Bookmark and share the address of Story-7 Forum- Where you read online stories! on your social bookmarking website
Bookmark and share the address of STORY 7 Forums on your social bookmarking website
Anamika-I Her Entry to a secret world
Anamika-I Her Entry to a secret world
Anamika is a teenager. She accidently enters to a secret world where everything is unusal but the problem start begining when she have to learn all the magical spells of that secret land in 90 days. If she remain unsucessful in this, then she will die.
----------------------------------------------------
Concept - Dipendu dutta
Pictures by - Dipendu Dutta
Lyrics by - Gayathri
__________________
.Diipendu.- Guest
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
aanchal- Moderator
-
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Job/hobbies : CA student /reading novels ,surfing GHT sites
Join Date : 2007-09-24
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
maria- Regular Senior Member
-
Zodiac :
Age : 29
Location : pakistan
Join Date : 2008-07-24
My Diary
About me:
*Medal*: Senior Member !
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
Gayathri- Forum Senior Member
-
Zodiac :
Age : 37
Location : india
Humor : friendly
Join Date : 2007-12-30
My Diary
About me:
*Medal*: Forum Director
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
BLH- Moderator
-
Zodiac :
Age : 39
Location : INDIA
Job/hobbies : Reading novels
Join Date : 2008-05-06
My Diary
About me:
*Medal*: Kaun banega GHT ka sabse bada AC WINNER !
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
gauriandme- Forum Media Director
- Best WriterPopular stories written by the writer.
-
Zodiac :
Age : 33
Location : INDIA
Humor : Friendly
Job/hobbies : Reading books, studying, ect.
Join Date : 2007-06-18
My Diary
About me:
*Medal*: Serial one Creative Writer
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
SCENE : 7am, bust stop par hamesha ke tarah school bus aakar bus rukti hai. 6th std. ke students bus par charr jaate jaate. Bus mein hamesha ke tarah sab bachhe bahut shorr-sharaba kar rahye thhey aur bus school ke taraf jaa rahi thi. Osi bus mein sabse last seat par, ek sehmi-sehmi si, khoyi-khoyi si, sabse alag beithi, bus ke window ke baahar jhaakte hue, jiska chasma left ke taraf zyada jhukk raha tha woh jaldi se apne chasme ko theek karte hue ke tabhi wahaan oos last seat ke taraf kuch bachhe aakar osey chidaane laggte hain.
"Ey chish-mish Anamika !..."
Oos ladki ka naam tha "Anamika." Bahut hi ordinary si deekhti thi magar phir bhi sabse alag thi, kuch special thi. Anamika 3 saal ki thi jab oske parents ees duniya se osey akela chorrkar chale gayye...
Koi nahi tha Anamika ke paas, na hi oske parents aur na hi oske koi friends... Akeli si thi magar hamesha se kuch khaas baatein oske saath thi.
Woh bachhe jab osey chidda rahe thhey, osey bahut pareshaan kar rahey thhey tab Anamika wahan se hattkar apna bag uthakar right side waale seat par jaakar beith jaati hai.
School aaney mein abhi 28 min. thhey aur beithe-beithe kab Anamika ko neend ajaati hai osey pata bhi nahi chalta. Woh sapne mein dekhti hai ke bahut andhera hai aur osey andhere mein kuch bhi deekhai nahi dey raha tha. Woh khud ko bhi oos andhere mein nahi dekh paa rahi thi kaise bhi karke jab osne jaldi-jaldi apna haath andhere mein eedhar-udhar hawaa mein mara tou achaanak se ek Torch uske haathon se takraaya.
Anamika ne oos torch ko pakar lia aur osey switch-on kia.
=========================
Anamika ne jab oos torch ko on kia tab osne apne aas-paas dekha ke WOH EK BAHUT BADEY KHAAI KE BEECHON-BEECH HAWA MEIN LATAK RAHI HAI. ANAMIKA ACHAANAK SE OOS KHAAI MEIN GIRR JAATI HAI.
__________________
Guest- Guest
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
Anamika ne oos torch ko pakar lia aur osey switch-on kia.
Anamika ne jab oos torch ko on kia tab osne apne aas-paas dekha ke WOH EK BAHUT BADEY KHAAI KE BEECHON-BEECH HAWA MEIN LATAK RAHI HAI. ANAMIKA ACHAANAK SE OOS KHAAI MEIN GIRR JAATI HAI.
Anamika zorr-zorr se madad ke pukaar rahi hai magar koi nahi ata aur woh oos badey se khaai mein girrte chali jaa rahi hai ke TABHI ACHAANAK WAHAAN KOI ATA HAI.
Ek anjaana sa haath Anamika ko oos khaai mein girrne se bacha leta hai.
TABHI ANAMIKA KI AANKHEIN KHUL JAATI HAI aur woh dekhti hai ke woh sab ek sapna tha...
Anamika : Aakhir kya tha woh sab ??? Aisa sapna mujhe hamesha se araha hai aur...
Anamika : ( gusse se ) Aur har baar yeh sapna yehi esi anjaane haath tak aakar rukk jata hai !... Akhir kya ho sakta hai ees sapne ka matlab aur kaun tha woh ???...
Pooh : hii ani !... { Pooh Anamika ka best friend. }
Anamika : hii...
Pooh : kya hua ani, tum kuch pareshaan si lag rahi ho ?
Anamika : nahi kuch, kuch nahi...
Bell bajti hai. Anamika aur Pooh jaldi se bhaagte hue class ke taraf jaate hue-
Pooh : chalo ani, agar hum late ho gayye tou aaj mrs.sheela mam humey nahi chorengi...
Anamika : mrs. sheela mam ? Unka class aaj bhi hai ?
Pooh : haaaaaaannnn.................
__________________
Guest- Guest
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
Scene : 6th section B, aaj sheela mam hamesha ke tarah saare students ka home-work + history ka project work check kar rahi thi.
Pooh : ( dheere awaaz mein anamika ko kehte hue ) oohhh ees se zyada bura aur kya ho sakta hai...
Anamika :
TUM !...
[ Sheela mam ne pooh ko class mein baat karte hue pakar lia. ]
Pooh :
Mrs.Sheela : ab tou tum gayye bachhe !...
45 mins. baad bell bajti hai aur sheela mam ka class khatam houta hai. Pooh principal room se araha tha.
Anamika : kya hua ?...
Pooh : houna kya tha, principal sir ne mujhe ek bahut bada lecture dia aur saath mein yeh !... Diary mein capital letters mein likh dia ke ahinda agar meri koi complain aayi tou mujhe bahut bada punishment mill sakta hai...
Pooh : kaash agar mere paas koi magical powers houte tou main oos sheela mam ko bandar bana deta...
__________________
Guest- Guest
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
3hrs. baad recess hou jaati hai. Sab bachhe playground mein khel rahey thhey. Anamika chup-chap beithkar doorr se sabko khelte hue dekh rahi thi...
Sab kuch bahut boring sa lagg raha tha, dheere-dheere anamika ki aankh lagg jaati hai aur osey neend aajati hai. Achaanak phir se wahi sapna ata hai aur ees baar-
----------------------
Scene : Anamika khaai mein girr rahi thi ke TABHI ACHAANAK EK ANJAANA SA HAATH OSKE TARAF AAGEY BADHTA HAI AUR ANAMIKA KO KHAAI MEIN GIRRNE SE ROUK LETA HAI. ANAMIKA OOS ANJAAN SHAKS KA CHEHRA DEKHNE HI WAALI THI KETABHI OSEY EK BAHUT BADA AUR DARAAVNA SA BUILDING DEEKHAI DETA HAI.
Ees baar Anamika ko ek kuch aur bhi deekha tha aur woh tha woh daraavna sa building. Ees se pehle ke woh kuch aur jaan paati tabhi oska sapna phir se toot jata hai aur woh jaag jaati hai.
Anamika apne aankhein kholti hai aur oski nazar saamne school-gate ke baahar road ke taraf padti hai. Wahaan koi ek old-lady jisne ek black saree pehni hui thi, aur woh dekhne mein bahut ugly bhi thi. Woh Anamika ko apne paas bula rahi thi aur osey wahaan se kuch bata rahi thi. Woh kya keh rahi thi kuch samajh mein nahi araha tha magar woh bahut ajeeb thi.
----------------------------
Anamika wahaan se oth-ti hai aur school-gate ke paas aagey badhti hai. Jaise-jaise Anamika ke kadam oos gate ke paas badhh rahey thhey oos old-lady ki awaaz aur clear houte jaa rahi thi.
Anamika chalte-chalte oos gate tak pahuch jaati hai.
Woh old lady ACHAANAK se apna haath aagey badakar Anamika ko ek locket deti hai.
"Tum bilkul apne maa par gayi ho."
Anamika ees baat ko sunnkar chaukk jaati hai. Achaanak se oske mann mein bahut saare sawaal aakar-khare hou jaate hain...
Old lady : main jaanti hu ke tumhe bahut saare sawaalon ke jawaab chahiye... Magar tumhe tumhare sawaalon ke jawaab wahin mill sakte hain jahaan se tumhare maa ne apne safar ko shuru kia tha...
Anamika : safar, kaisa safar ? Kis safar ki baat kar rahin hain aap ? Aur aap meri maa ko kaise jaanti hain ?
Old lady : mere paas waqt kam hai, bas tumhare liye abhi yeh jaanna kaafi hai ke tumhe tumhare saare sawaalon ke jawaab ek khaas jagah milega aur hamesha apne kismat par bharosa rakhna kyunki tumhari kismat bahut khaas hai... Aane waale kuch dino mein tumhe kuch dost aur kuch dushman milenge magar sabse pehle tumhe khud par bharosa karna hoga... Apni kamzori aur apni shakti ko pehchaano anamika !...
Yeh kehkar woh old-lady wahaan se gaayab hou jaati hai. Anamika yeh dekhkar shock hou jaati hai. Woh oos old-lady ko yehaan-waahan dhundti hai magar woh wahaan kahin nahi houti...
-------------------
School se ghar aaney ke baad.
Anamika ki mausi :
__________________
Guest- Guest
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
School se ghar aaney ke baad.
Anamika ki mausi bahut cruel hai. Woh Anamika ko bahut bura bolti rehti hai. Hamesha osey takleef deti hai aur aaj jab Anamika hamesha ke tarah school se ghar waapas aayi thi tabhi oski mausi ne ospar poore ghar ki safaai karne ka order dia.
Mausi : ( bahut zyada gusse se ) Abhi mein picture dekhne jaa rahi hu aur shaam tak waapas aaney ke baad agar maine yeh ghar saaf nahi dekha touuuuuu teri zindagi ka aaj aakhir din hoga !... Samajh gayi tu...
Yeh kehkar mausi wahan se chali jaati hai...
Anamika Mausi ke aise behaviour se aur upset hou gayii.
Anamika : LUCKY ???????? hmmmh, shayad esi ko lucky houna kehte hain... { udaas houte hue }
Tabhi Anamika ko kuch yaad ata hai. Woh apna bag kholti hai aur jaldi se oos locket ko nikaalti hai jo osey oos old-lady ne dia tha.
Woh ek golden locket tha. Anamika ko samajh mein nahi araha tha ke ees locket ka oos se kya connection hai... Anamika dheere se oos locket ko uthati hai aur pehenne leti hai.
TABHI EK DHAMAKA HOUTA HAI aur bahut zorr ka toofaan ata hai.
__________________
Guest- Guest
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
TABHI EK DHAMAKA HOUTA HAI aur bahut zorr ka toofaan ata hai.
1 hr. baad...
Anamika hosh mein aati hai. Aankhein khulti hai aur Anamika apne aas-paas dekhti hai tou woh ek alag hi duniya mein agayi thi...
Anamika uthkar aagey badhti hai.
Scene : saamne ek bahut bada sa jungle jaisa jagah tha. Bahut badey-badey jhaariyan thi aur aas-paas bahut saare awaazein aarahi thi. Woh eK bahut andhera sa jagah tha. Sab kuch bahut daraavna tha...
Jaise-jaise anamika aagey badhh rahi thi andhera aur bhi badhta chala jaa raha tha... Achaanak se kuch bhi deekhai nahi dey raha tha. Sab taraf andhera-hi-andhera tha...
Anamika : mujhe aisa kyun lagg raha hai, jaise...
Anamika ke haath ek torch lagta hai aur anamika jaldi se oos torch ko on karti hai aur khudko EK BADEY SE KHAAI KE BEECH-O-BEECH PAATI HAI...
"Maine sapne mein yehi dekha tha !!!..." Anamika zorr se chillate hue oos khaai mein girrte chali jaa rahi thi ke achaanak se ek anjaana sa haath osey girrne se rouk leta hai...
__________________
Guest- Guest
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
Anamika : mujhe aisa kyun lagg raha hai, jaise...
Anamika ke haath ek torch lagta hai aur anamika jaldi se oos torch ko on karti hai aur khudko EK BADEY SE KHAAI KE BEECH-O-BEECH PAATI HAI...
"Maine sapne mein yehi dekha tha !!!..." Anamika zorr se chillate hue oos khaai mein girrte chali jaa rahi thi ke achaanak se ek anjaana sa haath osey girrne se rouk leta hai...
========================
Woh haath oosey oos khaai se baahar nikaal leta hai. Magar yeh sab kuch sapna nahi tha... Ees baar anamika ne jab ooska chehra dekha. Anamika ki jaan bachaane wahaan aaye thhey "Principal-uni"...
Anamika : aap kaun hain ? Main kahaan hu ?...
Principal-uni Anamika ko bahut gaurr se dekh rahey thhey. Anamika mein onhe apni beti Maya nazar aayi.
Principal-uni ko Anamika ke yehaan aane ke baare mein pehle se pata tha...
Principal-uni : tumhara dracoon-land mein swaagat hai, anamika...
Anamika yeh dekhkar shock hou gayyi ke enhe oska naam kaise pata hai. Ees waqt anamika ke dimaag mein bahut saare sawaal thhey...
Principal-uni anamika ko apne dracoon-school mein ley jaate hain.
Anamika apne saamne wahi building dekhti hai jise osne apne sapno mein dekha tha... Woh hayraan thi magar osey yeh pata tha ke yeh jagah oske sapno mei aya tha eska matlab kahin-na-kahin ees jagah ka os se koi connection hai...
ANAMIKA NE EK ANJAAN SI DUNIYA MEIN APNA PEHLA KADAM RAKHA.
Guest- Guest
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
Mausi shaam ko ghar waapas aakar dekhti hai ke poora ghar beekhra para tha aur ghar ke sab saaman toot chukey thhey...
Mausi :
Mausi : ( bahut zyada gusse se ) anamikaaaaaaaaaaaaa...............
__________________
Guest- Guest
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
Last edited by diipendu... on 25/1/2009, 7:39 am; edited 1 time in total
Guest- Guest
Re: Anamika-I Her Entry to a secret world
waiting for the next part.
BLH- Moderator
-
Zodiac :
Age : 39
Location : INDIA
Job/hobbies : Reading novels
Join Date : 2008-05-06
My Diary
About me:
*Medal*: Kaun banega GHT ka sabse bada AC WINNER !
» GAURI`S ENTRY IN LRL !!!!!!
» Superb Entry
» Gauri's entry in lrl VIDEO ?
» hiten grand entry as pratham mittal again
10/11/2024, 11:10 pm by Story7 Writer
» Muktaar Haar
2/12/2023, 2:54 am by Story7 Writer
» Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
23/10/2023, 10:45 pm by Story 7 Writer
» New Promo: Bairi Piya Sang Preet hai lagaayi...
21/10/2023, 4:57 pm by Story7 Writer
» 7 Robins: The greatest Villain was once a Savior...
18/9/2023, 3:22 am by Story7 Writer
» Kabhie Toh Millenge... Season 3
2/4/2023, 6:37 pm by Story-7 Writer
» VOTE: Which Story 7 sequel you would like next?
22/3/2023, 1:50 am by Story-7 Writer
» Desh Aur Dharam
22/3/2023, 1:47 am by Story-7 Writer
» Exclusive: Kahiin Toh Hogaa First poster out!
22/3/2023, 1:31 am by Story7 Writer
» Khwaab (2008)
16/3/2023, 12:05 am by Story7 Writer
» Dil Mein Koi Hai (2007)
15/3/2023, 11:57 pm by Story7 Writer
» Daamini Daamini (2007)
15/3/2023, 11:56 pm by Story7 Writer
» Pyaar Ki Ek Anokhi Kahaani (2007)
15/3/2023, 11:55 pm by Story7 Writer
» Khwaish Apnaa Apnaa- Chahat aur Dushmani ki ek nayi kahani... Ekbaar phir...
12/3/2023, 12:47 am by Story7 Writer
» Chandan aur Chandnii
29/1/2023, 12:18 am by Story7 Writer
» A World will look like in the Future
9/1/2023, 9:43 pm by Story7 Writer
» Forum's New Entrant is the Forbidden romantic saga
23/10/2022, 7:33 pm by Story7 Writer