Bookmark and share the address of Story-7 Forum- Where you read online stories! on your social bookmarking website
Bookmark and share the address of STORY 7 Forums on your social bookmarking website
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
Page 5 of 41 • 1, 2, 3, 4, 5, 6 ... 23 ... 41
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
Kyunki Ghar Hai Ek Sapna
----------------------
Story: Kyunki Ghar Hai Ek Sapna
Story By: Diipendu Dutta
Started On: 2007
Concluded On: 2025
Genre: Drama
No. of episodes: 1000
Last edited by Diipendu on 19/8/2020, 4:42 am; edited 5 times in total
Story7 Writer- Admin
- Fav. online story :
- Bairi Piya Sang Preet Hai Lagayi
Zodiac :
Age : 34
Location : India
Join Date : 2007-03-06
My Diary
About me:
*Medal*: GHT One Acting Head
Episode 97
[ sejal pragya ke kamre mein jaati hai ]
Sejal : arre maa , aapko pata hai baa ne ek bahut ehem faisla liya hai .....
Pragya : faisla , kis faisle ki baat kar rahi hai tu ?? ....
Sejal : ghar ki chaabiyan kaaveri ko soupne ka faisla ! ................
Guest- Guest
Episode 98
Sejal : arre maa , aapko pata hai baa ne ek bahut ehem faisla liya hai .....
Pragya : faisla , kis faisle ki baat kar rahi hai tu ?? ....
Sejal : ghar ki chaabiyan kaaveri ko soupne ka faisla ! .................
Pragya : [ hayraan houtey hue ] kya !!! .........
Daamini : yeh tum kya keh rahi ho ..... ghar ki chabiyon ka guchha kaaveri ko ?? ........ aisa nahi hou sakta .... tum jhooth bol rahi ho ..... baa aisa faisla nahi kar sakti .......
Guest- Guest
Episode 99
Sejal : ees ghar ki barii bahu yaane ... maa ke houte hue bhi doosre sthaan pe tou daamini chachi ka naam ata hai magar baa ne ..... ees ghar ki chaabi kaaveri ko ?? ..... che che che bada kalyug aagaya hai ..... ghor kalyug !! .....
Pragya : [ gusse se ] chalo daamini !! ..... baa se kuch zaroori sawaalon ka jawaab mangne ka waqt agaya hai ........
Baa : yeh tum loug kya keh rahe ho ? ...... meri kuch samajh mein nahi aaraha ....
Pragya : bas baa , agar mujhse koi bhool hui hai tou aap mujhe keh bhi sakti thii magar bina kisi ki rai liye aapne itna bara faisla .......
Guest- Guest
Episode 100
Baa : [ gusse se ] pragya bahu ! ...... tum yeh bhool rahi ho ke main tumhari saas hoon .......
Baa : agar tum dono ko yeh jaanna hai tou ....... haan ! .... maine kaaveri ko ghar ki chaabiyan soupne ka faisla liya hai .........
[ daamini aur pragya wahaan se chaley jaate hain ]
Sejal : dekh liya ma aapne ...... oos kaaveri ne kaise baa pe apna jaadoo chalaya .......
Daamini : ees kaaveri ko tou eski sahi jagah dekhaani hougi ........
[ yeh soon ke sejal apne kamyaabi par khush houti hai ]
Guest- Guest
Episode 101
[ yeh soon ke sejal apne kamyaabi par khush houti hai ]
[ Udhar kaaveri ko baa ghar ki chaabiyan soupti hai ]
Kaaveri : magar baa , main een chaabiyon ki zimmedaari nahi le sakti ........ een chaabiyon par maa ka adhikaar hai ....
Guest- Guest
Episode 102
Kaaveri : magar baa , main een chaabiyon ki zimmedaari nahi le sakti ........ een chaabiyon par maa ka adhikaar hai ....
Baa : mujhe pata hai magar maine bahut sochne ke baad hi yeh faisla liya hai .......
Kaaveri : agar aapko lagta hai ke main yeh zimmedaari ley sakti hoon tou main ees zimedaari ko nibhane ki koshish karungi .....
[ baa ko yeh soon ke achha lagta hai ]
[ Kuch deir baad kaaveri ke kamre mein daamini aur pragya aati hai ]
Kaaveri : arre maa , chachi aap ?? ........
Guest- Guest
Episode 103
Pragya : humey tumse bahut zaroori baat karni hai ........
Kaaveri : kahiye ....
Daamini : maana ke baa ne tumhe yeh chaabiyan di hain magar ..... tumhe ees ghar mein kisi bhi baaton mein parne ki koi zaroorat nahi ......
Kaaveri : magar
Pragya : bas ! .... humey jo kehna thha humne keh diya ......
Guest- Guest
Episode 104
[ Kaaveri chaabiyon ko bed pe rakh ke kuch deir ke liye kitchen mein jaati hai tabhi kamre mein Sejal aati hai aur chaabiyon ko wahaan se ley jaati hai ]
[ Kaaveri kamre mein aakey dekhti hai tou chaabiyaan nahi houti yeh dekh kaaveri ke payro taley se maano zameen kisi ne khich li ho ]
Kaaveri : [ bahut pareshaan houtey hue ] chaabiyan tou maine yahin rakhin thii ...... ab kya houga ?? .......
Guest- Guest
Episode 105
[ udhar sejal ]
Sejal : ghar ki itni barii zimmedaari ke prati laaparwahi ...... eedhar pragya ma ko yeh baat pata chala aur udhar kaaveri ees shantiniketan se baahar..........
[ Sejal chabiyon ko apne almari mein chupa deti hai ]
Kaaveri : woh necklace jab gum hua thha tab ...... sejal itni darr gayi thii ..... kyun ?? ...... kahiin oos necklace ko sejal ne gaayab tou ....... aur oosi tarah een chabiyon ko bhi usne ..... nahi nahi yeh main kya soch rahi hoon sejal mahesh ki behen hai aur woh aisa kyun karegi ......
Guest- Guest
Episode 106
Kaaveri : woh necklace jab gum hua thha tab ...... sejal itni darr gayi thii ..... kyun ?? ...... kahiin oos necklace ko sejal ne gaayab tou ....... aur oosi tarah een chabiyon ko bhi usne ..... nahi nahi yeh main kya soch rahi hoon sejal mahesh ki behen hai aur woh aisa kyun karegi ......
Kaaveri : phir bhi mujhe ek baar ooske kamre ki talaashi leni chahiye .......
[ udhar sejal pragya ke kamre mein jaati hai ]
Sejal : maa , gazab ho gaya !!
Pragya : kya hua , tu itni pareshaan kyun lag rahi hai ??
Guest- Guest
Episode 107
Pragya : kya hua , tu itni pareshaan kyun lag rahi hai ??
Sejal : Ma apko pata hai woh baa ne jo chaabiya kaaveri ko di thii ....
Pragya : haan , tou kya hua ? .........
[ udhar kaaveri sejal ke kamre mein pahuchti hai aur kamre ki talaashi leti hai ]
Guest- Guest
Episode 108
[ udhar sejal ]
Sejal : baa ne jo chabiyaan kaaveri ko di thii ..... kaaveri ne oon chabiyon ko goom kar diya .........
[ yeh jaan ke pragya ko bahut gussa aata hai ]
Pragya : [ bahut gusse se ] kya !!! ............
Guest- Guest
Episode 109
[ yeh jaan ke pragya ko bahut gussa aata hai ]
Pragya : [ bahut gusse se ] kya !!! ............
Pragya : [ gusse se ] pehle tou baa ne kaaveri ko chaabiyan dey di ...... aur ab oon chabiyon ko oos kaaveri ne guma diya ?? ........ aaj tou yeh faisla hou ke rahega .... ya tou kaaveri ki galtiyon ko nazar-andaaz karna baa ko chhorna houga ...... ya oos kaaveri ko yeh ghar chhorna houga ! ..........
Guest- Guest
Episode 110
[ udhar kaaveri sejal ke kamre ki talaashi le rahi thii aur tabhi ooski nazar sejal ke almaari mein pari ]
[ Kaaveri ne sejal ki almari kholi tabhi wahaan se baa guzar rahi thii tou kaaveri ko sejal ke kamre mein dekha ]
Baa : kaaveri , tum yahaan ?? ............
Guest- Guest
Episode 111
[ kaaveri peeche murr ke dekhi tou wahaan baa thii ]
Baa : kaaveri , beta tum yahaan sejal ke kamre mein kya kar rahi ho ?? ........
Kaaveri : baa, aapne mujhe jo chaabiyan soupi thii ......woh .... woh chori ho gayi ....
Guest- Guest
Episode 112
Baa : kya ?? ... yeh kya keh rahi hou ..... [ baa ko necklace waali baat yaad aati hai ]
Baa : kaaveri , yeh mera hukum hai .... ke tum sejal ki almaari ki talaashi lo .......
[ yeh soon ke kaaveri ka housla aur majboot ho gaya ]
Kaaveri : je baa ....
Guest- Guest
Episode 113
Sejal : [ gusse se ] ruk jaao !!! ......... yeh kya hou raha hai .....
Sejal : tumhaari himmat kaise hui mere kamre mein talaashi lene ki ...... baa aap dekh rahin hai ees kaaveri ko .... ek tou chaabiyon ko gum kar diya aur ab mere kamre mein chori kar rahi hai .......
Baa : [ gusse se ] sejal !! ...... zabaan sambhaal ke baat karo ...... chori kisne ki yeh abhi tyeh hou jaayega ..... kaaveri tum talaashi lo .....
Guest- Guest
Episode 114
Pragya : baa , aap sejal pe ees tarah aarop nahi laga sakti .....
Baa : agar oosne koi chori nahi ki tou woh kyun darr rahi hai ?? ..... faisla abhi hou jaayega ........
[ kaaveri sejal ki almaari khol ke talaashi leti hai ]
[ kuch deir baad almaari se ek guchha girta hai ]
Guest- Guest
Episode 115
[ kuch deir baad almaari se ek guchha girta hai ]
[ woh wahi chaabiyon ka guchha houta hai yeh dekh pragya dung reh jaati hai ke ooski beti ne eesi ghar mein reh ke etna baraa galat kaam kiya ]
[ pragya chup thii aur baa ne oosi waqt faisla le liya ]
Baa : sejal ko aaj abhi eesi waqt yeh ghar chhorr ke waapas apne sasuraal jaana houga !! .......
Sejal :
Guest- Guest
Episode 116
Sejal : [ routey hue ] maa dekho na .... yeh loug aapki beti ko ees ghar se nikaal rahey hain .....
Pragya : achha yehi houga ke tum ees ghar se chali jaao ......
[ sejal routey hue apna saamaan uthati hai aur kaaveri ki taraf dekhte hue mann mein sochti hai ]
Sejal : [ mann mein sochtey hue ] aaj tumhare wajah se mujhe yeh ghar chhor ke jaana parr raha hai kaaveri ........ ek din tumhe main ees ghar se nikaal ke rahoongi ! .......
Guest- Guest
Episode 117
[ Sejal ghar se chali jaati hai ]
Baa : aakhir sab theek ho gaya ..... kaaveri tum aajse ees shaantiniketan ki ees zimmedaari ko sambhaalo ......
[ baa kaaveri ko chaabiyan deti hain ]
Guest- Guest
Episode 118
[ baa kaaveri ko chaabiyan deti hain ]
[ Udhar daamini aur pragya ]
Daamini : didi , humne kaaveri ko kitna galat samjha aur bahut bhala-buraa kaha .....
Guest- Guest
Episode 119
Pragya : haan daamini , jisko humne paraya samjha wahi apna nikla..... aur jisko apna samjha oosi ne vishwaas ghaat kiya?? ....... magar aaj se abhi se kaaveri bahu nahi balki beti meri beti hai........
[ Shaantiniketan mein sab theek hou jata hai aur eesi tarah 6 saal beet jaatey hain ]
[ Kaaveri ka beta - Rishab aur beti - Shoba 5 saal ke hou jaatey hain magar een 6 saal ke dauraan ek din kaaveri aur mahesh anaath-alay gayye thhe aur wahaan oonhone ek bachhe ko dekha . Kaaveri ko oos bachhe par daya aagayi aur oosey adopt kar liya aur ab 6 saal baad woh bachha (Rahul) viraani`s ke naam se jaana jaata hai "Rahul virani" ]
Guest- Guest
Episode 120
[ Kaaveri ka beta - Rishab aur beti - Shoba 5 saal ke hou jaatey hain magar een 6 saal ke dauraan ek din kaaveri aur mahesh anaath-alay gayye thhe aur wahaan oonhone ek bachhe ko dekha . Kaaveri ko oos bachhe par daya aagayi aur oosey adopt kar liya aur ab 6 saal baad woh bachha (Rahul) viraani`s ke naam se jaana jaata hai "Rahul virani" ]
[ Daamini ke bete Jayesh aur Pooja ke do bachhe - meenal aur sachin ]
Guest- Guest
Episode 121
Pragya : arre rishab , aao eedhar....
Pragya : tumhare studies kaise chal rahey hain ?? ......
Rishab : theek ....
Guest- Guest
Page 5 of 41 • 1, 2, 3, 4, 5, 6 ... 23 ... 41
» Sword fighting in Sajan Ghar Jana Hai
» A new family to creates rift in Sajan Ghar Jaana Hai
» PLZZZZZZZZZZZ upload kyunki 20 nov 2006 video
» Aap ki kacheri Kiran ke saath is going 2 REPLACE KYUNKI !
10/11/2024, 11:10 pm by Story7 Writer
» Muktaar Haar
2/12/2023, 2:54 am by Story7 Writer
» Kyunki Ghar Hai Ek Sapna...
23/10/2023, 10:45 pm by Story 7 Writer
» New Promo: Bairi Piya Sang Preet hai lagaayi...
21/10/2023, 4:57 pm by Story7 Writer
» 7 Robins: The greatest Villain was once a Savior...
18/9/2023, 3:22 am by Story7 Writer
» Kabhie Toh Millenge... Season 3
2/4/2023, 6:37 pm by Story-7 Writer
» VOTE: Which Story 7 sequel you would like next?
22/3/2023, 1:50 am by Story-7 Writer
» Desh Aur Dharam
22/3/2023, 1:47 am by Story-7 Writer
» Exclusive: Kahiin Toh Hogaa First poster out!
22/3/2023, 1:31 am by Story7 Writer
» Khwaab (2008)
16/3/2023, 12:05 am by Story7 Writer
» Dil Mein Koi Hai (2007)
15/3/2023, 11:57 pm by Story7 Writer
» Daamini Daamini (2007)
15/3/2023, 11:56 pm by Story7 Writer
» Pyaar Ki Ek Anokhi Kahaani (2007)
15/3/2023, 11:55 pm by Story7 Writer
» Khwaish Apnaa Apnaa- Chahat aur Dushmani ki ek nayi kahani... Ekbaar phir...
12/3/2023, 12:47 am by Story7 Writer
» Chandan aur Chandnii
29/1/2023, 12:18 am by Story7 Writer
» A World will look like in the Future
9/1/2023, 9:43 pm by Story7 Writer
» Forum's New Entrant is the Forbidden romantic saga
23/10/2022, 7:33 pm by Story7 Writer