Bookmark and share the address of Story-7 Forum- Where you read online stories! on your social bookmarking website
Bookmark and share the address of STORY 7 Forums on your social bookmarking website
Aakhri Raat
Aakhri Raat
===========
Yeh kahaani hai vallabhgarh ki. Bahut saal pehle, esi vallabhgarh ke raja chandrapratap ekdin achanak se marr gayye. Unke maut ka koi pakki wajah nahi mili aur aaj 20 saal baad osi vallabhgarh ke raja "Digvijay singh" hai.
Lougon ka maanna hai ke vallabhgarh mein vampires ka raaj hai. Raat houte hi wahaan har taraf sannata chha jata hai. Loug apne-apne gharon se bahaar nikalne se darrte hain. Yehaan tak ki loug tou mehel ke baare mein bhi bahut kuch kehte hain. Loug yeh kehte hain ke oos mehel ke ek room bahut saalon se bandd hai.
Koi nahi jaanta hai ke wahaan, oos room mein kya hai aur woh kyun bandd hai. Shayad eska pata raja digvijay singh ko hou???
Aaj Mumbai se ek journalist arahi hai "Mayuri". Mayuri ne abhi-abhi journalism mein kadam rakha hai. Mayuri ke boss ne osey mumbai se bahut dooorr, vallabhgarh ke raja digvijay singh ke interview lene ke liye kaha.
Gauri Pradhan as Mayuri Ghosh
Mayuri : okay sir, main yeh interview lene zaroor jaungi... Magar... Aapne jagah ka naam kya bataya?
Boss : vallabgarh...
-----------------------------
[size=16]Mayuri jab vallabhgarh ka naam sunti hai tou woh soch mein padd jaati hai tabhi osey phone ata hai.[/size]
================
Mayuri phone recieve karti hai, osey phone se ek awaaz aati hai 'Vallabhgarh mein matt jana... ' Osey lagatar yeh awaazein aati rehti hain. Mayuri phone disconnect kar deti hai. Phirse phone ring hota hai.
Mayuri ko lagta hai ke koi hai jo mazaak kar raha hai. Mayuri ne eesbaar gusse se phone recieve kiya.
Mayuri : ( bahut gusse se ) kaun bol raha hai!
Tabhi pata chalta hai ke phone par shreya( mayuri ki choti aur ladli behen ) hai. Shreya 10 saal ki chulbuli aur natkhat bachhi hai jo ghar mein mayuri ki sabse pyaari hai.
Shreya : didi kya hua aapne phone kyun disconnect kar dia???
Mayuri : ohh.... Iam sorry shreya.... Achha tum yeh bataao ke aaj tumhara final exam tha na??? Kaisa gaya??? Aur saare questions exam mein kaise thhey???
Shreya : didi paper bahut easy tha kyunki aapne mujhe jo tution dia! Didi waise ab mere summer vacation shuru hou gayye hain aur aapne mujhe promise kia tha ke hum eesbaar kahin picnic mein jaayenge???
Mayuri : mujhe yaad hai, hmmmm... waise ek jagah hai...
Shreya yeh sunnkar excited houte hue-
Sherya : kaun si jagah???
Mayuri : vallabgarh...
Sherya : vallabgarh??? yeh tou naam se hi kitnaaa boring hai...
Mayuri : achha baba, main tumhe eske baare mein ghar aakar batati hu abhi mujhe bahut kaam hai...
Shreya : ok didi byeee
Mayuri : take care
----------------------
__________________
Dipendu.Dutta.- Guest
Re: Aakhri Raat
Boss mayuri ko vallabhgarh ke kuch photographs dete hain. Mayuri oon photographs ko dekhkar phir soch mein padd jati hai.
Mayuri : ( mann mein sochte hue ) yeh jagah bahut hi ajeeb hai... Jahaan tak maine ees jagah ke baare mein pada tha, yehaan par vampires ke afhaa hain... Ab tou ees jagah jaakar hi maaloom karna padega...
Shaam ko Mayuri ghar pahuchti hai.
Mayuri Shreya se aaj oske exams ke questions discuss karne beith jaati hai. Shreya ke sou jaane ke baad Mayuri kal subah vallabhgarh jaane ke liye packing shuru kar deti hai.
Mayuri packing kar hi rahi thi ke tabhi ek locket girrta hai. Mayuri oos locket ko uthati hai aur dekhti hai. Woh locket rudraaksh thi.
Mayuri : ( mann mein sochte hue ) yeh locket?.............
Mayuri ne oos locket ko apne paas rakh lia.
==========================
Raat ke 12 bajj rahey thhey. Mayuri sou rahi thi, tabhi oske sapne mein ek jagah ka picture dikhayi deta hai jahaan sab taraf andhera hai, paas mein bahut hi sun-saan sa jungle hai. Ek mehel hai aurek bandd darwaaza. Achaanak se saamne ek daraavna chehra ata hai!
Mayuri ki neend khul jati hai aur woh uth jaati hai. Mayuri oos sapne ke wajah se bahut darri thi.
Udhar Vallabgarh mein itney raat ko jahaan har taraf sannata tha. Kahin doorr se ek bahut hi daraavni si awaaz arahi thi. Raja digvijay singh ke mehel mein bahut andhera tha.
----------------
Saalon pehle jab kisi ko jail houti thi tab oonko mehel ke basement waale area mein baney jail, jisey "Karagaar" bhi kehte hain wahaan bandd karke hunter se maara jata tha. Ab saalon baad wahaan basement waale area mein koi bhi nahi jata hai.
---
Magar itney raat ko, mehel ke osi basement se awaazein arahi thi. Wahaan oonhi vampires ka group maujood tha. Woh loug aaj khaas wajah se wahaan aaye thhey. Kyunki aaj amavasya ki raat thi, esiliye woh vampires wahaan hamesha ki tarah eksaath miley.
__________________
Guest- Guest
Re: Aakhri Raat
Aqsashah- Regular Juniour Member
-
Zodiac :
Age : 38
Location : pakistan
Join Date : 2009-04-03
My Diary
About me:
*Medal*: GHT one New bie
Re: Aakhri Raat
Last edited by diipendu on 9/4/2009, 12:19 pm; edited 1 time in total
Guest- Guest
Re: Aakhri Raat
Aqsashah- Regular Juniour Member
-
Zodiac :
Age : 38
Location : pakistan
Join Date : 2009-04-03
My Diary
About me:
*Medal*: GHT one New bie
Aakhri Raat
Sahil kohli- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 32
Location : delhi
Join Date : 2007-11-25
My Diary
About me:
*Medal*: SAHIL KOHLI- Fan of the year 2009
Re: Aakhri Raat
Story 7 Writer- Admin
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2012-12-31
My Diary
About me:
*Medal*: Serial one Creative Writer
10/11/2024, 11:10 pm by Story7 Writer
» Muktaar Haar
2/12/2023, 2:54 am by Story7 Writer
» Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
23/10/2023, 10:45 pm by Story 7 Writer
» New Promo: Bairi Piya Sang Preet hai lagaayi...
21/10/2023, 4:57 pm by Story7 Writer
» 7 Robins: The greatest Villain was once a Savior...
18/9/2023, 3:22 am by Story7 Writer
» Kabhie Toh Millenge... Season 3
2/4/2023, 6:37 pm by Story-7 Writer
» VOTE: Which Story 7 sequel you would like next?
22/3/2023, 1:50 am by Story-7 Writer
» Desh Aur Dharam
22/3/2023, 1:47 am by Story-7 Writer
» Exclusive: Kahiin Toh Hogaa First poster out!
22/3/2023, 1:31 am by Story7 Writer
» Khwaab (2008)
16/3/2023, 12:05 am by Story7 Writer
» Dil Mein Koi Hai (2007)
15/3/2023, 11:57 pm by Story7 Writer
» Daamini Daamini (2007)
15/3/2023, 11:56 pm by Story7 Writer
» Pyaar Ki Ek Anokhi Kahaani (2007)
15/3/2023, 11:55 pm by Story7 Writer
» Khwaish Apnaa Apnaa- Chahat aur Dushmani ki ek nayi kahani... Ekbaar phir...
12/3/2023, 12:47 am by Story7 Writer
» Chandan aur Chandnii
29/1/2023, 12:18 am by Story7 Writer
» A World will look like in the Future
9/1/2023, 9:43 pm by Story7 Writer
» Forum's New Entrant is the Forbidden romantic saga
23/10/2022, 7:33 pm by Story7 Writer