
Rahul yeh soonkar dungg reh jata hai.
Rahul : magar maa??? Kya aisa karna thek hoga ? Aur dadi?
Kaaveri : tum woh sab mat socho... Ees se pehle shaadi ki baat aur aage badey, agar tumne yeh kadam uthaya tou shayad es se aagey chalkar tumdono ko alag na houna padey... Meri baat maano rahul, es se pehle deyr hou jaaye... Bhaag jaao tumdono...
Rahul : thanks maa... (khush houkar ashirwaad lete hue)
Guest- Guest
Episode 364
Rahul : je maa... Magar kya dadi ees rishte ke liye kabhi ijazat degi?...
Kaaveri : chinta tou mujhe bhi osi baat ki hai, aur abhi mahesh bhi ghar se doorr hain, aise mein agar tumhari aur seema ki shaadi hou gayi tou sab khatam hou jayega, aur main tumhare aur priyanka ke pyaar ko khatam nahi houne doongi...
Edhar Pragya seema aur rahul ke kundaliyan milane ke liye panditji ko shantiniketan bulati hai.
Pragya : panditji, apko kya lagta hai, rahul aur seema ki sagaai aur shaadi ki tarikh kab ki hou payengi?
Daamini Pragya ko dhund rahi thi aur akhir pragya wahaan par mill hi jaati hai.
Daamini : didi, mujhe apko ek bahut hi achii baat batani thi... Baat rahul aur seema ki hai...
Guest- Guest
Episode 365
Daamini Pragya ko dhund rahi thi aur akhir pragya wahaan par mill hi jaati hai.
Daamini : didi, mujhe apko ek bahut hi achii baat batani thi... Baat rahul aur seema ki hai...
Pragya : arre achii baat tou yehaan bhi wahi ho rahi hai, panditji seema aur rahul ki kundaliyan dekh rahye hain... Ab thakurji karey ke dono ki kundaliyan mill hi jaaye...
Tabhi wahin se kaaveri guzar rahi thi, osne dekha ke panditji aaye hain.
Kaaveri : jai shri krishna panditji...
Panditji : jai shri krishna kaaveri beti... Waise rahul aur seema ki kundaliyon ko maine bahut dhyaan se dekha hai, magar ek samasya hai...
Pragya : samasya ???
Guest- Guest
Episode 366
Panditji : jai shri krishna kaaveri beti... Waise rahul aur seema ki kundaliyon ko maine bahut dhyaan se dekha hai, magar ek samasya hai...
Pragya : samasya ???
Daamini : kaisi samasya panditji?
Panditji : dono ke kundaliyan ekdusre se mill hi nahi rahin hain...
Yeh soonkar daamini aur pragya chauk jaate hain.
Pragya : yeh aap kaisi baat kar rahey hain panditji??? Aap-aap zara achhe se dekhiye?...
Panditji : nahi-nahi pragya ben, dono ke kundaliyan ek dusre se mil hi nahi rahi hain eseliye yeh shaadi tou hou nahi sakti...
Yeh batakar panditji wahaan se chaley jaate hain.
Pragya yeh soonkar udaas hou jaati hai.
====================================
Daamini : didi, aap chinta mat kijiye... Agar thakurji chahenge tou sab theek hou jayega...
Kaaveri : ( mann mein sochte hue ) thakurji ne sab theek kar hi dia hai, ab rahul ko uska pyaar mill jayega... Thakurji, apko laakh-laakh dhanyawad... (prathna karte hue)
Guest- Guest
Episode 367
Panditji : dono ke kundaliyan ekdusre se mill hi nahi rahin hain...
Yeh soonkar daamini aur pragya chauk jaate hain.
Pragya : yeh aap kaisi baat kar rahey hain panditji??? Aap-aap zara achhe se dekhiye?...
Panditji : nahi-nahi pragya ben, dono ke kundaliyan ek dusre se mil hi nahi rahi hain eseliye yeh shaadi tou hou nahi sakti...
Daamini : didi, aap chinta mat kijiye... Agar thakurji chahenge tou sab theek hou jayega...
Kaaveri : ( mann mein sochte hue ) thakurji ne sab theek kar hi dia hai, ab rahul ko uska pyaar mill jayega... Thakurji, apko laakh-laakh dhanyawad... (prathna karte hue)
Panditji jab wahaan se nikal rahey thhey tabhi wahaan vadehi aakar panditji ko rukne ke liye kehti hai.
Vadehi panditji ko kehti hai ke woh wapas jakar gharwaalon se yeh kahey ke Rahul aur Seema ki shaadi hou sakti hai aur unki kundali bilkul ekdusre milti hain.
Panditji : yeh kaisa apraadh karva rahi hou tum vadehi beti!... Nahi-nahi! Main aisa koi kaam nahi karne wala..............
Panditji Vadehi ko aisa karne se mana kar dete hain.
Vadehi : waise panditji, aapki bhi tou ek beti hai na? Apko uski shaadi ki chinta tou hogi na ???
Panditji Vadehi ke baat sunnkar darr jaate hain aur virani's se jhooth bolne ke liye tyaar hou jaate hain. Panditji wapas shantiniketan ke taraf chale jate hain.
Guest- Guest
Episode 368
Panditji Vadehi ke baat sunnkar darr jaate hain aur virani's se jhooth bolne ke liye tyaar hou jaate hain. Panditji wapas shantiniketan ke taraf chale jate hain.
Vadehi : ( mann mein sochte hue ) rahul aur priyanka ki baat sirf kaaveri bhabhi aur mujhe pata hai... Aur kaaveri bhabhi samajh rahi thi ke main aise hi chup rahungi??? Unhe tou yeh bhi pata nahi, ke main abhi bhi oos sahi waqt ka intezaar kar rahi hu, ke kab main een viranis se apna badlaa ley saku...
Panditji ko wapas aakar dekh pragya aur daamini hayraan hou jaate hain. Kaaveri peechey murrkar dekhti hai tou panditji wapas shantiniketan ke taraf arahe thhey.
Pragya : arre panditji, kya hua? Aap wapas?
Panditji : pragya-ben mujhse ek galati hou gayi thi kundali dekhne mein, woh kundali mein koi samasya nahi hai. Aap bilkul Rahul aur Seema ki shaadi kar sakte hain.
Pragya ko yeh soonkar bahut khushi houti hai.
Guest- Guest
Episode 369

Daamini : [ Khush houte hue ] panditji aapne bahut hi achhi khabar sunayi... Eseliye apka muh meetha tou karna hi chaiye...
Panditji jab meethai lene hi waale thhey ke tabhi vadehi ne panditji ko wahaan se jaane ka ishara kia. Panditji darr gayye aur wahaan se jaldi se nikalne lage.
Kaaveri ko yeh dekhkar bahut hi ajeeb laga ke panditji ne jab ees kundali ko pehle dekha tab tou woh bahut hi sure thhey tou achanak se aisa kya hou gaya ke unhoune apna faisla badal lia ???
Guest- Guest
Episode 370
Kaaveri : ( mann mein sochte hue ) Jab panditji ne pehle seema aur rahul ke kundali ko dekha tab tou onhoune kundali dekhkar hi dono ki shaadi ke liye naa keh dia tha, tou baad mein shantiniketan se bahaar nikalkar 10 min. mein aisa kya unhe pata chala kundali mein ke... Ke woh wapas es tarah darre hue se aaye???
Kaaveri : ( mann mein sochte hue ) hey thakurji, abhi kuch hi deyr pehle maine apko dhanyawad kaha tha ke aapne rahul aur priyanka ke pyaar ko bacha lia. Magar achanak se aisa kya hou gaya ke baat phir se wahin pahuch gayi, jahan se shuru hui thi? Hou na hou, mujhe aisa kyu lagg raha hai ke......................... Ke koi hai, jo yeh nahi chahta hai ke Rahul aur Priyanka ki shaadi hou jaaye... Koi hai jo yeh sab bhi janta hai... Magar kaun???
Kaaveri : hey thakurji, ab aap hi mujhe koi raasta dikhayiye... (thakurji se prarthna karte hue)
==================================
Udhar Kaaveri Baa ke room mein jaati hai.
Baa : kaaveri, aao aao... Main abhi tumhe hi yaad kar rahi thi...
Kaaveri : kya hua baa, apko mujhse koi kaam tha ?
Baa : kaaveri, main bahut dino se ek baat soch rahi thi ke... Ke main ek baar banaras hou aau...
Guest- Guest
Episode 371
Kaaveri : magar baa aap wahaan itney durr jayengi kaise??? Aapka tou tabiyat theek nahi rehta hai aur... Nahi-Nahi! Main apko utne durr jaane nahi dungi...
Baa : main janti thi ke tum yehi kahogi, eseliye maine socha hai ke main apne saath Rahul ko ley jaau...
Kaaveri : ( mann mein sochte hue ) agar Rahul baa ke saath banaras chale jaaye, tou aise mein uski shaadi seema se kuch dino ke liye rukk sakti hai...
---
Kaaveri : theek hai baa, aap rahul ke saath jaa tou rahin hain... Magar apko mujhse ek vada karna hoga...
Baa : vaada?
Guest- Guest
Episode 372

Kaaveri : haan ke aap apne tabiyat ka poora dhyaan rakhengi... Main rahul se keh dungi aur osey likhkar bhi dungi ke woh saare davai apko time se dete rahe aur apka dhyaan rakhe kyunki mujhe pata hai ke aap apna dhyan tou rakhne wali hai nahi...
Baa : theek hai theek hai...
Udhar Kitechen mein Pragya aur Daamini Rahul ke pasand ka khaana banane mein lagey thhey.
Daamini : didi, apko yaad hai? Jab main ees ghar mein bahu bannkar ayi thi, tab baa ne mujhe ek bahut hi expensive jewellery dii thi???
Guest- Guest
Episode 373
Daamini : didi, apko yaad hai? Jab main ees ghar mein bahu bannkar ayi thi, tab baa ne mujhe ek bahut hi expensive jewellery dii thi???
Pragya : haan... Mujhe yaad hai aur tab tuney oos jewellery ko agle din hi mujhe dey dia tha yeh kehkar ke-
Daamini : yeh jewellery meri se zyada meri didi par zyada jachega!...
Tabhi wahaan Vadehi aati hai.
Daamini : arre vadehi, tum itne dino baad kitchen mein kaise apna rasta bhool gayi???
Pragya : (vadehi ka mazaak udate hue)
Vadehi : uda lijiye mazak jitna udana hai, waise... Ghar mein akhir aapdono hi sabse powerful jo hain...
"Powerful tou tu bhi kuch kam nahi hai! "
Tara-bua : arreee maine kahaa ke powerful tou vadehi bhi kuch kam nahi hai... Ab dekho na! Kaise ees ghar mein pehle bahu bankar entry maari aur ab, poore ghar mein raaj kar rahin hain humaari vadehi raani??? :giggliee:
Guest- Guest
Episode 374

Vadehi wahaan se gussa houkar chali jaati hai.
Tara-bua bhi wahaan se jaane hi waali houti hai ke tabhi-
Daamini ko kuch yaad ata hai.
Daamini : waise didi, mujhe yaad aya ke.......... Baa ne jab mujhe woh jewellery dia tab maine baa ke baaki jewelleries ko bhi dekha... Wahaan bahut saare jewelleries thhey...
Tara-bua : :shocky:
Guest- Guest
Episode 375
Tara-bua :
Pragya : daamini, nahi aisi baatein nahi karni chahiye... Baa humse badi hain, unke jewelleries par kuch bhi bolne se ho sakta hai baad mein humi par koi baat aapade??? Nahi-nahi!
Daamini : magar didi, hum kahaan baa se kuch mang rahey... Magar ab baa ki umar hou gayi hai, unhe een jewelleries ka kya karna??? Ab aap hi sochiye, kya baa ko apne jewelleries apne bahuon mein samaan roop se barabar baat nahi dena chahiye???...
Pragya : haan, waise tum theek hi keh rahi hou... Baa ko apne jewelleries apne bahuon mein baatna tou zaroor chahiye...
Tara-bua : :gha:
================
Tara-bua : (mann mein sochte hue) ghar ke bahuon ko agar jewellery mill sakta hai, tou usmein se kuch jewelleries par mera nishana tou beith hi jayega... Hey thakurjiiiiii, aap kuch aisa chakkar chalao ke saare jewelleries mere paas aagirey... (bhagwaan se prarthna karte hue)
Pragya : arre tara-ben? Aap kis soch mein padd gayi???
Tara-bua : :emergency: nahi-nahi!... Main aur soch??? Kuch nahi soch rahi hu, suchhiii!!! Agar maine jhooth bola touuuuu ....................... mere upar bijli girr jaaye...
Guest- Guest
Episode 376

Daamini : arre arre arre, aap zara sochkar boliye... Warna kahin apki baat such hou gayiii touuu ???
Tara bua wahaan se jaldi se chali jaati hai.
Tara-bua ke wahaan se jaate hi-
Pragya : waise daamini, main soch rahi thi ke baa ki sabse badi bahu main hu... Phir tou mujhe hi baa ke jewelleries milne chahiye ???
Daamini : apko hi milega didi... Mujhe poora yakeen hai...
Guest- Guest
Episode 377
Daamini : apko hi milega didi... Mujhe poora yakeen hai...
Udhar Kaaveri Baa ke payron mein lep laga rahi thi. Magar kaaveri ke mann mein ees waqt sirf ek hi baat chal rahi thi ke kya kiya jaaye jis se pragya rahul aur priyanka ke shaadi ke liye manzoori dey de...
Baa : arre kaaveri, kya sochne lagi?
Kaaveri : kuch nahi baa... kuch nahi...
Baa : nahi-nahi, tum kuch tou soch rahi thi......... Jo tum apne baa ko bhi nahi batana chahti ?
Kaaveri : baa, kya main apse ek sawaal poochu ?
Baa : haan poocho ?
Kaaveri : baa, agar kabhi kisi ke pyaar ko bachane ke liye apko jhooth ka sahara lena padey tou kya karna chahiye ?
Baa : kisi ke pyaar ka saath dene ke liye agar humey jhooth ka sahara lena padey to pehle tou humey yeh dekhna chahiye ke yeh kitna sahi hoga magar gita mein bhagwaan shri krishna yehi kehte hain ke kisi achhe kaam ko karne ke liye kaha gaya jhooth sou such ke barabar hota hai...
Guest- Guest
Episode 378
Rishab : yeh kya hai ?
Anushka : rishab, maine socha ke kyun na aaj main tumhare liye tumhare pasand ka kheer banau ?
Rishab : banane ka koi fayeda nahi, kyunki mujhe kheer pasand nahi! ( gusse se uthkar wahaan se jaate hue )
Anushka Rishab ke ees bartaav se dukhi hou jaati hai.
{ Kaaveri yeh dekh leti hai aur wahaan se chali jati hai. }
Rishab bhi gusse mein neechey araha tha aur wahaan kaaveri bhi thi. Rishab kaaveri ko dekhkar wahaan se bhi jaane lagta hai ke tabhi-
Kaaveri : maine tumhare aur anushka ki baatein suni, tumne anushka se jis tarah se baat ki
Rishab : mujhe kis se kya baat karna chahiye, yeh mujhe aapse sikhne ki zaroorat nahi hai... Achha yehi hoga ke aap mere matters mein interfare na kare...
Rishab wahaan se chala jata hai. Kaaveri Rishab ke ees bartaav se bahut pareshan hou jati hai.
Guest- Guest
Episode 379
Rahul : maa, dadi ne kya kaha? Kya woh maan gayin?
Kaaveri : nahi rahul, mujhe lagta hai ke ab tumhe wahi kadam uthana chahiye... Ab eske elava aur koi dusra rasta nahi hai...
Kaaveri Rahul ko aashirwaad dete hue-
Kaaveri : jeet tumhare pyaar ki hogi...
Upar se vadehi sab dekh leti hai.
Vadehi : (mann mein sochte hue) yeh kaaveri bhabhi kisliye rahul ko ashirwaad dey rahi thi? Aur pyaar ki jeet hogi, aisa kyun kaha? Zaroor koi baat hai, warna dhua wahin se uthta hai... Jahaan aag hoti hai!
Udhar Kaaveri ko yaad ata hai ke baa ne kaha tha ke unhe banaras Rahul ko saath lekar jana hai... Aur agar rahul ne abhi yeh kadam uthaya tou yeh theek nahi hoga.
Kaaveri Rahul ko yeh baat batane oske room mein jaati hai aur jakar dekhti hai tou rahul wahaan nahi hota hai. Kaaveri pareshaan hou jati hai.
Kaaveri : ( Pareshaan houte hue ) kahin rahul ghar chorrkar chala tou nahi gaya?...
Guest- Guest
Page 16 of 41 • 1 ... 9 ... 15, 16, 17 ... 28 ... 41
» Sword fighting in Sajan Ghar Jana Hai
» A new family to creates rift in Sajan Ghar Jaana Hai
» PLZZZZZZZZZZZ upload kyunki 20 nov 2006 video
» Aap ki kacheri Kiran ke saath is going 2 REPLACE KYUNKI !
10/11/2024, 11:10 pm by Story7 Writer
» Muktaar Haar
2/12/2023, 2:54 am by Story7 Writer
» Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
23/10/2023, 10:45 pm by Story 7 Writer
» New Promo: Bairi Piya Sang Preet hai lagaayi...
21/10/2023, 4:57 pm by Story7 Writer
» 7 Robins: The greatest Villain was once a Savior...
18/9/2023, 3:22 am by Story7 Writer
» Kabhie Toh Millenge... Season 3
2/4/2023, 6:37 pm by Story-7 Writer
» VOTE: Which Story 7 sequel you would like next?
22/3/2023, 1:50 am by Story-7 Writer
» Desh Aur Dharam
22/3/2023, 1:47 am by Story-7 Writer
» Exclusive: Kahiin Toh Hogaa First poster out!
22/3/2023, 1:31 am by Story7 Writer
» Khwaab (2008)
16/3/2023, 12:05 am by Story7 Writer
» Dil Mein Koi Hai (2007)
15/3/2023, 11:57 pm by Story7 Writer
» Daamini Daamini (2007)
15/3/2023, 11:56 pm by Story7 Writer
» Pyaar Ki Ek Anokhi Kahaani (2007)
15/3/2023, 11:55 pm by Story7 Writer
» Khwaish Apnaa Apnaa- Chahat aur Dushmani ki ek nayi kahani... Ekbaar phir...
12/3/2023, 12:47 am by Story7 Writer
» Chandan aur Chandnii
29/1/2023, 12:18 am by Story7 Writer
» A World will look like in the Future
9/1/2023, 9:43 pm by Story7 Writer
» Forum's New Entrant is the Forbidden romantic saga
23/10/2022, 7:33 pm by Story7 Writer