Bookmark and share the address of Story-7 Forum- Where you read online stories! on your social bookmarking website
Bookmark and share the address of STORY 7 Forums on your social bookmarking website
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
Page 6 of 41 • 1 ... 5, 6, 7 ... 23 ... 41
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna
----------------------
Story: Kyunki Ghar Hai Ek Sapna
Story By: Diipendu Dutta
Started On: 2007
Concluded On: 2025
Genre: Drama
No. of episodes: 1000
Last edited by Diipendu on 19/8/2020, 4:42 am; edited 5 times in total
Story7 Writer- Admin
- Fav. online story :
- Bairi Piya Sang Preet Hai Lagayi
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Episode 121
Pragya : arre rishab , aao eedhar....
Pragya : tumhare studies kaise chal rahey hain ?? ......
Rishab : theek ....
Guest- Guest
Episode 122
Pragya : arre rishab , aao eedhar....
Pragya : tumhare studies kaise chal rahey hain ?? ......
Rishab : theek ....
[ pragya aur daamini apna purse chorr ke wahaan se baatein karte hue chaley jaatey hain ]
[ rishab ki nazar oos purse pe parti hai aur woh oos purse mein 1000 rupaye dekhta hai aur oos 1000 rupaye ke bundle ko churaa leta hai aur wahaan se bhaag jata hai ]
Guest- Guest
Episode 123
[ rishab ki nazar oos purse pe parti hai aur woh oos purse mein 1000 rupaye dekhta hai aur oos 1000 rupaye ke bundle ko churaa leta hai aur
wahaan se bhaag jata hai ]
[ kuch deir baad wahaan daamini aur pragya aate hain aur pragya apna purse dekhti hai tou oosmey se paise gaayab hain ]
Pragya : yeh kya , esmein tou maine poore dus hazar rupaye rakhe thhe ...... aur ab yeh rupaye kahaan gaye ??? .....
Guest- Guest
Episode 124
Daamini : didi , kahiin kisi ne yeh rupaye chura tou nahi liye .....
[ tabhi wahaan se rahul jaa raha thha ]
[ pragya ki nazar rahul par pari ]
Daamini : didi , mujhe tou lagta hai ke yeh paise oos rahul ne liye hain .....
Pragya : [ gusse se ] rahul !! ....... eedhar aao ........
Guest- Guest
Episode 125
Pragya : bataao , kyun liye hain mere paise ...... kya kaaveri ne tumhe dusro ke paise chori karna sikhaya hai ? .......
Rahul : magar dadi , maine apke paise nahi liye hain ..... main such bol raha hoon......
[ tabhi wahaan kaaveri aati hai ]
Guest- Guest
Episode 126
[ tabhi wahaan kaaveri aati hai ]
Kaaveri : kya hua ma ? ...... aap rahul ko kyun daat rahin hai ? .....
Pragya : poocho ess se ..... kahaan chupaye hain mere paise ? ........
Kaaveri : kya ?? .......
Guest- Guest
Episode 127
Kaaveri : kya ?? .......
Rahul : nahi maa , maine koi paise nahi churaaye ......
[ upar kamre mein chal rahe shor ke wajah se rishab darr jata hai ke kahiin uski chori pakri na jaaye eseliye woh oon paison ko apne school bag mein chupa deta hai ]
Guest- Guest
Episode 128
[ upar kamre mein chal rahe shor ke wajah se rishab darr jata hai ke kahiin uski chori pakri na jaaye eseliye woh oon paison ko apne school bag mein chupa deta hai ]
[ kaaveri rahul ko wahaan se apne kamre mein ley aati hai ]
Kaaveri : beta , aap such bol rahe ho na ? ....
Guest- Guest
Episode 129
Kaaveri : beta , aap such bol rahe ho na ? ....
Rahul : haan maa , maine koi chori nahi ki ......
[ tabhi kaaveri ki nazar rishabh ke school bag par pari ]
[ rishabh ke school bag se paison ka bundle thoda sa deekh raha thha aur kaaveri ne woh bag khola aur dekha ke pragya ke paise eesi bag mein hain ]
Guest- Guest
Episode 130
[ kaaveri rishab ko bulaati hai ]
Kaaveri : kya tumne dadi ke paise churaye thhe ? ..... jawaab do rishab ! .....
Rishab : nahi .... maine chori nahi kiya ..... yeh paise rahul ne churaye ....
Guest- Guest
Episode 131
Rishab : nahi .... maine chori nahi kiya ..... yeh paise rahul ne churaye ....
[ kaaveri ko ab pata chal chuka thha ke rishab jhooth bol raha hai ]
[ kaaveri rishab ko zor ka ek thappar maarti hai ]
Guest- Guest
Episode 132
[ kaaveri rishab ko zor ka ek thappar maarti hai ]
[ tabhi wahaan pragya , daamini aur baa aatey hain ]
Pragya : kaaveri kyun maar rahi hou ees bachhe ko .....
Kaaveri : maa , aapko nahi pata magar eesi ne aapke paise churaye aur elzaam rahul pe ...
Last edited by on 6/2/2008, 5:17 pm; edited 1 time in total
Guest- Guest
Episode 133
Kaaveri : maa , aapko nahi pata magar eesi ne aapke paise churaye aur elzaam rahul pe ...
Pragya : tou kya hua kaaveri .... rishab virani`s ka khoon hai ..... jabki .... rahul
[ tabhi baa boli ]
Baa : pragya bahu ! ..... rishab aur rahul eesi ghar ke bachhe hain .....
Guest- Guest
Episode 134
[ tabhi baa boli ]
Baa : pragya bahu ! ..... rishab aur rahul eesi ghar ke bachhe hain .....
Kaaveri : aur agar ek galti karta hai tou saza oosi ko milegi ... tou esmein doosre ko sazaa kyun miley ?? ..... kyunki woh paraya hai ??..... magar rahul mera beta hai aur rishab bhi ......
[ pragya ko kaaveri ki baatein apmaan bhari lagi aur pragya aur daamini wahaan se chali gayi ]
Pragya : tumne dekha daamini , aaj kaaveri ne baa ke saamne mera kitna bara apmaan kiya ..... arre oosey tou baro ka samaan bhi karna nahi aaya een 7 saalon mein ......
Guest- Guest
Episode 135
Pragya : tumne dekha daamini , aaj kaaveri ne baa ke saamne mera kitna bara apmaan kiya ..... arre oosey tou baro ka samaan bhi karna nahi aaya een 7 saalon mein ......
Daamini : didi , mujhe aisa lagta hai ke rahul aur rishab mein se rahul ko kaaveri apna beta maanti hai .....
Pragya : mana ke rahul ab ees ghar ka sadasya hai magar kaaveri ko aisa nahi karna chaiye ....
Pragya : mujhe tou lagta hai ke mere paise oos rahul ne churaye aur elzaam daal diya mere rishab pe .....
Guest- Guest
Episode 136
Pragya : mujhe tou lagta hai ke mere paise oos rahul ne churaye aur elzaam daal diya mere rishab pe .....
Daamini : haan didi ..... aisa hi hua hai aur kaaveri ko shaayad ees baat ka bhi pata hai ......
Pragya : aaj holika hai aur ghar mein bahut saari tyaari abhi baaki hain .... humein pehle woh dekhna chaiye.....
Guest- Guest
Episode 137
Vikas : bhabi , main ootha loonga phone .....
[ vikas ke ees tarah ke bartaav se kaaveri ko kuch garbar lagta hai ]
Kaaveri : yeh vikas ne achaanak se aisa kyun react kiya ?? ....... aakhir kiska phone hou sakta hai ? ...... aur vikas kaafi ghabraya hua bhi lag raha hai .....
Guest- Guest
Episode 138
[ kaaveri doosre kamre mein jaake phone oothati hai aur vikas aur kisi aur ke beech chal rahey baaton ko soon leti hai ]
Mr. unknown : [ dhamki dete hue ] main tumhe aakhri baar warning dey raha hoon !! ...... mere paise jald se jald waapas kar do .... warna ! .....
Vikas : [ darrte hue ] haan haan , main tumhare paise waapas kar doonga .....
Guest- Guest
Episode 139
Vikas : [ darrte hue ] haan haan , main tumhare paise waapas kar doonga .....
Mr. unknown : tumhare careless bartaav ke kaaran ab tumhe mujhe poore 10 lakh rupaye dene hounge .....
[ yeh kehke woh mr. unknown phone rakh deta hai ]
[ kaaveri yeh soon soch mein parr jati hai ke aisa kya hua houga jo vikas ko itna bara rakam kisi ne ees tarah phone karke manga hai . kahiin vikas kisi boore sangati mein tou nahi par gaya ? ]
Guest- Guest
Episode 140
[ tabhi wahaan daamini aajati hai ]
Daamini : kaaveri, aaj holika dehen hai ..... aur ghar mein bahut kaam hai tum yahaan kya kar rahi ho ? .....
Kaaveri : chachi , woh ....
[ tabhi vikas bola ]
Vikas : mujhe bahut kaam hai main chalta hoon.......
[ kaaveri ka shak ab aur pakka hou raha thha ]
Guest- Guest
Episode 141
Kaaveri : itni bari baat hou gayi hai ..... kya mujhe yeh sab daamini chachi ko bata dena chahiye ??.......
[ tabhi kitchen mein daamini chachi aati hai ]
Kaaveri : daamini chachi , woh mujhe aapse kuch zaroori.....
Guest- Guest
Episode 142
Daamini : kaaveri abhi mujhe bahut kaam hain ...... baatein karne ke liye tumhare paas waqt houga magar mere paas nahi.......
[ yeh kehke daamini wahaan se chali jaati hai ]
Kaaveri : kis se kuch bhi kehne par koi mere baat ka yakeen nahi karega........ ab mujhe hi ees baat ke tyeh tak jaana houga.............
Guest- Guest
Episode 143
[ raat ka waqt houta hai poora viraani pariwaar holika dehen karta hai tabhi achaanak vikas ko phone aata hai aur woh wahaan se chala jaata hai ]
[ kaaveri ooska peecha karti hai ]
Guest- Guest
Episode 144
[ vikas ek soon-san jagah pe pahucha tabhi wahaan woh black-mailer aaya. kaaveri vikas ka peecha karte hue yaahan aagayi thii aur kaaveri ne dekha ke woh black-mailer ke haath mein pistol thha aur woh vikas ko paiso se bhara bag side mein rakhne ko keh raha thha ]
[ tabhi wahaan kaaveri aagayi ]
Guest- Guest
Episode 145
[ black-mailer vikas se kehta hai ]
Black-mailer : maine tumse yaahan akele aaney ko kaha thha aur tumne ....
Kaaveri : agar himmat hai tou apna yeh naqaab hataao aur apna chehra deekhao...... aur kis liye tumne vikas ko black-mail kiya ?? .......
Black-mailer : yeh tum khud vikas se pooch lo ......
Vikas : bhabhi woh , maine college mein exam ke paper churaaye thhe ...... aur eesne mujhe dekh liya ......
Guest- Guest
Episode 146
Black-mailer : yeh tum khud vikas se pooch lo ......
Vikas : bhabhi woh , maine college mein exam ke paper churaaye thhe ...... aur eesne mujhe dekh liya ......
Black-mailer : bahut ho gaya tamaasha ! ..... mere paise mujhe do ! ......
Guest- Guest
Page 6 of 41 • 1 ... 5, 6, 7 ... 23 ... 41
» Sword fighting in Sajan Ghar Jana Hai
» A new family to creates rift in Sajan Ghar Jaana Hai
» PLZZZZZZZZZZZ upload kyunki 20 nov 2006 video
» Aap ki kacheri Kiran ke saath is going 2 REPLACE KYUNKI !
10/11/2024, 11:10 pm by Story7 Writer
» Muktaar Haar
2/12/2023, 2:54 am by Story7 Writer
» Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
23/10/2023, 10:45 pm by Story 7 Writer
» New Promo: Bairi Piya Sang Preet hai lagaayi...
21/10/2023, 4:57 pm by Story7 Writer
» 7 Robins: The greatest Villain was once a Savior...
18/9/2023, 3:22 am by Story7 Writer
» Kabhie Toh Millenge... Season 3
2/4/2023, 6:37 pm by Story-7 Writer
» VOTE: Which Story 7 sequel you would like next?
22/3/2023, 1:50 am by Story-7 Writer
» Desh Aur Dharam
22/3/2023, 1:47 am by Story-7 Writer
» Exclusive: Kahiin Toh Hogaa First poster out!
22/3/2023, 1:31 am by Story7 Writer
» Khwaab (2008)
16/3/2023, 12:05 am by Story7 Writer
» Dil Mein Koi Hai (2007)
15/3/2023, 11:57 pm by Story7 Writer
» Daamini Daamini (2007)
15/3/2023, 11:56 pm by Story7 Writer
» Pyaar Ki Ek Anokhi Kahaani (2007)
15/3/2023, 11:55 pm by Story7 Writer
» Khwaish Apnaa Apnaa- Chahat aur Dushmani ki ek nayi kahani... Ekbaar phir...
12/3/2023, 12:47 am by Story7 Writer
» Chandan aur Chandnii
29/1/2023, 12:18 am by Story7 Writer
» A World will look like in the Future
9/1/2023, 9:43 pm by Story7 Writer
» Forum's New Entrant is the Forbidden romantic saga
23/10/2022, 7:33 pm by Story7 Writer