Bookmark and share the address of Story-7 Forum- Where you read online stories! on your social bookmarking website
Bookmark and share the address of STORY 7 Forums on your social bookmarking website
Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Page 2 of 8 • 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8
Des mei bastaa hogaa meraa dil...
------------------------------
"Des mei basta hogaa meraa dil" will paint a melodic picture of two lovers, who are made for eachother, who loves eachother but soon they will realise, the way of love is not a bed of roses. They have to cross all hurdles and they have no idea that everything is going to be worst. But they have to fight against all them.
-------------------------------
Produced by - diipendu dutta
Pictures by - S-Creations pictures
Lyrics - Gayathri & Aanchal
__________________
Last edited by diipendu... on 23/3/2009, 8:04 am; edited 1 time in total
Dipendu- Guest
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
I like the name saanjh,it is an unique as well as a sweet name also. :battlingeyes:
BLH- Moderator
- Join Date : 2008-05-06
My Diary
About me:
*Medal*: Kaun banega GHT ka sabse bada AC WINNER !
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Guest- Guest
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Guest- Guest
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Guest- Guest
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Babbaji : saanjh... kahaan hain puttar ? arre mera chasma nahi mill raha hai...
[ Tejji kitchen se bahaar haath mei bartann thhey. ]
Babbaji : tejji, yeh saanjh kahaan hai ? mera puttar subah se dikhayi nahi dey raha hai ?...
Tejji : aur kahaan hogi apki saanjh ! wahin kitaabon ki duniya mei sapne dekh rahi hogi ab tak... ( tejji haste hue )
Babbaji : oho !... ab mere puttar ke liye apne babbaji se zyada pyaara unke kitaab hou gayye hain
Tabhi peechey se...
BABBAJI !...
[ Babbaji darr jaate hain. ]
Babbaji : oye !
Babbaji : tuney tou mere ko dara hi dia tha ?...
Saanjh : babbaji ke ladli saanjh ke elava aur hai kisi mei aisa majaal jo uske babbaji ko dara sakey ?...
Saanjh : kahiye apne mujhe kyun bulaya ?
Babbaji : dekhna na, mere chasme nahi mill rahe hain
Saanjh : yeh tou bahut badi problem ho gayi hai... hmmmmm
saanjh ki nazar babbaji ke sarr ke pagri par padi aur pata chalta hai ke chashma(spectacles) tou unke pagri mei tha aur babbaji ko dikhai nahi dia...
Babbaji bahut udaas hou gaye thhey apna chasma na milne se...
Saanjh chupke se babbaji ke pagri mei se unka chasma utarkar unhe pehna deti hai aur babbaji hayraan hou jaate hain ke unka chasma ab tak unhi ke paas tha aur unhe nahi deekha...
Saanjh eesi baat par tukoor se hass rahi thi...
Saanjh : acha acha acha ! ab main nahi hasoongi...
Tejji : achha ab bahut ho gayin baatein dada-pouti ki... kya ab nashta bhi karna hai ya nahi ?...
Babbaji : oho haan haan...
Tejji : saanjh tu jaldi se beakfast kar ley kyunki tujhe India ke liye nikalna hai yaad hai na ?...
__________________
Guest- Guest
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Saanjh ko kuch pata nahi tha ke aaj osey Canada se India ke liye nikalna houga magar tabhi babbaji saanjh ko yaad dilate hue kehte hain -
Babbaji : haan puttar, ow mujhe maaf kar de maine tujhe een tyaariyo mei batana yaad hi nahi raha...
Babbaji : puttar tujhe tou pata hi hai ke tere daddy dilavar buisness ke silsilay mei yehaan se doorr gaya hai... eseliye maine socha hai...
Saanjh : socha hai kya babbaji ?... nahi ! maine nahi jana... yehaan mere studies hain...
Babbaji : puttar, padhai tou houti rahegi... aur tu meri poori gaal tou sun pehle !...
Babbaji : tujhe aaj hi India jana houga... wahaan mera ek dost rehta hai
Punjab mein... woh tujhe airport mein recieve karne ajayega... wahaan
mere dost ki potii ki shaadi hai... aur esi bahaane tujhe punjabi shaadi mein shaamil houne ka mouka bhi mill jayega...
Tejji : magar bauji, apko tou pata hi hai ke Saanjh kisi ajnabi jagah par jaane se kitna darti hai ? ... har chote se chote baat se jaldi se ghabra jaati hai ?...
Saanjh Babbaji ke baaton se thodi darr bhi gayi thi kyunki osey India akele woh bhi aise jagah par jo oske liye ajnabi jagah tha...
Babbaji ne saanjh ko dekha ke oske maathe par darr ke maarey paseena araha tha...
Babbaji : oye tou kya hua !... hamaari saanjh puttar pehle thoda darr jaati zaroor hai... magar jab woh kesar ke rang ke tarah doodh mei ghul-mil jaati hai tou sabko apne rangg mei dhaal hi leti hai... mujhe poora bharosa hai ke saanjh puttar sab handle kar legi aur saath mein oske bhai-behen bhi tou jaa rahey hain !...
__________________
Guest- Guest
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
aanchal- Moderator
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Job/hobbies : CA student /reading novels ,surfing GHT sites
Join Date : 2007-09-24
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
saanjh bahutttt hi sharmili si and darpok si hai lets see our hittu d hero :titterr:
agar wo bhi gauri jaise darpok hua den we should say dis - RUB NE BANA DI JODI :titterr:
Guest- Guest
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Last edited by gayathri087 on 3/12/2008, 3:13 pm; edited 1 time in total
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
kash hamare hero-heroine airport mein mil jaye.
BLH- Moderator
-
Zodiac :
Age : 39
Location : INDIA
Job/hobbies : Reading novels
Join Date : 2008-05-06
My Diary
About me:
*Medal*: Kaun banega GHT ka sabse bada AC WINNER !
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
gauriandme- Forum Media Director
- Best WriterPopular stories written by the writer.
-
Zodiac :
Age : 33
Location : INDIA
Humor : Friendly
Job/hobbies : Reading books, studying, ect.
Join Date : 2007-06-18
My Diary
About me:
*Medal*: Serial one Creative Writer
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
thanks 1ce again for looking and likng 2 my e-serials...
Guest- Guest
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Guest- Guest
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Saanjh apna packing kar leti hai.
Udhar saanjh ka bhai harvindar aka harry aur behen gurvindar aka gery.
=================
Babbaji apne saanjh ko pehli baar akele kahin ees tarah doorr jaane dey rahey thhey esi fikkar se unke aankhon mei aasu aajate hain. Tejji saanjh ko apna dhyaan rakhne ko kehte hain.
Phone ata hai ke Airport mein saanjh aur oske bhai-behen ke liye security ka bhi intezaam kia gaya hai. Airport mein unke uncle bhi ayenge unhe lene.
Gery, saanjh ki behen decide karti hai ke saanjh ko koi achha sa pink colour wala saree pehenna chahiye kyunki woh India jaa rahi hai pehli baar. Saanjh ko idea achha lagta hai.
Saanjh oos saaree mein bahut achii lagg rahi thi magar problem tha ke saanjh ne saree ke saath apne spectacles bhi pehne thhey. Gery ne kaha ke woh spec. ke jagah lens use karey aur esi tarah gery ne saanjh ko ek naya look dia jismei saanjh bahut khubsoorat lag rahi thi.
=====================================
Saanjh ki car Airport ke liye nikalti hai. Saanjh ki car ek aise jagah se houkar guzarti hai jahan se kuch fakir jaa rahey thhe.
Achaanak-
Ek fakir oos jaa rahey car ke taraf dekhkar aasmaan ke taraf dekhta hai aur ooparwaale ko shukriya kehta hai.
Woh fakir rabb ko shukriya keh raha tha ke aaj woh Do pyaar karne waalon ko milaane jaa raha tha jinka pyaar sadiyon ke liye amar houne wala tha.
Ek aise kahaani ithihaas mein apna jagah banane waali thi jo har kisi ki zabaan par sadiyon tak yaad rehne wala tha.
Shayad oos fakir ko yeh ehsaas hou gaya tha ke aaj do loug jo ekdusre ko jaante tak nahi onhe aaj milna hi houga. Yehi rabb ki marzi thi.
__________________
Guest- Guest
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Saanjh India pahuchti. Punjab ke airport mein saanjh ko recieve karne ke liye saanjh ke uncle ne kuch guards ko wahaan bheja tha.
Saanjh Airport ke bahaar aati hai-
==================================
To download dis 4th episode of des mein basta hoga mera dil (Gauri's entry) plz click on this link http://www.zshare.net/video/525555729f155582/
====================================
Guest- Guest
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
gauriandme wrote:Its not opening
hey usha check this youtube video again or u can also download dis video den u can watch... :yess...:
Guest- Guest
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Guest- Guest
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
:rocks :
BLH- Moderator
-
Zodiac :
Age : 39
Location : INDIA
Job/hobbies : Reading novels
Join Date : 2008-05-06
My Diary
About me:
*Medal*: Kaun banega GHT ka sabse bada AC WINNER !
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Uncle aur aunty saanjh ko dekh bahut khush hue. Ghar par shaadi ki tyaari chal rahi thi. Saanjh bahut thakk gayi thi aur jakar sofa ke paas beithne hi waali thi ke tabhi ek flash hua-
------------------
Saanjh ne apne aas-paas dekha tou wahaan koi photographer nahi tha magar phir kaisa flash tha ?
Saanjh ne dheere se apne aankhein bandd ki-
===============
Wahaan koi chupke se saanjh ke photos ley raha tha.
Woh shaadi mein aya ek photographer tha. Osne phir se ek aur photo lia ke tabhi osne dekha ke saanjh wahan nahi thi. Osne peechey murrkar dekha-
Hiten Tejwani as Prem Mittal
==========================
Prem peechey dekhta hai tou wahaan saanjh khari thi. Saanjh ne jhatt se prem ka camera ley lia aur prem se osne sawaal kia-
Saanjh : aww, tou mr. photographer ko jis kaam se bulaya gaya hai woh kaam chorkar woh janaab meri photos ley rahey thhey... pooch sakti hoon kyun ?
Prem : khuda ne jab kayenaat ko banaya tab osne kuch aisi dil-kash chehro ko bhi banaya jin par humey tou kisi din fida houna hi tha... tou agar oon haseen chehron ko tasveero mein keyd kar lia jaaye tou kya yeh koi jurm hai ?
__________________
Guest- Guest
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Prem : ( mann mein sochte hue ) oos hindi film mein tou yehi dialouge suna tha maine... i hoppe yeh hasina kahin ees masoom ka katal na kar dey
Saanjh :
Prem : ( mann mein sochte hue ) hassi to fassi !
Saanjh wahaan se muskurakar chali jaati hai...
Prem : hayyye ! kya muskaan hai ees haseena ka... je karta hai ke bas dekhta hi rahu....
Prem ko yaad ata hai ke oska camera tou osi haseena ke paas reh gaya hai. Woh saanjh ko dhundta hai.
===============
Saanjh bahaar beach par jaati hai.
Prem : oooo madam !.... aapka irada kahin mere camera ko es paani mein duba dene ka tou nahi ?
Saanjh : achha, itna pyaar hai apne camere se ?
Prem : oos camere se tou pyaar hoga hi... kyunki...
Saanjh : kyunki ?
Prem : kyunki oos camere mein kisi ka haseen chehra keyd hai... tou pyaar tou houna hi hai...
Saanjh : kaafi bura flirt karte ho... jakar zara aur try karo yaa phir jakar apne oos hindi film ke dialouges ko phir se yaad kar aao...
Prem : uh, wohhhh....
Saanjh : achha theek hai, yeh lo apna camera...
Prem : ek request hai...
Saanjh : kya ?
Prem : kya main apki kuch pictures ley sakta hoon ?
Saanjh : agar main kahu nahi tou ?
Prem : theeeeeeeek hai... koi baat nahi...
Saanjh ke payron ke paas ek saanp( snake ) tha aur prem ki nazar padti hai.
Prem wahaan ata hai aur oos saanp (snake) se saanjh ko bacha leta hai. Saanjh bahut darr jaati hai.
--------
Scene : Saanjh Prem ke baahon mein-
__________________
Guest- Guest
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
aanchal- Moderator
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Job/hobbies : CA student /reading novels ,surfing GHT sites
Join Date : 2007-09-24
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Des mei bastaa hogaa meraa dil...
waise,gr88 going ,carry on diipendu.
BLH- Moderator
-
Zodiac :
Age : 39
Location : INDIA
Job/hobbies : Reading novels
Join Date : 2008-05-06
My Diary
About me:
*Medal*: Kaun banega GHT ka sabse bada AC WINNER !
Page 2 of 8 • 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8
» Exclusive: Kahiin Toh Hogaa First poster out!
» Des Mei Basta Hoga Meraa Dil Picture Gallery
» ~4th GRand VIDEO episode of DES MEI BASTA HOGA MERAA DIL...~
10/11/2024, 11:10 pm by Story7 Writer
» Muktaar Haar
2/12/2023, 2:54 am by Story7 Writer
» Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
23/10/2023, 10:45 pm by Story 7 Writer
» New Promo: Bairi Piya Sang Preet hai lagaayi...
21/10/2023, 4:57 pm by Story7 Writer
» 7 Robins: The greatest Villain was once a Savior...
18/9/2023, 3:22 am by Story7 Writer
» Kabhie Toh Millenge... Season 3
2/4/2023, 6:37 pm by Story-7 Writer
» VOTE: Which Story 7 sequel you would like next?
22/3/2023, 1:50 am by Story-7 Writer
» Desh Aur Dharam
22/3/2023, 1:47 am by Story-7 Writer
» Exclusive: Kahiin Toh Hogaa First poster out!
22/3/2023, 1:31 am by Story7 Writer
» Khwaab (2008)
16/3/2023, 12:05 am by Story7 Writer
» Dil Mein Koi Hai (2007)
15/3/2023, 11:57 pm by Story7 Writer
» Daamini Daamini (2007)
15/3/2023, 11:56 pm by Story7 Writer
» Pyaar Ki Ek Anokhi Kahaani (2007)
15/3/2023, 11:55 pm by Story7 Writer
» Khwaish Apnaa Apnaa- Chahat aur Dushmani ki ek nayi kahani... Ekbaar phir...
12/3/2023, 12:47 am by Story7 Writer
» Chandan aur Chandnii
29/1/2023, 12:18 am by Story7 Writer
» A World will look like in the Future
9/1/2023, 9:43 pm by Story7 Writer
» Forum's New Entrant is the Forbidden romantic saga
23/10/2022, 7:33 pm by Story7 Writer