Bookmark and share the address of Story-7 Forum- Where you read online stories! on your social bookmarking website
Bookmark and share the address of STORY 7 Forums on your social bookmarking website
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
Page 4 of 41 • 1, 2, 3, 4, 5 ... 22 ... 41
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna
----------------------
Story: Kyunki Ghar Hai Ek Sapna
Story By: Diipendu Dutta
Started On: 2007
Concluded On: 2025
Genre: Drama
No. of episodes: 1000
Last edited by Diipendu on 19/8/2020, 4:42 am; edited 5 times in total
Story7 Writer- Admin
- Fav. online story :
- Bairi Piya Sang Preet Hai Lagayi
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Episode 73
Mahesh : main kaaveri se pyaar karta hoon ....
Pragya : pyaar ! .... tumhe pata thha ke aaj tumhari aur tanvi ki shaadi hai phir bhi .....
Baa : pragya bahu ! ........
[ tabhi wahan baa aati hai ]
Guest- Guest
Episode 74
[ kavita chachi filmy style mein sochti hai ]
Kavita : [ apne mann mein sochtey hue ] wah ! .... yahaan lag tou aise raha thha ke yeh paaro devdas ke
saath jaayegi .... magar yahaan tou scene kuch aur hi chal raha hai .... ghar mein aatey saath
hi ghar ki main minister ko apne kaaboo mein kar liya ....
[ pragya aur daamini wahaan se chali jaati hai ]
Guest- Guest
Episode 75
Pragya : woh ladki samajhti kya hai khud ko ..... aaj baa ko aur mahesh ko apne kaaboo mein kar liya kal ees poorey ghar par raaj karegi .....
Daamini : de de sochne waali baat tou yeh hai ke jab tanvi ko yeh pata chalega ke mahesh ne kaaveri se shaadi
kar li hai tab .. tab kya hoga ? ................
[ Dekhte dekhte 1 Saal beet jaata hai . Kuch Rishtey ab bhi ek saal pehle jaise hain magar dheere dheere kuch lougon ke dilon ko achhai ne apne pyaar aur apnepan se jeet liya hai . magar kya woh rishtey jo ab bhi
nahi badley kya woh bhi kabhi badal paayenge ? Tou chaliye dekhte hain ke ees ek saal mein waqt aur rishtey kitne aagey chaley gaye hain ]
Guest- Guest
Episode 76
[ 1 saal baad ]
[ Jaahan 1 saal pehle kaaveri ki bua aur pita kaaveri aur mahesh ke shaadi ke khilaaf thhe aur kaaveri ke
shaadi se bhaag ke ghar se chale jaane se Kaaveri ke pita ki heart attack se mrityu ho gayi thii aur tara bua
patna waapas jaa chuki thii magar woh kehte hain na ke kissi ke chale jaaney se zindagi thamti nahi wahiin shaantiniketan mein kaaveri ne ees ek saal mein baa ke saath saath saarey ghar waalon
ko apne pyaar aur apnepan se jeet liya thha magar wahiin pragya , daamini , aur kuch loug aise bhi thhe jo
ab bhi nahi badle thhey. ]
Guest- Guest
Episode 77
[ Jaahan 1 saal pehle kaaveri ki bua aur pita kaaveri aur mahesh ke shaadi ke khilaaf thhe aur kaaveri ke
shaadi se bhaag ke ghar se chale jaane se Kaaveri ke pita ki heart attack se mrityu ho gayi thii aur tara bua
patna waapas jaa chuki thii magar woh kehte hain na ke kissi ke chale jaaney se zindagi thamti nahi wahiin shaantiniketan mein kaaveri ne ees ek saal mein baa ke saath saath saarey ghar waalon
ko apne pyaar aur apnepan se jeet liya thha magar wahiin pragya , daamini , aur kuch loug aise bhi thhe jo
ab bhi nahi badle thhey. ]
[ Kitchen mein kaaveri aur deepika ( Jatin ki biwi ) khaana banaa rahey hotey hain ke tabhi wahaan daamini chachi aajati hai ]
Daamini : aaj tum dono ko yeh tou pata hoga hi ke .... aaj meri beti sejal apne shaadi ke etne dino baad
yahaan aarahi hai rehne ke liye .....
Kaaveri : ji chachi , woh aaj sejal aarahi hai tou eeseliye maine
khaas ooske liye yeh khaman dhokla banaaya hai ...... mujhe pata hai ke yeh sejal ko bahut pasand hai .........
Guest- Guest
Episode 78
Deepika : bhabhi aap mummyji ki baaton ka buraa mat maaniye .....
aap dekhiyega ek baar unki galat fehmi door ho gayi na tou phir sab theek ho jaayega .......
Kaaveri : [ muskuraatey hue ] achha achha .... theek hai .... ab jaldi se chalo sejal aati hi hogi .....
[ sejal shaantiniketan mein apne boori niyat ke saath aajati hai ]
[ Ghar ke saarey loug sejal ka swaagat karte hain ]
Daamini : arre beta sejal kaise ho ? .....
Guest- Guest
Episode 79
[ Ghar ke saarey loug sejal ka swaagat karte hain ]
Daamini : arre beta sejal kaise ho ? .....
Sejal : [ kaaveri ko sunaate hue ] main theek hoon mummy ....
waise mummy maine soona hai ke mahesh bhaiya ne poorey viraani pariwaar ke khilaaf jaakar ek pandit ke beti se shaadi ki
hai ..... kya yeh such hai ? ......
Guest- Guest
Episode 80
waise mummy maine soona hai ke mahesh bhaiya ne poorey viraani pariwaar ke khilaaf jaakar ek pandit ke beti se shaadi ki
hai ..... kya yeh such hai ? ......
Daamini : haan .... ab yeh shaantiniketan ki bad-naseebi hi hai .......
jo kissi bhi raah chaltey hue ko apne
ghar mein sharan dene laga hai ..... ab baa ko dekh lo .... na jaaney ees kaaveri ne baa pe kaisa
jaadoo tona kar diya hai .....
[ yeh sab soon ke kaaveri wahaan se routey hue chali jaati hai ]
Sejal : dont worry mumma ........ ab main aagayi hoon .... ab tou ees
ghar se main kaaveri jaise gandagi ko saaf kar ke hi jaaoongi ......
Guest- Guest
Episode 81
jo kissi bhi raah chaltey hue ko apne
ghar mein sharan dene laga hai ..... ab baa ko dekh lo .... na jaaney ees kaaveri ne baa pe kaisa
jaadoo tona kar diya hai .....
[ yeh sab soon ke kaaveri wahaan se routey hue chali jaati hai ]
Sejal : dont worry mumma ........ ab main aagayi hoon .... ab tou ees
ghar se main kaaveri jaise gandagi ko saaf kar ke hi jaaoongi ......
[ Kaaveri routey routey baa ke paas jaati hai ]
Baa: arre kaaveri ,kya hua ? ..... tu rou kyun rahi hai ? ......
Kaaveri : [ routey hue ] baa ... woh ....
Baa : kya hua ? .... kya pragya bahu ne ya kissi aur ne kuch kaha tumse ? ......
Kaaveri : baa , agar main kissi ka bhala soch ke kissi ke liye kuch achha karu .... tou hamesha phir bhi
mujhe hi kyun dosh diya jaata hai ? ......
Guest- Guest
Episode 82
Kaaveri : [ routey hue ] baa ... woh ....
Baa : kya hua ? .... kya pragya bahu ne ya kissi aur ne kuch kaha tumse ? ......
Kaaveri : baa , agar main kissi ka bhala soch ke kissi ke liye kuch achha karu .... tou hamesha phir bhi
mujhe hi kyun dosh diya jaata hai ? ......
Baa : main samajh gayii ..... zaroor oos sejal ne kuch kaha hoga ..... magar tumhe eski chinta nahi karni chahiye ... bhagwaan krishna ne gita mein kaha hai ke karm kiye jaa .... fal ki ichha mat kar ....
tumhe bhi apne achhai se sabka mann jeetna hai .... aur eski shuruaat kahaan se karni hai main bataati hoon .... sabse pehle tou tum oos ar ra ra mera matlab hai oos kavita ka mann jeeto
aur phir ooske baad daamini ke paas jaao ....
Kaaveri : magar baa, daamini chachi ka dil jeetna tou mushkil hoga na ? .....
Baa : arre nahi .... tum jaake bas ooski har ek baaton mein haan mein haan milaao ..... aur bas tumhara kaam ho gaya ..... aur jab yeh dono ka dil tum jeet lougi tab ..... tab pragya bahu ka dil tum aasani
se jeet lougi ....
Guest- Guest
Episode 83
[ kaaveri radhika ke kamre mein jaati hai tou dekhti hai ke radhika rou rahi hai ]
Kaaveri : kya hua radhika ? ... tum rou kyun rahi ho ? .....
Radhika : bhabhi , woh .... college mein mujhe kuch ladke bahut pareshaan karte hain ...... main kya karun ? .....
Kaaveri : tu ghabra matt ..... kal main tumhare saath tumhare college chalungi ...... dekhti hoon ke ab woh tumhe kaise pareshaan karte hain .......
Radhika : thanxx bhabhi .....
Guest- Guest
Episode 84
Radhika : thanxx bhabhi .....
[ udhar sejal pragya ke kamre mein chupke se jaati hai aur takiye ke neechey rakhe jewellery ko uthati hai ]
Sejal : ab aayega maza ....
[ sejal woh jewellery kaaveri ke kamre mein rakh deti hai ]
Guest- Guest
Episode 85
Sejal : bechaari kaveri bhabhi ..... ab aap tyaar raheyega .... aane waale toofan ke liye .........
[ Pragya ko apna necklace na milne par woh saare ghar waalo ko bulaati hai aur sab yeh jaan ke hayraan ho jaate hain ke pragya ka necklace gaya kahaan magar pragya eese ek chori maanti hai ]
Daamini : didi , agar aapko aisa lagta hai ke ghar ke hi kisi sadasya ne chori kiya hai ...... tou main chahoongi ke aap mere kamre ki talaashi lijiye ....
Baa : ruko , talaashi sabke kamre ki hougi ...... magar sabse pehle talaashi ..... sejal ke kamre mein hougi .....
Guest- Guest
Episode 86
Baa : ruko , talaashi sabke kamre ki hougi ...... magar sabse pehle talaashi ..... sejal ke kamre mein hougi .....
[ sejal yeh soon ke darr jaati hai ]
Sejal : baa ! .... aap ko kya lagta hai .... ke yeh chori maine liya hai .....
Baa : aise baat nahi hai .... agar chori tumne nahi ki tou darti kyun ho ? ....
Sejal : theek hai ... ap mere kamre se talaashi shuru kar sakte hain .....
Guest- Guest
Episode 87
[ Daamini dheere se pragya ko kehti hai ]
Daamini : didi , mujhe lagta hai ke yeh chori .... koi aur nahi balki ....... kaaveri ne ki hai ....
Pragya : haan daamini , tum sahi keh rahi ho .... akhir woh tou hai bhi ek gareeb ki beti ........
[ pragya aur daamini ki baatein kavita soon leti hai ]
Kavita : arra ra ra ..... agar ees vilan sejal ne chori ki hai aur woh necklace agar kaaveri ke kamre mein hui tou apni ees kahaani ki heroine ka kya houga .... mujhe kuch na kuch tou karna hi houga .....
Guest- Guest
Episode 88
[ kavita chachi chupke se kaveri ke kamre mein jaati hai aur talashi leti hai takia ke neechey dekhti hai tou necklace wahaan houta hai ]
Kavita : yeh kya .... eska matlab yeh locha oos sejal ki hai ..... main yeh necklace ko thekaane lagati hoon ....
[ Sejal ke kamre ki talaashi houti hai aur kamre mein pragya koi necklace nahi houta ]
Sejal : [ gusse se ] dekha !! .... maine kaha thha na ke maine koi haar nahi liya ....... aap sab mere saath aise eeseliye kar rahey hain kyunki main ees ghar ki beti hoon .... bahu nahi ....
Guest- Guest
Episode 89
Baa : aise baat nahi hai ....
Pragya : agar aise baat hai baa .... tou talaashi kaaveri ke kamre mein hougi .....
Baa : ruk jaao ! ........
Baa : kaaveri pe mujhe poora bharosa hai ..... woh aisa kuch nahi kar sakti .....
Kaaveri : nahi baa , le lene dijiye talaashi ......
Guest- Guest
Episode 90
Kaaveri : nahi baa , le lene dijiye talaashi ......
[ kaaveri ke room mein talaashi houti hai ]
Sejal : [ mann mein khush houtey hue ] ab aayega maza ! ....
[ kaaveri ke kamre se kuch nahi milta ]
[ yeh jaan ke sejal ka chehra utar jata hai aur sejal pareshaan hou jaati hai ke aakhir woh necklace gaya kahaan ? ]
Pragya : [ gusse se ] yeh zaroor ees kaaveri ki koi chaal hai ! .....
[ kaaveri wahaan se route hue chali jaati hai ]
[ kamre ke bahaar jaate hi kaaveri flowerpot ke andar necklace dekhti hai ]
Guest- Guest
Episode 91
Kaaveri : kahiin yeh wahi necklace tou nahi ?? .....
[ kaaveri oos necklace ko wahaan se nikaalti hai aur sabko dekhati hai ]
Baa : aaj tum lougon ne jis kaaveri par shak kiya oosi kaaveri ne yeh necklace dhund nikala .... magar yeh necklace wahaan kaun rakh sakta hai ? .... aw .... samajh gayii [ baa sejal ke taraf dekhte hue ]
Baa : shayad ab agli chaal hi soch lo .... kyun sejal beti ? .....
Guest- Guest
Episode 92
Baa : shayad ab agli chaal hi soch lo .... kyun sejal beti ? .....
[ sejal darr te hue]
Sejal : kya ? ....
Guest- Guest
Episode 93
Kaaveri : kyun tum loug radhika ko sata rahey ho !! ..... agar maine principle se tum lougon ki complain ki ..... tou ...
[ woh ladke darr jaatey hain aur radhika se maafi maangte hain aur wahaan se chale jaatey hain ]
Radhika : thank you bhabhi , agar aaj aap na houti tou .....
Kaaveri : koi baat nahi ......
Guest- Guest
Episode 94
Daamini : haan didi , mujhe bhi aisa hi lagta hai ..... een ek saalon mein kaaveri mein humey koi buraai tou dikhi nahi .... tou kya eska matlab hum kaaveri ko apna le ?? .......
Pragya : haan daamini , kaaveri humaari bahu hai .... aur aaj oosney radhika ki madad karke ees ghar ki bahu houne ka ek aur farz ada kiya hai .....
Guest- Guest
Episode 95
Pragya : haan daamini , kaaveri humaari bahu hai .... aur aaj oosney radhika ki madad karke ees ghar ki bahu houne ka ek aur farz ada kiya hai .....
[ sejal kamre ke baahar se sari baatein soon leti hai ]
Sejal : [ bahut gusse se ] magar main oos kaaveri ko ees ghar se baahar nikaal ke rahoongi ..... aaj oosne mera itna insult karvaya ..... main oosey nahi choroongi !! .........
Guest- Guest
Episode 96
Sejal : [ bahut gusse se ] magar main oos kaaveri ko ees ghar se baahar nikaal ke rahoongi ..... aaj oosne mera itna insult karvaya ..... main oosey nahi choroongi !! .........
Sejal : agar kaaveri se ek bhi galti ho ..... tou ees saas bahu ka rishta toot jaayega ..... aur agar yeh rishta toota .... tou .... kaaveri ka ees ghar se rishta toot jaayega ......
[ sejal pragya ke kamre mein jaati hai ]
Sejal : arre maa , aapko pata hai baa ne ek bahut ehem faisla liya hai .....
Guest- Guest
Episode 97
[ sejal pragya ke kamre mein jaati hai ]
Sejal : arre maa , aapko pata hai baa ne ek bahut ehem faisla liya hai .....
Pragya : faisla , kis faisle ki baat kar rahi hai tu ?? ....
Sejal : ghar ki chaabiyan kaaveri ko soupne ka faisla ! ................
Guest- Guest
Page 4 of 41 • 1, 2, 3, 4, 5 ... 22 ... 41
» Sword fighting in Sajan Ghar Jana Hai
» A new family to creates rift in Sajan Ghar Jaana Hai
» PLZZZZZZZZZZZ upload kyunki 20 nov 2006 video
» Aap ki kacheri Kiran ke saath is going 2 REPLACE KYUNKI !
10/11/2024, 11:10 pm by Story7 Writer
» Muktaar Haar
2/12/2023, 2:54 am by Story7 Writer
» Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
23/10/2023, 10:45 pm by Story 7 Writer
» New Promo: Bairi Piya Sang Preet hai lagaayi...
21/10/2023, 4:57 pm by Story7 Writer
» 7 Robins: The greatest Villain was once a Savior...
18/9/2023, 3:22 am by Story7 Writer
» Kabhie Toh Millenge... Season 3
2/4/2023, 6:37 pm by Story-7 Writer
» VOTE: Which Story 7 sequel you would like next?
22/3/2023, 1:50 am by Story-7 Writer
» Desh Aur Dharam
22/3/2023, 1:47 am by Story-7 Writer
» Exclusive: Kahiin Toh Hogaa First poster out!
22/3/2023, 1:31 am by Story7 Writer
» Khwaab (2008)
16/3/2023, 12:05 am by Story7 Writer
» Dil Mein Koi Hai (2007)
15/3/2023, 11:57 pm by Story7 Writer
» Daamini Daamini (2007)
15/3/2023, 11:56 pm by Story7 Writer
» Pyaar Ki Ek Anokhi Kahaani (2007)
15/3/2023, 11:55 pm by Story7 Writer
» Khwaish Apnaa Apnaa- Chahat aur Dushmani ki ek nayi kahani... Ekbaar phir...
12/3/2023, 12:47 am by Story7 Writer
» Chandan aur Chandnii
29/1/2023, 12:18 am by Story7 Writer
» A World will look like in the Future
9/1/2023, 9:43 pm by Story7 Writer
» Forum's New Entrant is the Forbidden romantic saga
23/10/2022, 7:33 pm by Story7 Writer