Bookmark and share the address of Story-7 Forum- Where you read online stories! on your social bookmarking website
Bookmark and share the address of STORY 7 Forums on your social bookmarking website
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
Page 9 of 41 • 1 ... 6 ... 8, 9, 10 ... 25 ... 41
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna
----------------------
Story: Kyunki Ghar Hai Ek Sapna
Story By: Diipendu Dutta
Started On: 2007
Concluded On: 2025
Genre: Drama
No. of episodes: 1000
Last edited by Diipendu on 19/8/2020, 4:42 am; edited 5 times in total
Story7 Writer- Admin
- Fav. online story :
- Bairi Piya Sang Preet Hai Lagayi
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Episode 195
Pragya : rehne do kaaveri !...... mujhe tumhara koi upkaar nahi chahiye.....
[ pragya daamini ko bulaati hai ]
Daamini : haan didi kahiye....
Pragya : mujhe zara paani dena....
Daamini : yeh lijiye.....
[ pragya ke aise bartaav se kaaveri ko achha nahi laga aur woh wahaan se chali jaati hai ]
[ juhi aur radhika ki shaadi achhe se hou jaati hai aur dono ki vidaai bhi hou jaati hai ]
[ Agle din ]
Guest- Guest
Episode 196
[ Baa kaaveri ke kamre mein aati hai ]
Kaaveri : arre baa , ayiye...
Baa : kaaveri , beta mujhe tumse kuch zaroori baat karni hai.....
Kaaveri : haan haan kahiye...
Guest- Guest
Episode 197
Kaaveri : haan haan kahiye...
Baa : woh... mujhe rishab ki bahut fikar hou rahi hai.....
Kaaveri : rishab ki ??....
Guest- Guest
Episode 198
Kaaveri : rishab ki ??....
Baa : haan , aaj maine rishab ko ghar mein mandir mein dekha.... ke woh bhagwaan ke saamne rakhe akhanda diye ko bujha raha thha.....
[ kaaveri yeh soon ke chauk jaati hai ]
Kaaveri : kya ?.......
Guest- Guest
Episode 199
[ kaaveri yeh soon ke chauk jaati hai ]
Kaaveri : kya ?.......
Baa : haan kaaveri.... akhanda diye ko bujhana aur ooska bujh jana apshagun houta hai..........
[ kaaveri yeh soon ke pareshaan hou jaati hai ]
[ tabhi wahaan pragya aati hai ]
Guest- Guest
Episode 200
uske sanskar aur uske pita sabse zyaada mehetv rakhte hain ]
[ AUR UDHAR ]
[ Mahesh ek bahut bade ghar ka beta . jisne london mein 20 saal padaai karke bhaarat aakar apney liye ek aise ladki ki talaash hai jo sanskaari ho , uske liye uska pariwaar sabse ehem ho .]
[ woh airport se ghar aaraha thharaastey mein ek mandir ke paas uski gaari kharaab ho gayi . tabhi woh gaari se utar kar paas ke mandir mein darshan ke liye jaataa hai aur usse pata nahi kesaamney se ek ladki bhaagi bhaagi jaldi mein aa rahi thhi aur oon donoki takkar ho jaati ( ROMANTIC STYLE MEIN ) hai aur woh ladki kaveri hoti hai . ]
Kaveri : oh , iam sorry [ pareshaan hote hue ]
Kaveri : maine nahi dekha ke aap saamne hain , main jaldi mein thhi....
Mahesh : kkoi baat nahi .....
Kaveri : aapko yaahan pehle kabhi nahi dekha hai , aap yahaan naye hain ?
[ Udhar Ghar mein ]
Pragya : Ba , woh ......... mere zehen mein ek baat aayi hai ke ......... meri friend ki beti Tanvi .....main soch rahi thhi ki ab mahesh ki shaadi ki umar ho gayi hai aur
main jaise bahu chahtii hoon waise roop mein mujhe tanvi nazar aati
hai............
Baa : Tanvi , kya tumhe mahesh pasand hai ?
Tanvi : haan baa .......
Pragya : main soch rahii thhii ke , mujhe tanvi bahut achhi ladki lagi apnebahu ke roop mein ..... ab dekho na tanvi meri bahut achhi dost kibeti hai .. tumhaare dost bhi .........
tou kya main yeh rishta tyeh .......
[ TABHI MAHESH HAAN KEHTA HAI ]
Pragya : kya ! [ bahut khush hotey hue ] thanx beta !!!
main abhi yeh khabar sabko deyti hoon ........
[ pragya ko yeh nahi pata thha ke mahesh ka poora dhyaan phone pe thha .mahesh ne apne office ke mr. mehta ko contract ke liye haan kiya thha magar pragya khushi mein mahesh se baat kar rahi thhi magar usney yeh nahi dekhathha ke woh galti se kissi aur chiz ke liye haan sunna thha mahesh se ]
[ Ghar ke saare loug kaaveri ko dekhte hain aur Baa ko kaaveri ke
ghar mein aate hi lagta hai jaise ghar mein lakshmi aayi hai eeseliye baa ko kaveri bahut pasand aati hai ]
[ Poori virani pariwaar mahesh aur kaaveri ko dekh kar dung reh jaate hain ]
[ Pragya haath mein pooja ki thaali lekar aarahi thii mandir ki taraf aur tabhi woh kaaveri ko dulhan ke roop mein maang mein sindoor aur galey mein mangal-sootra saath mein mahesh ke saath dekhti
hai aur uske haath se pooja ki thaali gir jaati hai ]
[ Baa wahaan aati hai ]
Hemant : mahesh ... yeh Kahin tum dono ne shaadi ? .....
Mahesh : je ... maine kaaveri se shaadi ki hai .....
Last edited by Diipendu on 26/3/2008, 7:07 am; edited 1 time in total
Guest- Guest
Episode 201
[ kaaveri yeh soon ke pareshaan hou jaati hai ]
[ tabhi wahaan pragya aati hai ]
Pragya : kya main andar aasakti hoon ?.....
Guest- Guest
Episode 202
Pragya : kya main andar aasakti hoon ?.....
Kaaveri : arre ma , aayiye....
Pragya : baa mujhe kaaveri se akele mein kuch baat karni hai....
Guest- Guest
Episode 203
Pragya : baa mujhe kaaveri se akele mein kuch baat karni hai....
Baa : theek hai.....
[ baa wahaan se chali jaati hai ]
Pragya : [ shikayat karte hue ] bas kaaveri !..... aajkal main dekh rahi hoon ke tum kuch zyada hi apni mann-maani kar rahi ho.....
Guest- Guest
Episode 204
Pragya : tumhe pata houna chahiye ke aaj devi puja hai eseliye ghar pe gajar ka halwa aur saath mein aur bhi mithai ban rahi thii magar kuch deir baad jab main aayi aur maine dekha.............
Pragya : tou maine paya ke mitha ke jagah kisi ne jaan-bujh kar oosmein poora namak daal diya hai........
Kaaveri : magar ma maine aisa kuch bhi nahi kiya.... main bhala aisa kyun karungi ?..... maana ke aapne aaj mujhse yeh kaha thha ke oosmein barabar maatra mein shakkar daal dena aur maine aisa hi kiya thha.....
Guest- Guest
Episode 205
Kaaveri : magar ma maine aisa kuch bhi nahi kiya.... main bhala aisa kyun karungi ?..... maana ke aapne aaj mujhse yeh kaha thha ke oosmein barabar maatra mein shakkar daal dena aur maine aisa hi kiya thha.....
Kaaveri : aapko zaroor koi galat-fehmi hui hai.....
Pragya : [ gusse se ] galat-fehmi ?..... tou yeh kya hai ?.........
Guest- Guest
Episode 206
Pragya : [ gusse se ] galat-fehmi ?..... tou yeh kya hai ?.........
[ pragya kaaveri ko ek ring dikhati hai jo ki kaaveri ki hai ]
Kaaveri : yeh ring kitchen mein ?....
Guest- Guest
Episode 207
Kaaveri : yeh ring kitchen mein ?....
Pragya : kaho kaaveri..... yeh ring tumhari hai na ?.....
Kaaveri : haan magar....
Pragya : bas !..... ab kehne sunne ko kuch nahi reh gaya hai.....
Guest- Guest
Episode 208
[ pragya wahaan se chali jaati hai ]
[ kaaveri ko yeh nahi pata ke yeh sab kisne kiya thha magar kamre ke bahaar se rishab yeh sab dekh bahut khush hou raha thha. ]
Rishab : [ mann mein kehte hue ] haan maine hi yeh sab kiya hai..... bahut pyaar karti ho na aap rahul se.... mujhse bhi zyada aapko rahul pasand hai na..... tou maine bhi dikha diya hai ke rishab se koi bhi dushmani mehengi par sakti hai.....
Guest- Guest
Episode 209
[ udhar virani pariwaar ko pata na thha ek aaney waale toofan ke baare mein jo shantinketan par dastak dey chuka thha " Tilak ahuja " ] [ gharwaale tilak ahuja ko dekh kar chauke bhi thhe aur khush bhi ] Pragya : tilak tum yahaan ?.... |
Guest- Guest
Episode 210
Daamini : arre tilak beta aao aao..... kaho kaise aana hua ?.....
Tilak : ji aunty bas business ke silsilay mein.....
Daamini : tou kaahan ruke hou ?....
Tilak : hotel mein....
[ tabhi peechey se baa ki awaaz aayi ]
Baa : arre hotel mein kyun ?.... jab yaahan poora pariwaar hai tou tumhe hotel mein rehne ki koi zaroorat nahi....
Guest- Guest
Episode 211
[ tilak baa se ashirwaad leta hai ]
Daamini : haan , baa bilkul theek keh rahi hai.... kyun didi ?....
[ pragya pareshaan houte hue ]
Pragya : haan haan....
Guest- Guest
Episode 212
[ sabke jaate hi ]
Pragya : aou !.. tou yeh baat hai.... kaaveri ab itni geer gayi hai ke woh apne aashiq ko khud rehne ke liye shantiniketan bulaayi hai..... hou na ho eesme zaroor kaaveri ka hi koi chaal houga..... woh doosro ke aankhon mein dhool jhouk sakti hai.... magar mere aankhon mein nahi......
[ udhar tilak ke aane ke khabar se kaaveri pareshaan hou gayi ]
Mahesh : kaaveri , tum pareshaan ho ?... kya baat hai ?....
Kaaveri : pata nahi mahesh , mann mein na jaane kyun ek ajeeb sa darr lag raha hai..... maano yeh shaant maahol kisi aane waale toofan ka sanket dey raha hai.....
Guest- Guest
Episode 213
Mahesh : kuch nahi houga kaaveri , main hoon na.......
[ tabhi darwaaze par koi knock karta hai ]
mahesh : main dekhta hoon....
[ mahesh darwaaza kholta hai aur saamne tilak houta hai. ]
[ Mahesh tilak ko dekh kar chauk jata hai ]
Mahesh : tilak tum ?......
Guest- Guest
Episode 214
[ tilak ka naam sunte hi kaaveri ooth jaati hai. ]
Tilak : mahesh , kya main tum se aur kaaveri se kuch zaroori baat kar sakta hoon ?......
[ Tilak kamre ke andar aata hai. kaaveri tilak ko dekh uske payro taley zameen hil jaati hai. ]
Kaaveri : [ gusse se ] tum !.....
Guest- Guest
Episode 215
Tilak : main jaanta hoon ke.... maine tum dono ke saath bahut bura kiya.... magar ab mujhe apni galti ka prash-chit karne ka ek mauka do......
Mahesh : kis mauke ki baat kar rahe ho ?..... tum ne mujhe aur kaaveri ko alag karne ki koshish ki thi aur tumhe maaf karke hum phir se wahi bhool dohrana nahi chahte.....
Tilak :[ route hue ] mera yakeen karo mahesh , main ab badal gaya hoon.... kaaveri-mahesh main tum dono ka gunhe-gaar hoon..... ab tum dono mujhe jo saza dena chaho dey sakte ho......
[ tilak mahesh ke paav pakar kar maafi mangte hue ]
[ mahesh ko tilak par yakeen hou jaata hai. ]
Mahesh : theek hai tilak.... humne tumhe maaf kiya....
Guest- Guest
Episode 216
Mahesh : theek hai tilak.... humne tumhe maaf kiya....
[ mahesh tilak ko galey laga leta hai. ]
Tilak : thank you mahesh....
[ tilak ke wahaan se jaate hi ]
Kaaveri : yeh kya kiya tumne mahesh ?.... tumne oosey maaf kar diya ?..... yeh jaante hue bhi ke oosne...
Mahesh : ek khoon tou bhagwaan bhi maaf kar deta hai phir hum tou ensaan hai.... mujhe lagta hai ke woh vakai mein badal gaya hai.....
Kaaveri : ummed karti hoon ke tumhara yakeen such ho jaaye mahesh.....
Guest- Guest
Episode 217
[ Udhar shantiniketan mein ek anjaani ladki rehne aati hai. Pragya oos se oska naam poochti hai tou woh apna naam Payal batati hai. ]
[ Damini payal ke shantiniketan mein rehne se aitraaz jatati hai. ]
Daamini : [ dheere se kehte hue pragya ko samjhati hai ] didi , yeh ladki anjani hai aur yahaan ees tarah rahegi tou society mein loug kya kahenge ?...... aur yeh ladki yahaan kisi ko jaanti bhi tou nahi..... Yeh shantiniketan koi dharam-shala nahi jo koi bhi chala aaye yahaan rehne ke liye......
Pragya : arre tum tou kuch bhi sochti ho.... yeh yahaan aayi hai tou zaroor kisi ko jaanti hougi.... main abhi ees se poochti hoon....
Pragya : .... beta payal , kya tum yahaan shantiniketan ke kisi bhi member ko jaanti hou ?...... mera matlab hai..... ke ees ghar ka koi bhi sadasya tumhe jaanta hou...
[ tabhi peechey se tilak bolta hai ]
Tilak : haan !...............
Guest- Guest
Episode 218
[ sab loug peechey murr ke tilak ke taraf dekhte hain. ]
Tilak : woh asal mein..... yeh payal hai..... meri bahut achii dost hai.... abhi-abhi abroad se aayi hai..... aap eenke piat ko tou jaante hi hounge.... mr. narayan....
Mahesh : aou haan haan.... ma asal mein payal ke pita ka abhi-abhi dehant hua hai........ eesliye kuch dino ke liye payal ji yaahan India aayi hai......
Payal : maa ji , kya main yahaan kuch dino ke liye ruk sakti hoon ?.....
Guest- Guest
Episode 219
[ tabhi pragya jhatt se boli ]
Pragya : arre haan haan !!.... kyun nahi.... tum yahaan jitne din chaho reh sakti hou..... ab se yeh tumhara bhi ghar hai.......
Daamini : [ khush houte hue ] agar didi ne sehmati dey di hai.... tou main bhi didi se sehmat hoo...... andar aao !....
[ payal ek step andar aaney ko hi houti hai ke woh mahesh ke bahon mein girr jaati hai aur mahesh payal ko thaam leta hai. yeh sab kaaveri dekh leti hai. ]
[ mahesh kaaveri ko dekh wahaan leta hai aur payal se door hou jata hai. ]
Payal : thanx....
Guest- Guest
Page 9 of 41 • 1 ... 6 ... 8, 9, 10 ... 25 ... 41
» Sword fighting in Sajan Ghar Jana Hai
» A new family to creates rift in Sajan Ghar Jaana Hai
» PLZZZZZZZZZZZ upload kyunki 20 nov 2006 video
» Aap ki kacheri Kiran ke saath is going 2 REPLACE KYUNKI !
10/11/2024, 11:10 pm by Story7 Writer
» Muktaar Haar
2/12/2023, 2:54 am by Story7 Writer
» Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
23/10/2023, 10:45 pm by Story 7 Writer
» New Promo: Bairi Piya Sang Preet hai lagaayi...
21/10/2023, 4:57 pm by Story7 Writer
» 7 Robins: The greatest Villain was once a Savior...
18/9/2023, 3:22 am by Story7 Writer
» Kabhie Toh Millenge... Season 3
2/4/2023, 6:37 pm by Story-7 Writer
» VOTE: Which Story 7 sequel you would like next?
22/3/2023, 1:50 am by Story-7 Writer
» Desh Aur Dharam
22/3/2023, 1:47 am by Story-7 Writer
» Exclusive: Kahiin Toh Hogaa First poster out!
22/3/2023, 1:31 am by Story7 Writer
» Khwaab (2008)
16/3/2023, 12:05 am by Story7 Writer
» Dil Mein Koi Hai (2007)
15/3/2023, 11:57 pm by Story7 Writer
» Daamini Daamini (2007)
15/3/2023, 11:56 pm by Story7 Writer
» Pyaar Ki Ek Anokhi Kahaani (2007)
15/3/2023, 11:55 pm by Story7 Writer
» Khwaish Apnaa Apnaa- Chahat aur Dushmani ki ek nayi kahani... Ekbaar phir...
12/3/2023, 12:47 am by Story7 Writer
» Chandan aur Chandnii
29/1/2023, 12:18 am by Story7 Writer
» A World will look like in the Future
9/1/2023, 9:43 pm by Story7 Writer
» Forum's New Entrant is the Forbidden romantic saga
23/10/2022, 7:33 pm by Story7 Writer